robot ka use krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading mein hum ko robot ko use karna hi nhi cahaiye kiok agr hum robot ko use karain gay tu ho sakta hy k profit ho likn forex trading business mein knowledge experience aur learning hisal nhi kar sakty han aur agr manual trading karty han tu market ko dekh kar aur knowledge experience hisal kar k trading karty han aur learning bhi kar sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading mien main to prefer nahi karti ke is mien ap robots se trading karen kiunke robots bohat ziyada risky hote hiana ur apko unki wajah se big loss bhi hosakta hai.
      • #18 Collapse

        G forex trading business mein robot trading bhi hoti hy aur Manual trading bhi aur forex trading mein robot trading nhi karni cahaiye aur khud trading karni cahaiye is se ye hota hy k agr hum khud trading karty han tu hum forex trading mein learning knowledge experience hisal kar sakty han aur robot trading se learning knowledge experience hisal nhi hota hy
        • #19 Collapse

          robot trading say main dor hi rehta hu abhi tak main nay koi b indicator buy nahi kita na hi robot or huny karna b ni chahiyeh khud trading sikhy ir achy say kary tubhi kamyabi mil sakti hai or yeh bilkul b asaan kaam nahi hai
          • #20 Collapse

            dear mai ne boht arsa ho geya hy es business mai kam karte hoye aj din tak koi robot use nhn kiya uar na he muje es mai robot use karna pasnad hy jab tak ap es busienss ko seekh aur mjh k nhn karo gy ap ko koi faida hasil nhn ho ga soo ap ko mehnat karniii ho gii aur acha kam karna ho ga....
            • #21 Collapse

              han g ham forex main reboort use to kar skty hai per ham instaforex k sath koi rebort nahe hia jiss ko ham use kar skain or aham bat yah k rebort trading karna boaht mahngi ho jaty hai or boht kam he broker reboret trading ko support karty hai. or main to dear manual trading ko support karta ho
              • #22 Collapse

                Main manual trading ko prefer krta hoon aur robot trading key favour main nahi hoon. Robot trading main aap ko forex ka knowledge lena nahi parta aur aap just aik order laga kar profit lenay ki koshish kartey hain. Lekan is business ko enjoy karna hy to proper learning krain aur demo account main ziada ey ziada practice krain.
                • #23 Collapse

                  G hum ko forex trading mein robot se trading karni hi nhi cahaiye kiok agr hum trading robot se karain gay tu hum forex trading mein profit tu hisal kar sakte han lakin hum forex trading ki learning hisal nhi kar sakte han aur na hi forex trading ka experience aur knowneledge hisal kar sakte han is liye robot se trading nhi karni cahaiye balkay manual trading karni cahaiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    mujhe robots use karna pasand nahee hai is se ham ko manual trading ka experience nahee ho sakta hai is liye mujhe sirf manual trading hi pasand hai kiu k main trading ko seekhna chahti hoo aor achi trader banna chahti hoo

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X