Forex py koi retire nhi hoskta.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex py koi retire nhi hoskta.
    Assalamu Alaikum how are you all Forex Ek Aisa business hai jismein koi bhi retire Nahin ho, sakta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

    Yes brother frocks online international business ismein Koi retire Nahin ho sakta Jis Tarah civil job Karne Wale 60 sal ke bad retire Ho Jaate Hain ismein yah Kam Nahin Hai is business ko old man bhi kar sakta hai Jisko civil job wale retire kar den is business ko vah aadami bhi kar sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

      Retired to jobs Se huva jata hai. Aur Forex Koi job Nahin Hai. Jis se Ham retire Ho Jaaye. Yah business hai business Badle Jaate Hain. Aur Forex Ek Aisa business hai ki isko Badla Nahin Ja sakta. Kyunki iska mutbadil Koi Nahin.
      • #4 Collapse

        Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

        Dear aap ki bath sahi hay fx business may koi bi retire nahi hota hay laykin wakat kay sath sath us ka experience double ho jata hay phir wo kaam jo start may us ko mushkil lag raha hota hay wahi us ko assan lag raha hota hay iss kay sath sath us ki equity bi double ho jati hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

          nhi koi retire nhi ho sakta hy yeh life time business hy ham jitna chahin iss mein kamiyabi hasil ker sakty hein so hamin chahiy keh ham yhan sey achi learninig kerty rahin jo bhi iss mein acha kaam kerta hy usko zaror kamiyabi bhi milti hy aour jo rules key mutabik chlta rhy ga usko life time forex sey earninig mill sakti hy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

            g bilkul forex main hamry liye ye ak best option hai ke is main na to koi age limat nai or na hi koi time limat hai.is main kam krny waly kabi retire nai ho sakty.balkay apni marzi say wo life time apni mehnat or apna kam ker sakty hainye hum sbk liye best hai.
            Jazak ALLAH ツ
            • #7 Collapse

              Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

              walikum assalam
              g bilkul pak forex ek aisa kam hai jis main koi bhe retire nahi ho sakta hai hum jub tak kam karna cheye is main kam kar sakty hain or kamiyab ho sakty hain ..
              • #8 Collapse

                Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge ji han bhai aap bilkul theek kah rahe hain Pak Forex Ek Aisa kam hai jismein koi bhi retire Nahin ho sakta hai Ham jab, tak kam karna chahie Aur Main mehnat Aur tavajjo hi se kam karna chahie Taki Hamen mehnat kr k kamiyab ho saka
                • #9 Collapse

                  Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                  Salaam Alaikum ji all friend yah Baat bilkul Sach Hai Ki Forex form Hamen retire Nahin hone deta ismein Umra Ki Bhi Koi Hath Nahin Hai Ham Jitna chai kam kar sakte hain Din Ho Ya Raat Ho Forex form sari Umra Hamare Saath Chalta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                    g hn g ap ny bilkul theek baat ki hai forex ek best life time bussiness opportunity hai agr isy avail kiya jae to, is mein kam karny k bhut se faidy hein k is mein ap full life time kaam kr sakty hein no limit for getting retired az job ,r na hi is mein koi jagha ki restriction hai r na time limit ,ap jab chahein apny free time ko yaha invest kr k axhi earning hassil kr sakty hein..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                      Ji bilkul aapane sahi kaha hai ki Forex Ek Aisa business hai jismein koi bhi retired Nahin ho. Sakta hai balki ismein aap Jitna Jyada kam Karte jaaoge aap ek utani. Hi jyada acchi earning hoti Jayegi aur yah Ek Aisa business hai ki jis mein agar aapko acchi earning honi start ho jaaye to Fir aap is business ko kabhi bhi nahin chhodate. Ho aap ko is business Mein acchi Tarah Se working Karte Rahana chahie Taki aap ismein ek kam Karke apni life ko Behtar kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                        Forex trading ki jis ko samjh a gai woh kabhe bhe forex sa retair nh4e ho sagta kun ka woh ghar baith ka kama raha hota ha or us ko koi or kam karnuyy zarorat bhe nhe hoti or dosara trading us ka lye bahut he asaan ho chuki hoti ha or us ko adat bhe ho chuki hoti to woh kabhe bhe retair nhe hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                          Forex per koi bhi rahata nahin hota balki sochta jyada kaam karta hai ya jiska jitna jyada time ho jata hai vah utna hi experience ho jata hai aur vah utna hi jyada ke kabil hota hai isliye yahan per jyada time Dene se aapka fayda hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex py koi retire nhi hoskta.

                            Forex business Mein lifetime working ki Ja sakti hai bahut hi Achcha business hai aise Apna profession banaa Lena chahie Jitna ho sake time de Fox ke relative learning Karke Apna knowledge improve kiya jaaye Jitna Achcha knowledge Hoga utna hi best work Karke Best earning nikaalte Rahenge Fox bahut hi Achcha business hai ismein working Karte Rahana chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X