Serf indcators par depend nahi krna chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Serf indcators par depend nahi krna chye
    dear friends forex me indicators ka kaam just yahi hota Hy Kay AP ko ye aik trend ki basic information dety hen Kay trend bullish Hy ya bearish AP indicators ki madad Sy signals generate nahi kr skty na hi ap loss ya profit ki wjaa signal ko karar day skty hen jesa Kay sab sy basic aur acha indicators Hy RSI ye indicators AP ko Jo sab Sy basic info deta Hy wo ye hay Kay konsa pair over sold ya over bought ho chuka Hy aur isi trha moving average pa ko is me ye info deta Kay kid pairs ki moving average kitni Hy aur jab Tak ye reversal ki taraf ja skta Hy AP ko just ye watch it Kay andaza lagana hota Hy Kay Kya Jo AP nu trade open ki Hy wo kis side move kry gi is leay ap ko serf indicator par depend nahi krna chye ap ko market me entry point leny Kay leay chart Jo read krna hoga aur sath sath patterns ka use krna hota Hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

    Gg han sirf indicator per depend nahin karna chaye Forex Mein kamyabi ke liye Kafi mehnat ki jarurat hai mehnat Ke Bina Ham Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte Forex Mein Hamen daily ke achi planning Banakar kam karna chahie Hamen trade Lagane se pahle aur market Ko Jarur analyse karna chahie Hamen Soch samajhkar Lagani chahie Taki Ham acche tarike Se trade Laga sake
    • #3 Collapse

      Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

      hamy sirf indicator par hi depend nahi karna chahey kuch indicator real hoty hain or kuch fake hoty hain hamy real indicator ko use kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko katehm kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hian
      • #4 Collapse

        Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

        market main indicator ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur is forum main b i depend ho k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trade karien agy aur hamain is forum main depend ho k hi hum suces sho skaty hain aur hmain is k bary main bi trade ka rk hi hum real main bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

          Indicators market ki direction malom krny k liye hoty hein indicators ki base pe kabhi trading nhi krni chahiye kionkeh ye direction kisi waqt bhi change ho sakti hai lekin traders trend ko find krny k liye indicators use krty hein aur trend k mutabik trade open aur close kr sakty hein lekin is mein risk ki involvement ziada hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main aghr hum koi bhi indicators ko use kar ray hain tu wo just hmain trend ko find out karny main hamari help karta hai es k ilwa hmara khud k aexpierce hota ai jis ki basepar hum kamyab trading kar skty hain es liye hmain indicators k sath sath achy analysis ko bhi use krna cahye jis ki base par hum kamyab trading kar k acha proft lay skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

              G haa dost AP ki baat theek hai keh hame sirf indicators par bhi bharosa nahi Kar Lena chahiey balkeh dosto me yeah samjhta hoo keh acha trader wohi hai Jo market ko fully check Kare aor is ke baad hi dosto woh kuch earn Kar sakta .
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                Billkull dosto trading main ham sirf indicator par depend nhe kar sagty asal main ham log ho bhe indicator use karty Han market ki analysis karny main woh hamen Bata ha ka market na kid taraf Jana ha par ham kisi 1indicator par depend nhe kar sagty jab Tak hamen 2 ya 3tarah ka alag alag indicator or stragety conform na Karen tab Tak trade na len
                • #9 Collapse

                  Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                  Market chart per indicator ko mention karna chahie lekin indicator per mukmmal depend nahin karna chahie market Mein Signal indicator se Lene chahie Hote Hue market ko analyse karna chahie market ko dekh lena chahie kitne. Movement kar sakti hai use hisab se intry Lagani chahie Mukammal indicator per depend na Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                    Acha thread hay, MASHA ALLAH...
                    Forex Trading main apke pass MT4 buht kuch hota hay. Apko Forex trading main sab kuch milayga, aur apko Candles, Indicators, time periods, charts, graph, Bearish & Bulish, Forex Factory per anay wali news sab kuch dekhna hoga tab he apke samnay clear hoga keh kon say pair ko sell kerna hay aur kon say ko buy kerna hay.
                    Forex Trading main andazo ko kaam nahi hay. Kabhi kabhar andazay bhe kaam ajatay hain lekin zyada tar analyse he kerna hota hay keh kiya honay wala hay market main. Pehlay seekhain, phir os ko estimal kerain apnay account main aur seekha gya sab kuch aur logo ko bhe sikhaen. Lekin Hosh say plz, Josh say nahi. THANKS
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                      hamy indcators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is maiday maai be kam kari sakty han hum is mai out offf balance account bana kar be kam kar sakaty hain hum is am iagar bager learning ky kmak ayr gy to hamy loss ho ga is mai hum apny boss kuf ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                        Jee han buht acha thread hay dosro ko sekhnay main buht kuch milayga es thread say. Aap nay theik kaha hay, Forex main sab kuch dekh ker analyse kerke phir he trade BUY ya SELL lagani chahye.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                          yes my dear apny ek achi baat ki hai keh hamein indicators par munhasir nhi krna chahiye kyun keh ye helping tools to hain mgr hamesha in he par depand krny sy hum in besakhiyon ky aadi ho hain gaye. to hamein khud ko es able banana chahiye keh hum khud indicator ki chal sy chalna seekh jain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                            Hame puri tarah se analysis kr k trading karni Chahiye.. Mehnat se khud hi kam karna Chahiye ta k experience barhe
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Serf indcators par depend nahi krna chye

                              yess bahot suna hai k agar ap traidinmg nahi janty hain to ap isa karo k indicoter par thori sey search karo lo ap ik acha profit kamaney lag jao geyai but nahi isi baat bilkul bhe nahi hai ham 100 percent indictore par nahi chor skty hain apni traide agar ham ko agey parhna hai or acha profit chahi hai to ham ko chahi hai k ham forex ko deeply samjhy osi k bad yeah momkin hai k ham acha paisa kama sky
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X