Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

    Assalamualaikum forex members hmy waqt barbed nhi krna hm ny forex ko sekhna ha bina time west kr k hm ko mhnt k sath forex maie kam krna ha or acha earn krna ha ye hm sirf tb he kr skty hain jb hm forex ko learn kr sky gy or achi knowledge hasil kry gy tb he hm kmyab hn gy or achi trade kry gy or acha earn kr skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

      Forex business mai earning bohat zada hai. Es business mai work krna hai tou es business ki learning aur experience hasil krna chahey. jis key bad hum market mai professional trader ki tarah market mai best earning hasil kr sakty hai. Begar learning key trade krney sey mai time waste hota hai.
      • #18 Collapse

        Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

        Bilkul theek Kaha Waqt Zaya karna matlab apne aap ko Forex Mein Piche Reh jana hai time is very precious waqt bohat kemti hai jo waqt guzar gaya hai us ny wapis lot kr nhi aan or na hi wapis a sakta hai insan waqt zaya krta hai or phir baad mai pachtata hai kaash
        • #19 Collapse

          Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

          G dost thek kaha ap ne hame apna waqt kabhi zaya nahi karna chahiye waqt aik bohat zaroori cheez ha aur is ko zaroori samjne wale he kamiyab hote ha jo log apna waqt zaya nahi karta aur apne waqt ki kadar karte ha unko he kamiyabi mil sakty ha aur jo log waqt ki kadar nahi karte is ko zaya karte ha wo pechay ho jate ha
          • #20 Collapse

            Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

            forex main hamy apna time nh waste karna chahy hamy forex main ziadda say ziada mhant our lgan say kam karna chahy ham jitna bh soch samjh ka kam kary gy hamy otna hi faida ho ga agr ham forex main apna time waste karty rhy gy to ham sab say peeechy rhy jay gy hamy is main ziada say ziada time spand karna chahy taky ham acha bonus hasil kar saky hamy acha bonus hasil ho ga to ham achi earning hasil kar sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

              Forum ko join kiya hai to phir isy proper time dena bhi hamari hi zimadari hai ager ham apna time waste kerty hain to waki ham khud ko boht pichy le jaen gy forex main kamyabi gain kerny k liye isy regular basis per time dena hota hai beshak thora time den but time lazmi den phir hi forex main kamyabi hasil ker sakty hain jab ham apny kam ko sincerity r ounctuality se kerty hain to us main phir kamyab bhi hoty hain
              • #22 Collapse

                Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

                Waqt Zaya karne ka koi faida nhi hai sirf nuqsan hi hota hai isliye waqt ki qadar karen or forex main acha waqt guzaren
                • #23 Collapse

                  Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

                  Its true agar waqt zae karen ge to matluba hadaf pura nahe kar paen ge aor agar hadaf pura nahen hoga to achha reward bhi nahe mile ga ap logun ne dekha he ke kuchh loog thore wakt me hi achha bonus hasil kar chuke he waja sirf yahi he keh un ne forex ko wakt deya he
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Waqt zaya karna matlub forex mein apney aap ko peechey ley jana hai.

                    Hello everyone kaisy hain sab je ap ne bilkul sahi kaha ke forex main kamyab hone ke liye hamain mehnt krni chahye aur apna time waste nhe krna chahye hamain chahye ke jb bhe hm free hon to apna zayada se zayada time forex ko dain aur daily ka target complete karain bs koshish ye krni chahye ke hr roz ka kam hr roz karain tab hi hm amab ho akty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X