indicators ki ahmiyat market main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ki ahmiyat market main
    is forum main indicator markt main hony wali movmenet k bary main information dety hain so hamain is k bary main bi pahly learning karni ho gi ta k earn karien agy aur boht say log is forum main kam krty hain aur hamain chahye is forum main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur expirence hasil kar k hi hum mrket main kam karny k kabil ho sakty hain atb hi hum sucess hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ki ahmiyat market main

    forex market main indicators ki kafi jyada ahmiyat hai aapko pata hona chahie ki Jab aap indicator kyon per trading karte hain to aapko usne ranging market trading karni chahie kyunki aapko maloom hona chahie ki forex market ek achcha business hai aur ismein indicator trading mein kafi jyada fayda hota hai
    • #3 Collapse

      Re: indicators ki ahmiyat market main

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
      is forum main indicator markt main hony wali movmenet k bary main information dety hain so hamain is k bary main bi pahly learning karni ho gi ta k earn karien agy aur boht say log is forum main kam krty hain aur hamain chahye is forum main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur expirence hasil kar k hi hum mrket main kam karny k kabil ho sakty hain atb hi hum sucess hon gay
      indicators hamare liye important hote hain aur hamen market ki production ke liye inki bahut hi jarurat hoti hai lekin main samajhta Hoon ke hamare analyses indicator se bhi jyada important hai agar hamare analyses strong hai to hamen indicator ki koi jarurat nahin hoti hai isliye hamen chahie ki Ham apne indicators ko strong banaen Taki Ham market mein successful ho sake
      • #4 Collapse

        Re: indicators ki ahmiyat market main

        indicators ko trdainng kerny main bht ziada importence hasil ha ager hum inhin apni trdaing main use kerty ahn tu is se humain bht acha profit ho sakta ha indicatores main se sub se best indicator RSI ha.
        • #5 Collapse

          Re: indicators ki ahmiyat market main

          Kuch indicators aesy hain jis sy ham market ki achi prediction ker lety hwin phir ham jo bhi trade open kerty hain tou same trade main hamain profit hasil hota hai jabky agar ham baghair indicator ky trade continue kerty hain tou ham Tukky use kerty hain jis sy hamain maximum trades main loss aur kuch main hi profit hasil hota hai
          • #6 Collapse

            Re: indicators ki ahmiyat market main

            g baai jasay aap ko andhairay may light ke zaroorqth hothe hay bilkul wasay he qap ko is say faida utanay k liay indecators ke zaroorath hothe hqy jis say rehnumaai hasil kar k aap apna kaam karthqy hay our is say faida hasil kqrnay ke koshish karthay hay is liah hamay indecators ko samajna chahiay thake acha use kar sakay.
            • #7 Collapse

              Re: indicators ki ahmiyat market main

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
              is forum main indicator markt main hony wali movmenet k bary main information dety hain so hamain is k bary main bi pahly learning karni ho gi ta k earn karien agy aur boht say log is forum main kam krty hain aur hamain chahye is forum main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur expirence hasil kar k hi hum mrket main kam karny k kabil ho sakty hain atb hi hum sucess hon gay
              forex business main indicator bhot hi ihm hote hain our forex trading main in ko use kia jata hai our in indiacators ki maedad se ap ko bhot zyada profit hasil karne main kamyab hote hain agar ap ko indicators ka asal experiecne ho jai to ap bhot zyada eaning kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: indicators ki ahmiyat market main

                indicators acha gyuide karte in lekin ap ko in ka faeda tab hi ho ga jab ap ko in pe experience ho ga agar ap ko experience ho g agar ap ko experience nahi ho ga to ap ko in pe kafi loss ho sakta hai is liye bus acha kaam karneke liye sab se pehjle ap ne practice karni hai agar ap ki practice achi o gi o ap acha kaam kar ke earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ki ahmiyat market main

                  dear friend ap ko chahye ap forex main her tarah say analeses karna sekhen tab hi ap ko as mainm kameybi mlty hy forex main ap iindector ko use karty haij to ap as main bhtern profet hasel karty hin forex ak bhteren profet tab deta hy gab a[p as main mahnt say kam karny ki koshehs karty hain yeh ak bahteren profet day ga agar p as main indecator ko achay say use karen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ki ahmiyat market main

                    indicator ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karine agy aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade karine gay aur ye market k bary main achi information dety hain so hamain cahhye is main soch samjh k hi trade karni ho gi ta k earn karine agy aur boht say log si forum main kam karty hain but hamain is forum main bi trade karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ki ahmiyat market main

                      Forex market Mein indicator ka bahut jyada use hota hai isliye aap bhi indicators ka use kar sakte hain lekin uske liye aapko indicators ka use karne se pahle indicators ka acchi Tarah Se knowledge or experience hasik kar Lena chahie Kyunki bahut Sare fake indicators bhi market Mein hote hain isliye aap kaun sahab se bachne ke liye acchi Tarah Se knowledge on experience Hasil karne ke bad hi indicators ka use karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators ki ahmiyat market main

                        hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paaisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai night mai be kam kair sakty hain hum is mai day mai be ikam kari sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h ga hum is mai agar bager learning ky kam kry gy to hamy loss ho ga hum gar mai bath kar isw mai asane sy kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: indicators ki ahmiyat market main

                          indicators hme btatae han kae hm market ma kis trah kam kr skty han hme cheyae kae h mhnt kr ka kam krn or axe trah forex pr market ko smj kr kam krn isi ma hmare kamyabi ha hme cheyae kae hm forex pr indicators ko phly smjae un pr praqctice krae or trade krae takae hme smj a jae kae indicators ka kya kam ha or kis trah hm in ki mdad sae axe trah kam kr skty han or axe trah earning or skty hn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: indicators ki ahmiyat market main

                            hamyt indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kair sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne maje sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy lo0ss ho ga hum gar mai baath kar is mai kam kar sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X