Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...
    Dear apko chahye agr trading start krni hai to us k lye apko sb c important cheez jo chahye hoti hai woh trading k baray m seekhna hoga Jb tk seekhengy ni ap trading ni krni chahye.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

    Trading karna ka Lia trading samjna zaroori hai aap ki baat bilkul theek hai forex main hum mehnat say kaam krtay hai tu hum ko achi earning bi hoti hai agar hum mehnat nahi krtay tu hum ko achi earning hasal karni moskal hoti hai forex main kamyabi ka Lia mehnat Karni zaroori hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

      Trading krny k liye trading ka knowledge aur experience hona chahiye aur market ki movement ko samjhna chahiye tah k trade open krny mein asani ho jaye sb se mushkil market mein achi entry talash krna hota hai jis k liye market ka analysis krna prta hai us k bad bhi profitki guarantee nhi di ja sakti kionkeh analysis perfect hona chahiye tb profit milta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

        g ham dear la parwahi se kya gya kaam kbhi bi acha kaam ni hota r her koi trading Islye krta hai keh profit hasil kre r bonus ke lye mehnat bhi profit hasil krne ke lye krta hai to jb profit ke Bari ae to soch smjh kr r learn kr trading men shamil hona chahye r jitna ahtiat se trading kren ge to utna loss se back sken ge
        • #5 Collapse

          Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

          G dear ap n thk kaha hy k agr hum koe bhi kam bagair soch samjh k kry gy to huny nuskan ho ga as liya koe bhi kam krny se phly as ko mukamul taor p seekhna chahiya aur seekhny k bad hi hum koe achi trading kr sakty hy warna learning k bagair trading krna nuksan dah sabit ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

            Acchi trading karne ke liye aapko acchi Tarah Se market ko analysis karna bahut Jaruri hota hai aur trading ka acchi Tarah Se knowledge experience Hasil karna bhi bahut Jaruri hota hai tab hi aap acchi trading kar paoge sugar aap acche reading karna chahte ho to uske liye aapko acchi Tarah Se hardworking Karni Hogi aur daily basis per demo account per practice bhi Karni Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeelkhan1214 پيغام ديکھيے
              Dear apko chahye agr trading start krni hai to us k lye apko sb c important cheez jo chahye hoti hai woh trading k baray m seekhna hoga Jb tk seekhengy ni ap trading ni krni chahye.
              trading karne ke liye trading ko samajhna bahut hi important hota hai Ham jab tak trading ko nahin samajhte Hain tab tak Ham trading co proper nahin kar sakte hain isliye hamen trading ka samajhna bahut jaruri hota hai aur tabhi Ham successful ho sakte hain aur agar Ham trading ko nahin samajhte Hain to Ham kabhi bhi successful nahin ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                G haaan apkii baat sahii haii trading kyy andr humain trading ko smjhna bhot zrorii haii agr hum trading ko smjhain gyy to hum acha kaam kr puen gyy iss sy gumain acha faida bhe mill.piee ga agr gum iss ko na smjahin gy to humara kaam bhe sahii sy nh ho piee gaa aur hum loog iss main aona kaam ko sahi trha sy nh kr pien gyy jis ssy humain acha profit nh mill piee ga aur humain loss bhee ho sktaa haii is cheez sy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                  Treading krny k liye ap k pass knowledge pr experience hona lzmi hai us k liye apko market ki movement ko samjna cahiye achi trha sy market ki analysis kry tb e ap achi treading kr pay gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                    G dost trading Karne ke liye trading ko samjhna bohat zaroori ha agar ap trading ko samjhe beghair karo ge to apko loss he hoga hame sab se pehle trading ko learn karna chahiye is ko samjhna chahiye ke ye ha kia cheez aur is ke bare me information hasil karny chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                      Agar aapane koi bhi kam karna ho to usko aap ko samajhna padta hai. Usko sikhana padta hai. ISI Tarah aapko market kabhi bhi khana padta hai. Aap jab tak isko learn nahin karoge iske bare mein knowledge nahin loge to aap ismein Kam nahin kar sakte isliye Achcha kam karne ke liye aapko mehnat karni padegi aapko trading ke liye experience karna padega tab aapko market Mein knowledge aur profit hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                        yah baat to bilkul sahi hai keep reading karne ke liye pahle Forex trading ka knowledge hasil karna bahut jaruri hai aur uske bad Forex trading mein demo account ki practice karna minimum 3 month Tak practice karni chahie uske bad apna real account banana chahie fir bhi ham log kamyab honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                          Agar aap acchi reading karna chahte hain to uske liye aapko trading ko acchi Tarah Se samajhna Hoga aur trading Ka Chitra 40 aur experience Hasil karna hoga tab hi aap trading kar Sakenge aur Forex main acchi Tarah Se survive kar Sakenge sogra Pachi and karna chahte hain to aapko trading ka acchi Tarah Se knowledge or experience Hasil karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                            Han ji Jo mehnat Karta Hai vah Kamyab hota hai hamen bhi mehnat Karni chahie aur ham bhi Kamyab ho, sakte hain trend is our friend Agar Ham friend per kam karenge to Ham bahut hi Achcha kam kar sakte hain. Hamen loss nahin hoga Ham use per Agar money management or risk to reward per kam karte hue mehnat karenge to Ham bahut hi Achcha kam kar sakte hain. Isliye acchi rules Hai inko follow Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Krne k lye Trading ko smjhna zruri hai...

                              G bilkul bahi hmn koi Kam b krna ho usy pahly smjna prta hy asy kisi Kam MN kmyab nhe ho skty isi trha trading krny liya b hmn tread ko smja lazmi hy JB Tak hm tread ko nhe msjy gu hm kmyab nhe hn gy hmn SB sa pahly tread ki smjana pry ga jis k liya hmn newz prhni dakhna lazmi hy jis sa hmn markit ka PTA chly ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X