new trader k liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G forex trading mein Jo bhi new trader han un ko cahaiye k wo Sab se pehly forex trading mein demo account par practice karain aur demo account par practice is tarha karain k wo demo account ko real account samjh kar karain aur forex trading ki achi learning hisal karain phr real account mein trading kar k profit earn kar sakte han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Demo account is the best platform for practice. Practice sey traders ka confidence barhta hy aur loss ka fear bhi kam hota hy. Demo account main agar hum 3 months tak sincerity key sath kam karain to forex trading ko seekh saktey hain. Demo account main different strategies ko test kia jata hy aur phir real account main un ko use kia jata hy.
      • #33 Collapse

        New traders key leye yeh advice hy keh woh pehlay forex ka experience bana lain aur phir forex ko confidence key sath use krain. Yeh aik risky business hy aur agar aap without knowledge aur experience key profit bananey ki koshish krain gey to loss ho jaye ga. Is leye new traders ko pehlay experience banana chaheye aur phir forex ko join krna chaheye.
        • #34 Collapse

          Forex market mai Jo bhe new trader hai tou wo es market mai sub say pehly demo account par kam kray es ky bad wo real par trade kray. Tou earning kr sakty hai.
          • #35 Collapse

            G forex trading mein agr profit acha hy tu loss bhi buht ziada hy aur forex trading aik riski business bhi hy aur forex trading mein loss se bachne k liye forex trading ki learning ki zaroorat hoti hy agr achi learning ho gi tu acha profit ho ga aur is k liye knewledge experience hasil Karna buht zaroori hy aur achi skills ka hona buht zaroori hy aur skills aur experience hum demo account par practice kar k hasil kar saktay han
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anwa43859 پيغام ديکھيے
              G forex trading mein agr profit acha hy tu loss bhi buht ziada hy aur forex trading aik riski business bhi hy aur forex trading mein loss se bachne k liye forex trading ki learning ki zaroorat hoti hy agr achi learning ho gi tu acha profit ho ga aur is k liye knewledge experience hasil Karna buht zaroori hy aur achi skills ka hona buht zaroori hy aur skills aur experience hum demo account par practice kar k hasil kar saktay han
              ge han bhai hmein apne forex trading mein risk ziada istemal nhe krna he aur hm apne trading mein loss ziada na hone dein aur hm apne trading ke lie ache mhnt krein aur apne trading ke lie apne skills ko improve krien aur hm apne trading mein demo account pr practice krein phr hmein apne trading se ache income hasil hote he
              • #37 Collapse

                G forex trading business mein jo bhi new trader hy us ko sab se pehly forex trading business ki learning k liye demo account par practice karni cahaiye aur demo account par practice kar k forex trading business mein learning aur experience hasil karain aur jab experience hasil ho tu real account mein trading karni cahaiye is traha loss se bach saktay han aur profit earn kar saktay han kiok forex trading business mein loss bhi ziada hy aur profit bhi ziada hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  New trader ke liye sub se important ye hai ko wo kam se kam 3 mah demo account per trading kren beshak unhe 1 mah main bhi agr achi practice ho gei ho phir bhi pehle 3 mah demo pe lazmi practice kren aur us ke sath sath apni strategies bhi bnayen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X