Planning better hai ya short cut rasta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning better hai ya short cut rasta
    Assalamu Alaikum dear Forex member Mere Khyal se humen planning ke sath kam karne ki koshish Karni chahie shortcuts ka istemal nahin karna chahie Forex trading Mein vaise to Koi shortcut Nahin Hai jisse acchi trading ki Ja sake lekin Agar Ham Is Tarah Ke kamon per Apna time waste Karenge To Ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isliye Hamen Hamesha acchi planning ko follow karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning better hai ya short cut rasta

    Forex trading mein aisa koi short cut way nhi jis se aap ziada profit hasil kr saken planning hi apko kamyab kr sakti hai jb trading experience se hogi tu profit hota hai waisy short cut hum tukka trading ko keh sakty hein kionkeh us mein traders jaldi aur ziada profit hasil krny ki nakaam koshish krty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Planning better hai ya short cut rasta

      g hn g ap ny bilkul theeek baat ki hai k forex mein kooshish krein k ap short cut way use karny ki bjae proper planing r management se kam krein q k jo kam planing se kiya jae vo zayada axha hota hai us se ap ko axha profit milta hai ,there is no shortcut way of success.
      • #4 Collapse

        Re: Planning better hai ya short cut rasta

        planinig hi better hy jo kamiyabi chahty hen to unko chahiy keh wo iss mein planinig key sath apna kaam krein juldbazi mein jo bhi kaamforum mein krein gy to hamin uska loss bhi hoga so ham sab ko chahiy keh ham tuky sey short cut system sey bilkul trading na krein belkeh experince key sath soch smjh ker trading krein.
        • #5 Collapse

          Re: Planning better hai ya short cut rasta

          Ismein poochhne wali koi baat nahin. Planning hi best Hoti Hai shortcut to shortcut hota hai. Isliye shortcut ki bjae planning per Dhyan den. Kyunki shortcut parmanent Nahin Hota aur planning parmanent kamyabi Deti Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Planning better hai ya short cut rasta

            Salam Walekum Jiya friend planegh theek hai shortcut se shortcut Hamen loss ke Taraf Lekar jata hai Hamen koi bhi kam karna chahie usse pahle plan banana chahie plan banaenge to Kamyab Ho Jaenge Forex form bhi 1 plane se kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Planning better hai ya short cut rasta

              Dear aik trader short cut ko use karta hay jab kay aik acha trader short cut ko to use karta hay laykin poori planning kay baad ab yahan aik soch talab baath hay kay dono aik hi kaam kar rahay hane laykin raasta alag alag hay ab iss may behtar kon hay zahir si bath hay jiss nay planning ki thi or jiss nay sirf short cut liya tha us ko profit to hota hay laykin ziyada tar loss hi hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: Planning better hai ya short cut rasta

                Success ka koi bhi shortcut Nahin hota hai isliye aapko kabhi bhi Saccha Saanson karne ke liye shortcut ka use nahin karna chahie balki aapko Hamesha acchi Tarah Se planning Banakar hi working Karni chahie Kyunki aap jitni Jyada acchi planning Banakar working karte hain. Aapko utani. Hi jyada acchi earning hoti hai aur aapko Itni hi jaldi kamyabi bhi Hasil hoti hai isliye aapko acchi planning ke sath working karte Rahana chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Planning better hai ya short cut rasta

                  hamy paln bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is ma dya mai be kam kari sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kari sakty hain hm is mai agar bager learning ky kamkary gy to hamy loss ho jy ga forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik amm business ke nisbat acha or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning better hai ya short cut rasta

                    Planning best hai agar ap trading karte hain to apko Chahiye Chahiye k ap Hamesha planning kr k hi kam karen us main apko faida hi hoga nuqsan nhi..
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning better hai ya short cut rasta

                      Planning bohot important role hai her kam isliye hamein sub sy phyle planning karni chahiyea or phir kam start karna chahiyea agar achi planning karengy tou he acha kam bhi karengey or phir acha profit bhi mileyga isliye sub sey phyle planning karni chahiyea
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning better hai ya short cut rasta

                        Hamari planing hamaya bhot zeada agy ly k jatai hy jb ham apanainmhnta krty hy ham apninpalning krty hy to ham.kamyab ho jataya hybjb ham.apani palni g ham naia kry gy to ham kamyab naia honsgy gy plning knstah hi hanry kam hoty hynhamy planing sahi sahi krni chiya achi trha sy
                        • #13 Collapse

                          Re: Planning better hai ya short cut rasta

                          Planing is most importent for us in trading planing k sth work krna chage r olaning k sth he hme trading ka exerience lena chage js se hme acha fayda hasel hoga r hme acha experience bhe mily ga jsut planing k through
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning better hai ya short cut rasta

                            planing is every thing agr kamyab hona hai tu time table bnai aur target bhi q ka ya 2 chese hi planing ka hisa hai aur ya aga jana ka rasta hai hur kaam ko naik niyat ka sathe krna hi planing hai aur iss sa jo maal ata hai wo halal hai is liya hur kaam ko time pr kre q ka aj ka kaam kull pr chorna hi bawakofi hai is liya planing ki zarot hgai aur ya sbr ko takt dati haoi aur is faida hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planning better hai ya short cut rasta

                              walikum assalam
                              bhai pak forex main plannings better rehti hai ..hamen short cut ko kabhi bhe nahi apnana cheye hamen kabhi bhe short cut way main nahi jana cheye ,,hamen achi plannings k sath chalna cheye tabhi hum kamiyab hoty hain ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X