We get always loss from useless trades
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: We get always loss from useless trades

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
    Hamen always hi useless trade se loss hi milta hai isliye hamen chahie ke Ham jab bhi Koi trade Karen hamen proper analysis ke sath Koi trade open karni chahie Kai dafa jab Ham apne system ko open karte Hain to hamen market ke char big candles najar a Rahi hoti hain aur ham unko ko dekhte hi hi apne order open kar lete hain aur hamari trade loss mein chali jaati hai hi hamen chahie ki Ham use waqt Koi trade open na Karen kyunki use waqt main market apni movement complete kar chuki hoti hai aur jab Ham apna aadhar open karte hain to market wapas aana shuru Ho jaati hai jiski vajah se hamen loss ho jata hai hamen use lestrade kabhi bhi nahin karni chahie
    we lose money in useless trades which have we know idea and we open without analysis so always open the trade after technical and fundamental analysis. Hamari trade ulcers ki base per hoti hai agar Nal se acche Ho To Hamen prapt ho sakta hai Varna trades last Mein Jaati Hain isliye Hamen analysis grip Haasil Karni chahe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: We get always loss from useless trades

      dear yeh baat ham khoobi jantay hain k forex markeet aik knowledge wala aur experience wala business hay jis main agar ham bay tukki trades laitay hain to hamko is markeet main lose bhi hota hay aur ham kuch khas samjh bhi nai patay hain is liye better yahi hay k ham markeet ko propper tareekay say analssys karain aur agar hamko lagay k hamaray knowledge k mutabik hamko order laina hay to tab he hamko markeet main enter hona must hay aur agar ham aisa karnay main fail hain to hamko markeet ziada say ziada lose dainay main success hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X