Useful tips for newbie & old trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    G bhai apne bohat hi achi tips di hain new traders ke liye aur agar wo inko follow karenge to phir wo zaroor is mein kamiyab honge,maine cheez hai apke interest ki,agar apka interest bohat ziyada hai is mein to phir ap isko properly learn zaroor karenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      je blkul thank you very much share krna ka liya, yeh kafii effective points hain humara pass acha trader banna ka liya aur apni trading ko acha krna ka liya, forex mein ap ko demo account sa b seikhan chiyah yeh acha platform ha ..!!
      • #318 Collapse

        great ap nay kafi acha bataya hai is sa y mains amhjta hon kay kai logon ko faida hoa ho ga or main samhjta hon kay mujhy bhi is say bioht hi faida hoa hai is say mujhy is forex main agay yahi batyn kam ayn gi.
        • #319 Collapse

          Actually, research and information is king in this business. Find a good Forex trading website that allows you to set up a dummy account and practice trade, and then read everything you can on the subject. You can find some decent tutorial type articles of Forex at ezinearticles.com Just do a search at their site for Forex.
          • #320 Collapse

            Well in forex trading business there are so many useful tips, if they follow some basic rules in this business so surely they getting success in this business, in my personal opinion newbie and old traders should to always learner in this business, it doesn't make any difference that you earn continously profit or not.
               
            • #321 Collapse

              you are right dear brother and thanks you dear brother who is k may b abi tak new ho brother market may our learning kar raha ho brother agar mujay esay kuch best information miltay tu mujay bahot ziyda khushi hoti hai brother our may bahot bes fell karta ho brother so thanks you agan
              • #322 Collapse

                bhai jaan ap nay bht achi details hamen faraham ki,. mjhe in me se bht kuch seekhnay ko milaor meri koshish hogi ke me aap kay bataye hue rules ko Follow karon or in par amal karon
                • #323 Collapse

                  forex tarding bsuienss mein sab se achi tips aap ne oper mention ker deiya hain mein tou ye samjhta hoon k ager hum iss ko follow ker k apni forex tarding ko kerien gay tou humein iss mein profit ho sakta hai.
                  • #324 Collapse

                    brother aap ne bohat achy tips de hy forex forum pe ap ke es thread se new trader koo trading me kaafi ziadaa faidaa hoo gaa forex forum pe new trader agr es prot koo learn kr ly aur achy trha mehnat kry too trader kamyaabi haasil kr skty hy forex forum bohat acha forum hy
                    • #325 Collapse

                      assalam u alikum dost kuch batain hain jo main share karna chahoha new & oldesrs k lyai

                      1) sab se pahlai humain apna basic acha karna hai
                      2) phir knowledge khob hasil karni hai our sath main woh knowledge dosrai se share bhi karain
                      3) greed kabhi na karain is ko nikaldai apne andar se kum ara hai profit to us p he khush rhain
                      inshallah yai sab karain to ap k lyai acha hoga
                      • #326 Collapse

                        ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai apki sari tips bht achi hain lkn is me sabs e achi tip jo mjhe lagi wo ye hai k hamein khud ki planning or strategy se cahalna chaye dosron ki strategy or planning pe depend nh krna cahye,,, or hum sab ko forex ki proper knowledge gain krna chaye,,,or us knowledge ko dmeo account per apply krk real account open krna chaye
                        • #327 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: tayyeb803 پيغام ديکھيے
                          new apni learning ko strong karo aur demo ma ziada se ziada kam karo takay ap jan real account ma ao tu ap ko koi loss na ho aur problem na ay aur avoid greedness because is se ap jitna avoid kar sakty ho karo ya bohat buri chez ha aur stop emoticon also...
                          newbies kay liey learning or practice bohat zaroori hooti hai.iss liey un ko learn karna chahiey or zyaada say zyaada practice bhi kar karni chahiey.iss tarah he wo iss business main apna career banna sakty hain.
                           
                          • #328 Collapse

                            ap ny bht achy points batay hain me bhe kuch points batata hoon
                            newbie ko trading join karty hi learning karni chahiay different sites and books ko read karna chahiay jo forex sy related hoon
                            forex trading k basics seekhny chahiaen
                            phir basics seekhny k baad demo account bana kar uc par practice karni chahiay
                            fundamenta and technical analysis ko seekhna chahiay
                            market trend ko smjhna chahiay
                            news ko read kar k follow karna ata hoo
                            indicators use karny aty hoon or technical analysis karna ata ho
                            • #329 Collapse

                              Boht boht thanks bhai jan ap ki post boht umda aur useful hai. In chezo per amal kr k acha trader ban sakty hain aur agr koi loss mein ja raha hai tou wo b in per amal k apni performace ko behter bana sakta hai. Well done
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                ga han Well meray pyarey friend aap ne bilkul correct kha aur mein aap ki is baat se mutamaein aur mutafiq hun aur jo aap ne ye tips mery sath share ki han thes are the main pillars i think my friend in forex trading forum mery bhai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X