Mehnat m azmat h
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat m azmat h
    Agr hum mehnat krty han to us k humyn bht acha benefit milta h hr business k liya bht zarori h mehnat or forex m bi humyn mehnat sy or daily work krna chaya forex ak bht acha platform h js sy hum ghr bethy easily mehnat or knowledge or experience k sath daily earning kr skty han q k mehnat bht zarori h or mehnat m azmat h agr hum chahty han k humyn forex m benefit mily to is k liya mehnat bht zarori h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat m azmat h

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Jassica22 پيغام ديکھيے
    Agr hum mehnat krty han to us k humyn bht acha benefit milta h hr business k liya bht zarori h mehnat or forex m bi humyn mehnat sy or daily work krna chaya forex ak bht acha platform h js sy hum ghr bethy easily mehnat or knowledge or experience k sath daily earning kr skty han q k mehnat bht zarori h or mehnat m azmat h agr hum chahty han k humyn forex m benefit mily to is k liya mehnat bht zarori h
    Aisi hi baat hai jo bhi mehnat karta hai usko uski ajmat jarur milati hai kyunki Ham musalman aur hamara imaan hai ki Allah Pak kisi ki mehnat ko ya nahin karte isiliye hamen Forex mein nuksan ko dekhkar mehnat nahin chhodana chahie Dil bardasht nahin hona chahie balki apni mehnat jari rakhni chahie ek na ek din aapko ismein kamyabi jarur milegi apni galtiyon se sikhen aur demo se experience lazmi hasil Karen
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat m azmat h

      G haan billkul forex ma mehnat ma azmat ha keon ka Jo log mehnat krta Han kamyab bi hamesha wohi hota han agr AP bi kamyab hona chahta Han tu mehnat kran or Dil lga KR Kam kran tu inshallah kamyab hon ga
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat m azmat h

        G ager mahnat ki jay tabhi hum kamyabhi pa saktya hya bager mahnat kay kuch bhi hasel nahi kar saktya hya hum ko ager kamyabhi asel karni hya to iss kay liya apnya kam ko 100 % deya takya hum iss mya kamyab ho sakya
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat m azmat h

          mehnat krny waly kabi bhi nakam nai hoty hamesha apni manzil apna maqsad pora kerty hain.or jo log mehnat say ji churaty hain to apna hi nuqsan kerty hain.qk kuch time ki mehnat apki life ka sarmaya bn jati hai.par is ke liye apko emandari say kam krna parta hai.
          Jazak ALLAH ツ
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat m azmat h

            ya tu such bat hai ka mahnat mai azmat hai isi lia tu kamyabi milti hai mahant sy agr hum log mahant na karain tu kuch bi hasil nahi kar sakta hian agr kich bananan hai or kuch haisl kanrna tu is azmat ko karna para ga or dil laga kar krna pahra ga mahant ko bojh mat samjain kiun ka ya hi ap ko opr la kr jati hai or bohot acchi income dilwati hai lake huma serf or serf time dana ho ga or serious ho kar kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat m azmat h

              G bilkul tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre ho mhynat my azmat hti ha hm chahy jaha b mhynat kary hmy hamRe mhynat ka silha Allah pak data ha kamiyabi serf mhynti insan ko mlti h mhynat hm forex my jtni zada kary gy hmaara apna faida ha js day hm kamiyab ho jaty hy apni mhynat sy us day apni mhynat py proud hta ha
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat m azmat h

                Jab aap mehnat karte hain to aapko kamyabi Jarur Hasil hoti hai isliye aapko mehnat Karte Rahana chahie aur acchi Tarah Se Kam Karte Rahana chahie aur aapko Hamesha acchi quality ka kam karna chahie tha ki aap apni life mein kamyabi Hasil kar sake aur ek acche trader Ban sake aur aap acchi trading kar Saken
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat m azmat h

                  Ge has sahi he forex member ke mehnet me hazmat he is laya zarori he ke mehnet per focus kare aur apna Manziel hasil kare jo log mehnet nahi karte wo log kabi e kamayab nahi hote is laya mehnet me kamyabi he
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat m azmat h

                    A o A! G bikul 100 personage baat sahi hai.mehnat mein hazmat hai.mujha BHI chahy mehnat our hoslay k sath kaam Kreen.suchi khawat hai mehnat m Barkat hai.ju Banda sy kaam krta hai usy usy phal zror mlta hai.forrex Pakistan m hum sub member khood mehnat kreen our achi earnig k apni zindge ko bahtr bnaa skty Hain.Harkat mein barkat hai.jub hum forex m kaam Kreen gy saf baat acha bonus lyeen gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat m azmat h

                      Ye bat to such ha k mhnt maie azmat hoti ha jo log mhnt sy kam krty hain wo hr kam maie kmyab hoty hain forex trading maie kamyab hony k leye hmy zyada sy zyada demo py practice krni chaye jis sy hm acha knowledge hasil kr skty hain or achi post kr skty hain forex trading maie acha earn kr skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat m azmat h

                        aslamo alikum alikumdear freinds.g ha firx aik internationally perfect besinus ha.forx main hum apni life ko badal sakty hain.forex main mahnat zarorai.g a jasa k hum janty hai k mahnat main azmat ha.jo insan mahnat krta ha Allah us ko mahnat ka phal axha milta ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat m azmat h

                          Assalam alikum g blkul mehnat main azmat bhi hay aur mehnat main barkat bhi hay forex forum main kaam ko mehnat say krny ka hi faida ha aisa nhin ky bna mehnat kiye kuch hasil ho jay mehnat krin aur mehnat ka faida hasil krin
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat m azmat h

                            G bulkul mhnt mae azmat h apko chahe k ap is gorum mae zayda se zauda mhnt kren js se apko acha fayda hasel hoga r apko experisnce bhe mily ga to ao mhnt lren zayda se zayfa q k mhnt mae azmat h mhnt mae barket h thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat m azmat h

                              g han hamain mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karine agy aur hamain is k bary main bi kam kar k hi hum apni har zroat ko pora kar k hi hum real main bi trade karien agy aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi tab hi hum sucess hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X