Lalach hamara dushman hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalach hamara dushman hai

    This greed is a big enemy in our business Pakistan Forex Mein greed big enemy hai Hamen chahie iss say avoid karein tu hi good account pak forex trading business ka secure kar sken gy Pakistan Forex all world mein bahut hi like Kiya ja raha hai khoob mehnat Say hi good Success asaani SY Hi Hasil hon Gy pak forex trading business men lalach aik big dushman hy iss say achi Kamyabi ho Gi Success kalye dil say Greed Nikal Den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalach hamara dushman hai

      Yes u right jasa k sb ko pta hai k lalch ik burii blaa hai laalach ma jo b km kry gy ultha us k hmy loss ho ga khud ko strong bany or honestly apna work kry mehnat kry or kamybi hasil kry
      • #18 Collapse

        Re: Lalach hamara dushman hai

        G blkul lalach krny sy humara apna he nuqsan hota h is liya humyn chaya k hum lalach na krain q k lalach kisi bi business k bht bara nuqsan hota h or asy krany sy na knowledge gain hota h na humara experienve increase hota h is liya humyn chaya k hum lalach ki bemari sy bach k apna work krain
         
        • #19 Collapse

          Re: Lalach hamara dushman hai

          Dear sir aap lalach ko dushman kah rahay ho laykin may lalach ko dost kahta hoon quen kay first may bi lalach ko dushman hi bolta tha dosray alfaz may daykh kay kharach karna ya aysa kharach karna kay jiss may profit ho loss na ho us ko bi aam log lalach kahtay hane or aysa aadmi jo kay paysa bay darage kharach karta hay us ko ya log sakhi kahtay hane.
          • #20 Collapse

            Re: Lalach hamara dushman hai

            Greed hamara enemy hai agar hum usko follow karenge to Ham hamesha nakam honge Agar Ham isko chhod denge to Ham hamesha Kamyab honge isliye agar aap mehnat karoge to learn karoge agar aap mehnat karoge to experience karoge to Jab aap to baat experience hoga knowledge hoga aapko emotions ko control karna aata hoga aapko Achcha kam karne ke liye money management or risk to reward ko use karna aata hoga then AP acha kam kar sakte ho.
            • #21 Collapse

              Re: Lalach hamara dushman hai

              Bilkul forex market mein jo lalach karta hai use problem hi banti hai knowledge Nahin Karni chahie movement ko koi andaza nahin Hota kab loss Mein Chali Jaaye Agar lalch mein aur Badi trade open Karenge to loss. Bhi Jyada Hoga Bade loss ko recover karna Mushkil ho jata hai proper plan Banakar hi Kamyab tarike se trading ki Ja sakti hai.
              • #22 Collapse

                Re: Lalach hamara dushman hai

                bilkul yah baat to hai ki lalach hamara dushman hai jo log ishq karte hain vah apna hi nuksan karte hain aapane kitne hi log dekhe honge ki lalach karke vah syrup ka nuksan karte hain Inka hisaab hota hai jaise ki Ham bachpan mein ek Kahani padhakar the greedy dog wali tu Jo log dance karte hain vah misal ke taur per agar unka 1 hundred dollar ka account hai to wala Lage karenge hamara ek din mein 200 ka Ho jaaye lekin 200 ka to nahin hoga bolke 0 ka ho jaega sirf lalaj ki vajah se hai
                • #23 Collapse

                  Re: Lalach hamara dushman hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                  Aziz dosto forex mai ham tab he acha profit kama saktay hain agar ham iss mai sahe tariqay say money management ke sath kaam karai aksar auqat ham.lalach mai akar had say bara lot size laga kar trade kartay hai jo loss ke waja bantinhai aur ham buhut zyada loss kartay hain yaha tak ke account wash hojata hai iss leye hamai chaye ke lalach ko side pe rak kar iss mai trade karai.



                  Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul aapki baat hai sahi hai ki lalach Hamara Dushman hai agar Ham lalach ke sath kam Karenge To vah Hamen Hamesha Los hi Dega isliye aapko chahie kya aap kabhi bhi lalach Na Karo Sabar ke sath kam karte raho Kyunki Sabar Mein Barkat Hota Hai Jis Tarah mehnat Mein Barkat Hota Hai is liye lalch se avoid karo...
                  Visit My Profile
                  • #24 Collapse

                    Re: Lalach hamara dushman hai

                    G bhai lalach hamary sab se bary dushman ha lalach ko bury bala bhi kaha jata ha aur ye sach ha lalach aik bohat bury cheez ha jis se apko hamesha nuksaan hoga aik kamiyab insaan wo he hota ha jo lalach ko apne andar se bahir karta ha lalach ko avoid kar ke he ham kamiyab ho sakte ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalach hamara dushman hai

                      ji han dear lalach Hamara bahut bara dushman hai Hamen lalach Nahin Karni chahiye Jab lalach Karte Hain to is se Hamara nuksan hota hai trading Mein laalach karne se bahut zyada loss hota hai trading Mein sabse zyada nuksan lalach se hota hai jo trader jitni zyada lalach karta hai usko bahut zyada loss hota hai trading Mein Hamen lalach bilkul Nahin Karni chahiye balkey Hamen himmat Aur Sabar ke sath kam Lena chahiye kyun ke Jab himmat Aur Sabar ke sath kam lete hain tabhi Ham Kamyab hote hain Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader Kamyab hote hain lekin lalach karne se forex mein bahut zyada loss hota hai to bilkul bhi Na Karen kyun ke Jab lalach Karenge to sirf nuksan Hoga trading mein zyada Se zyada hard working Karenge to kamyabi milegi lekin lalach se bujat zaida nuqsan hota hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalach hamara dushman hai

                        Dear friends forex business app jab zaida porfet kaa lalch mn jab app bara lot saa teared lagata han too app kese bara losses kaa samna karna parhta haa lalach hamsha hamre dusman hote haa ess saa hamra mahnat saa zaia kia gia bonas zaia hoo jata haa
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalach hamara dushman hai

                          Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Greedy nahi krna chahey. jo market mai greedy krta hai tou es ka account wash ho sakta hai. Greedy trader ka dushman hai. Trader ko chahey k wo market mai begar greedy key trade krey aur market mai proper planning ban kr earning hasil kr sakty hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalach hamara dushman hai

                            G blkul agr hum kisi bi business m lalach krty han to humyn bht zada nuqsan ho skta h or isi trha agr hum trader han to humyn trading m lalach blkul ni krna chaya blka mehnat sy kam krna chaya or humara working level acha hona bht zarori h or agr hum lalach krain gaa to is k nuqsan uthana prta h humyn bht bara
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Lalach hamara dushman hai

                              Lalach hmara sab sy bra dushman hy. Qk ager lach men a ker hum forex k rules ko torin gy to hamin nuksan ho ga forex forum sy acha bonus hasil krny men nakam ho Jain gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lalach hamara dushman hai

                                assalamu alaikum jal member forex business bahut achcha business hai ismein lalach nahin karna chahie balki mehnat karni chahie Ham jitni jyada mehnat karenge Ham ko utna hi jyada fayda hoga agar Ham lalach karenge to Ham loss mein jaenge Ham jitni jilege karenge hamen apna hi nuksan jyada hoga aur lalach hamara khula dushman hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X