koi bhi bussnis ho
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: msultan پيغام ديکھيے
    dostio koi bhi kam yan koi bhi bussnis ho us me ager koi knwedg rakhte hen tu ham us me succes bhi ho jate hen forex me bhi ham ager thk se practice pr dihan den tu ham bhi trading me kamoyab ho sakhte hen
    Dear knowledge plays a very important role in every one's life and in any business. So we can't neglect the power of knowledge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes kesi bhe business me knowledge ki bhot importance hai business koi bhe ho us main success gain karny k liye ek to hamain knowledge hona chaye and sath main he us main experience he hona chaye ta k jo risk of loss har business main hota hai wo is ke waja se kam ho jay ga
      • #33 Collapse

        baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
        • #34 Collapse

          most importantly be patient and time, you can learn to trade at a loss, and a year or two. If you think that you will consistently earn after several months of training - is an illusion.
          • #35 Collapse

            bilkul theek kaha hy aap ny hamy sab se zyada knowledge hasil karna buhat zaror hain hamy profit par dehan nahe dena chaheay hame sirsf aur siraf knowledge hasil karna hoga to hum zaror kamyaab hongy aur agr hum prfit hasil karna chahengy to hum ko buhat jald forex sy dil bar jayga
            • #36 Collapse

              han dera agr mehnat ki jai to aap kafi success ho sakty hain ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik good buiness hai is ko ksi time bhi aap kr sakty hain ye aik real buiness hai
               
              • #37 Collapse

                Ap ki bat theek ha koi bi business ho us main kamyabi hasil kernay k liye knowledge zarori ha , aur isis trha Forex k liye b apko knowledge honi chiye jo experience se ati ha ya sekhnay se jo ap dosray traders se sekh saktay ya Demo account per mehnat kernay se ap Experience le saktay ho, Thanks
                • #38 Collapse

                  Ye to aik haqikat bat hai k jab b ham koo kaam start karyn to hamyn pehly us k bary knowledge hasil karna chaiye k is main keya faida hai aur kahan ham galti kar sakty hain phir ham uski learning karty hain aur experience bnaty hain.isi taran forex main b ham learning kar k experience bna k acha profit le sakty hain.
                  • #39 Collapse

                    if we want to start the any type of business then we have the possibility of successful earning and this is only possible by working hard and we can get better trading pattern and also we have the possibility of successful earning too so learn before to start the Forex trading business too.
                    • #40 Collapse

                      duniya ka koe b business ho us ma us waqt tk kamiyab nahe ho sakty hain jub tk ham us k bary ma knowledge hasil na kar ly business chalany k liye hamay buhat mehnat kani parti ha aur kamaiyab karny k liye us sy b zeyda
                       
                      • #41 Collapse

                        ji bilkul sahi bt ki hai app ny mein app k bat sy garee krta hun es liey smjhan chaheay es liey smjhna chaheay yeh kam acha hai es liey smjh k kren yeh kam .................!
                        • #42 Collapse

                          Brother her karoobar kay baare mein ilam rakhna aur pir us mein apne ilam kay mutabiq practice karna zaroori hota hay isi tarha forex mein bhi..
                          • #43 Collapse

                            Yes dear koi bhi business ho us me hmen loss hota ha or ye b aik asa businbess ha jis me hmen loss hota ha iis liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen kyun k hm zara c galti se b kafi business me loss kar skaty hain
                            • #44 Collapse

                              koi bhi bisnass ho us par mhnat karni parti hy our itna faida bhi nai hota hy is par ham jitni bhi mhnat karty hy us akham ko phal mil jata hy our ya bisnass sab sy acha hy is jhsa our koi bisnass nai hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji bilkul koi bhi kaam ho ya koi bhi buisness ho har kaam ma aap ko mehnat krni parti ha aur os kaam ya buisness ka exprience bhi hona zarori ha nai to aap kamyab nai ho sktay..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X