A big reason for losing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A big reason for losing
    Trading mein profit ke sath loss bhi hota hai aur ham aksar time trading mein loosy ho jaate Hain hamare loose hone ki sabse badi vajah hamare emotions hote hain agar Ham apne emotions per control kar le to Ham is business mein successful ho sakte hain aur ham is business mein kabhi bhi lose nahin hote Hain hamen chahie ke hamen apne emotions ko control karna chahie aur koi bhi trade close ise ke sath open nahin karni chahie aur hamen always ji apne emotions per control karna chahie aur acchi tarah se analysis karne ke bad hi koi trade open karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A big reason for losing

    Jo aapane reason baithe hai forex market mein big kar ke hamara account akshara lose kyon hota hai to vah aapane kafi achcha bataya hai ki Ham aksar apne emotions ko control nahin karte jiski vajah se hamara account was ho jata hai isliye hamen chahie ki Ham apne emotions ko control mein Karen aur on terminal check Karen
    • #3 Collapse

      Re: A big reason for losing

      hun ap na theek khah aha k trdaing main humain akser loss apny emotions ki vaja se hoata ha jis na bhi apny emotions per control ker lia trdaing kerty hoay tu samjho wo forex main kamiyab ho gaya is liay humain jitna mumkin ho saky apny emotions ko control ker k trdaing kerni ho gi isi main hi humari bhalai ha.
      • #4 Collapse

        Re: A big reason for losing

        Ge dear ap ke bath bilkul teak hai trading ko Karny ka lay hamy is main experience ke zurarth hai or dusara apnay senior sc rahanomai ke zurarth hai kion ka market ke value ka andaza lagana bohat mushkal hai is Kay lay kafi experience ke zurarth hai . analysis ka baghar Kam karna bohat mushkal hai
        • #5 Collapse

          Re: A big reason for losing

          Trading bg Los ki waja kbi kbi hm khud b hoty wo is liya hn ik dfa Los ho Jay hm tnshn mn a got Khao pa tard lga day hy his sa hmn kafi nuksan hota jata hy or hm ziyda tnshn mn a jaty hy is mn hmn chahya ik bar JB Los ho to agki bar hm soch smj k kadm uthy or zindgi wasy utar charho hoty hy hmn himt nhe harne chahya booht sa log Kam chor daty lakn time Dana bnd kr daty lakn hmn ziyda mahnt krni chahya takah hm apny Los ko profit mn chnj kr k kmyab ho sky or MN khas Tor pa apny mind ko frash rkhna chahya Jo hmry liya b bahtr hy or hmry Kam k liya b
          • #6 Collapse

            Re: A big reason for losing

            jab hum mistake kar ky kam karty hain to hamara account baend ho jy ga hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kam skay gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: A big reason for losing

              market main learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trend ko use ka rk hi hum achy say trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi kam kar khi hum achi trade karien agy aur har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planingkar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: A big reason for losing

                jab hum kam karty howy koi galti kar daty hai to hamy naqsan ka samana karna parta hai hamy posts ko read kar ky is mai mistake ko sahe kar ky replay karna chahey kue ky aik mistake ke waja sy hamara account wash ho jay ga or account mai present balance be wash ho jay ga hamy loss hony ke har waja ko sahe karna chahey yai pakistan mai be legal ho cuka hai
                • #9 Collapse

                  Re: A big reason for losing

                  emotional discipline follow karna bahut important hota hai agar hamen emotional control nahin kar sakte to Ham Kamyab nahin ho, sakte hamen kam karne ke liye emotional control Hona bahut important hai ki aapane bilkul theek kaha hai ki agar Ham Achcha kam karna chahte hain. To hamen emotional discipline ko follow karna hoga aur sabse jyada hamen isi vajah se hota hai ki Ham Jahan bhi achcha kam karte to Hai Lekin emotion ki vajah se loss karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: A big reason for losing

                    hamain har jeet ka samna tou krna hi prhta hai so hamain is k bary main learning karni ho g aur marke tmain kam karny k liye is forum main expeirnece hasil kar hi hum achi trade kar k hi hum bi achy say trade kar k hi hum achi trade kar hi hum real main bi trade kar k hi hum suces shon gay aur hamain si forum main bi enter hony say pahly is k bary main bi earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: A big reason for losing

                      Loss hone ka sabse big reason yah hota hai ki bahut jyada traders se jald Bazi karte hain Jiske vajah se Ankola was hota hai to aap sab traders ko chahie ki aap kabhi bhi jaldbaji Mat Kiya Karo aur naahi Lal Kiya Karen Kyunki Jab aap lalach karte hain tab hi aap jaldbaazi karte hain aur ISI vajah se aapko loss hota hai to aapko kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: A big reason for losing

                        Kisi bhi business main loss ki sab se bari wajha kam ko sahi time na dena. Aap kam ko sahi time nahi dain ge mehnat se kam nahi Karin gay to 100% loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: A big reason for losing

                          hamy loss sy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apne marje sy time table bana kar kam kari sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: A big reason for losing

                            ji han dear trading Mein profit ke sath sath loss bhi hota hai loss her business ka hissa hai Hamen loss se pareshan Nahin Hona chahiye kyun ke Jab Ham loss ko face karne ke liye loss per zyada mehnat Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai Forex trading mein zyada Se ztada mehnat Karne ki wajah Se Hi Hamen kamyabi milti Hai humen zyada Se zyada hard working Karte rahna chahiye Jab Ham Dil laga kar mehnat Karenge to ise zarur Kamyab honge forex mein zyada Se zyada mehnat Karne se bahut jaldi success milti aur loss or profit donon hi business Ka hissa Hai Jab Ham profit aur loss ko maintain kar ke chalte hain to is se Hamara fayda Hoga Forex mein zyada Se zyada hardworking karne se hi Hamen kamyabi milti Hai hardworking Karte rahna chahiye kyun ke kamyabi hardworking Se Hi Milegi loss or profit donon hi business ka hissa hai Hamen loss ko face karne ke liye ready rahna chahiye kyun ke Jab Ham in donon Ko face karne ke liye taiyar hote Hain to is se Ham Mein Koi disturbance Nahin Hoti aur iske bad Hamen bahut zyada success milti Hai jisse Hamara bahut zyada fayda Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: A big reason for losing

                              Bilkul aisa hi hai. Market Mein loss ki otherwise bahut type ho sakti hai lekin mostly loss hota hai knowledge ki Kami ya emotion market Mein Kuchh members emotional hokar trading karte hain. Agar market thoda loss Mein Jaati Hai trade co close kar ke FIR Dobara dusre. Per Laga Dete Hain fir market loss Mein Jaati Hai FIR change kar dete Hain isase Jyada loss hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X