Pehli trade laganay jau time Lia karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehli trade laganay jau time Lia karain
    Forex market weekend kay baad jab bhi open hoti hai tou settlement mai time zarur laiti hai. Iss liye traders ko bhi iss baat ka khayaal rakhna chaiye aur pehli trade open kernay mai acha time laina chaiye aur jab market mai positions waazih ho jain tabh he apni pehli trade open kerni chaiye. Iss tarah ziada problems say bacha jaa sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

    G dear ap n thk kaha hy k aj forex trading m wekend k bad aj phla din hy aur as m forex trading aur market ko thora setel hony m time lgy ga as liya humy chahiya k phli trade open krny se phly hum thora time zaror lgaey aur humy chahiya k mukamul anakysis k bad hi trade open ry
    • #3 Collapse

      Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

      Hello friends kaisy hain sab je ap ne biklul sahi kaha kenphli trade lagaty waqt hamain waqie thora time laina chahye kyunke ye hamara first time hota hy aur itna zayada experience bhe nhe hota to hamain chahye ke market ki movement ko daikhain aur jb hr chez ke settlement achi tarha ho jaey to trade open karain khas tor pr hamare new member bht ehtayat se kam lain aur soch samjh kr trading karain
      • #4 Collapse

        Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

        Aapko har trade ke liye acchi Tarah planning Karni chahie acchi Tarah sochana chahie aur Achcha hai. Tarah soch samaj k decision Lena chahie Taki aap ek Achcha kam karke Ek acchi position Le Sako isliye mehnat ab jitni acchi karoge aapko itna Achcha profit hoga Achcha kam karoge to acchi earning karoge acchi earning karne ke liye aapko experience ki jarurat padegi.
        • #5 Collapse

          Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

          Forex trading main wekend k bad aj phla din hy aur as main forex trading aur market ko thora setel hony main time lgy ga as liya humy chahiya k phli trade open krny se phly hum thora time zaror lgaey aur humy chahiya k mukamul anakysis k bad hi trade open krain ham market ki movement ko daikhain aur jb hr chez ke settlement achi tarha ho jaey to trade open karain khas tor pr hamare new member bhot ehtiyat se kam lain aur soch samjh kr trading karain.
          • #6 Collapse

            Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

            hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna hio ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha busness hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar saktyh ain hum is mai agar bager learning ky kam karyy gy to hamy loss ho ga hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

              G Han bilkul AP ko trade krny sy phly market ko analysis kr Lena chahy AP ko chahy k tamam source ko use kr k apni working r satisfaction k bad hi trade lagnain take AP Kamyab ho skain AP ki mehnat r lagn AP ki kamyabi hy.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                Forex trading maie jab be aap trade kisi pair par trade karty hai tu play market ki achi trha watch kar ly Karen market ka trend Kiya hai ki KY trend wali market maie achi trade hoti hai aur profit be trade karny say ply Apne Analysis Kar ly .
                • #9 Collapse

                  Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                  hamy trade lagany ky har aik rules ko follow karna chahey hamy sahe time main trade open karne chahey forex aik asa business hain jis main hum jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus dyta hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik legal business hain hum is main full time be kam kar sakty hain or hum is ko part time ky liey be join kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                    Meri khyal men hamen jab bhi karni chahie usse pahle achcha set time Dena chahie aur acchi confirmation karni chahie matlab yah ki jab tak hamen Forex trading mein achha signal na mil jaaye to hamen per day trading mein dhokha nahin karni chahie hamen jitna bhi vate karna pade wait karna chahie agar ham log bhi nahin karte to iska matlab yah hai ki Ham apne account ko behosh hone ki dava dete Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                      hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pheer he hum pasia kama skay gy forex aik lehgal business hain hum is mai apne marje sy time table bana kar kam kari sakty hain hum ismai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai bagr pasiao ky accoutn be bana sakty han forex aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                        yes apna sahe kaha ka trade karna se pehla humain time laina chahaya time strategy ko dikhata howa or market ka trend ko dikhta humain usa follow karta tarde karni chahaya ager hum iska opposite jain ga to chances zayada ha ka humain loss ho islia humain chahaya ka zayada se zayada mehnat karain forex trading main or apni skill ko acha karain taka profit.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Pehli trade laganay jau time Lia karain

                          G haan trade lagane Mein hamesha time Diya Karen kyun ke Jab aap time ke sath trade lagaenge to is se aapka fayda Hoga aur iske sath sath hamesha zyada Se zyada mehnat Karni chahiye trade hamesha analysis karne ke bad hi lagani chahiye kyun kyen ke Jab Ham trading Mein analysis Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai trading Mein jitni zyada analysis Karenge is se Hamen utni zyada kamyabi Milegi Forex trading mein zyada Se zyada analysis Karne Wale trader hi Kamyab hote hain market analysis karne ke bad hi trade lagaya kyun ke is se aapka fayda Hoga Jab Ham trading Mein analysis zyada Karte Hain to is se Hamen kamyabi milti Hai Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain Jab Ham Dil laga kar Forex Mein mehnat Karte Hain to is wajah se Ham zarur Kamyab hote Hain trading hamesha analysis karne ke bad hi Karni chahiye kyun ke trading Mein analysis Karne ke bad hi Hamen profit milega aur zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain Ham jitni zyada mehnat karte hain Hamen itni zyada kamyabi milti hai trading Mein hamesha hardworking karne ke bad hi Forex Mein trade lagaya Karen kyun ke hardworking karna hamari liye bahut zaruri hota hai hardworking karne se hi Ham forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain trading Mein hamesha learning Kiya Karen kyun ke learning karna hamare liye bahut zaruri Hota Hai Jab Ham trading ki learning Karte Hain to is se Hamen bahut zyada fayda Hota Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X