greed is in our character

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g ha g jnab,,.,.,,sahi kaha hay a[[ nay jnab..main app ki is baat sya hundred and one percent agree hu jnab..is main hun ko greed nahi karna cahey jnab
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      greed se hm sirf ek he tarhan se bach sakty hain or wo tareeka yah hai k hm apni har trade mai take profit and stop loss ka use krain
      • #18 Collapse

        Ak kamyab trader Bannay ke liay aap ko lalach ko Kher abad kehna ho ga kio ke lalach ki waja se baray baray Log bhi doob jatay hain is liay is se bachin.
         
        • #19 Collapse

          forex me greed loss he ki nishani hoti hai jis bande me lalach or aik raat me ameer hone ke khuwab hon woh is me kabhi kuch earn nahi kar sakta hai or mostly usay is business me losses he face karne party hain mere khayal se is me slow slow chalna he better rehta hai .
          • #20 Collapse

            g han dost ap ki bt theek hai agar ap ko apny ap pr yakeen hai or agar ap ko forex main loss ho ra hai to ap ko is ki sirf aik he waja ho skti hai k ap greed sy kam kr rahy ho ap ko phly apny mind sy greed ko khtm krna ho ga phir ap forex main kam kr skty ho
            • #21 Collapse

              ap forex mai first ban na hay to greed say ap ko dur rahana para ga greeed humari character mai hay un ko hum nikal nahe sak tha han ya kar sak tha hum greed say bach sak tha hay greed say bachao bohat zaroori hota hay ,,,,,,,,,,,,,,,,
              • #22 Collapse

                g bhai lallach hi asi cheeez h jo humy kahy ka ni chorti ho bhut loss kara deti h tu is k liye zaroroi h k ap k pas skill hor mind k saht saht apni greed p control bhi ataa ho varna ap loss k ilwa kuch nmi kar pao gy boss s
                • #23 Collapse

                  Everyone makes character with himself. We can make our character(greedy or good). Everyone has some qualities but it is not necessary that if he has a greedy character then, he must do greed.
                  • #24 Collapse

                    greed hote he hr trader ziada earning krne ke sochta he lakin trader ku chahe keh wuh trading mein greed ziada na kia kre aur trading mein sahih manon mein apna work kre aur trading mein aisa work kre keh wuh loss se bacha rhe aur trading mein profit us ku hota rhe
                    • #25 Collapse

                      yes dear i agree with you concept dear forex markee men kisi ko bhi greed nahi hona chahye kun k greed logon ko nechy gira deta he or phir bohot nuksan uthana prta hees lye greed se avoid krna chahye
                      • #26 Collapse

                        Aik bat to ah hay kay human nature main greed hay kay wo zayda say zaada hasil kerna chahat hay or doosra forex ka business aik aisa business hay kay iss main trader ki nature main waqai main greed aa jata hay iss ley loss bhi hota hay yah bat theek hay kay loss ki wja greed hi hay.
                        • #27 Collapse

                          m ap ki bat sy agree krta hu k hr skhs greed ni krta kuch log soch smjh k chlty hy. but jo trader hota hy us m ksi kdr greed ajata hy or is ki waja sy wo loss krta hy
                          • #28 Collapse

                            greed hamare anadar is lie hota he ke hamare pass kam knowledge hota he or ham earning nahi kar paate or jab tak ham achi practice nahi karen ge or hamara expeirence acha nahi ho ga toh ham loss karen ge or greed ma aa kar galt trades len ge jo hamko phr loss de ga
                            • #29 Collapse

                              zahir si baat hai kay banda jab profit karta hai tou sochta hai kay kash thora or profit hota kash mein bari lot lagata but is cheez ko trading kay experience se ham control kar sakty hein ye koi mushkil baat nahe hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Aap ne sahi kaha je lalach hamaray zahan me hota he lakin forex trading ne ziada lalach karnay walay aksar nuqsan me hi rhtay hain is ka koi faida nahi.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X