Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

    g dear ager hum trading main hionmy waly loss sy gabra jaen gy tu humen is sy mazeed zeyada loss hoga is liye deaer main tamam member sy ye khna chaio ga k tamam member koshsh karen k ager unhen kisui trade main loss ho jaye tu ghabraen ni os ka datt kar moqabala karen achy sy acha kam karen os main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

      yes dear apna boht sahe kaha nuksan ka waqt ghabrana se or nuksan hota ha kuyn ka jitna zayada ham negative sochta ha utni zayada ye kaifiyat hum pa tari hote jis waja se hum apna nuksan kar betha ha islia behtar ha nuksan ka waqt ghabrana ki bajae hum usa motivation lain or zayada se zayada apni skills behtar karna pa mehnat karain or is situation ko control karna ki.
      • #18 Collapse

        Re: Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

        G bilkul hame loss ke waqt ghabrana nahi chahiye agar ham loss ki wajah se ghabra jaye ge to hame aur bhi ziyada nuksaan ho sakta ha forex aik business ha aur loss aur profit dono he is kia hissa ha apko kabhi profit hoga aur kabhi loss is liye hame loss ke liye bhi ready rakhna chahiye aur jab loss ho jaye to is ka samna himat ke sath karna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

          G han dear bilkul ap ne thek kaha hy pak forex business mein jo member achi kamyabi hasil kerna chate han to zror mehnat keryn ge to success mily ge ager ap loss ya zeyda nuksan hone se ghabrna nahi cheye kuin ke es se zeyda nuksan hota hy es liye ayse kerne se bilkul bhe nahi darna cheye tab ham zror kamyab hote han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Nuksan ke waqt ghabrane se aur zyada nuksan ho jata hai

            HN g sahi kaha h ap ny noksan k bad ghbrany ay r b mazed noksan ho jata h agar hmy loss ho ra h to hmy chahiy k hmy kuch time k liy kam ni karna chahiy jb tak fresh ni ho jaty ya to hmy loss sy darna ni chahiy jb b hm tread lagay to hm loss k liy b ready ho taky hm mayos na ho loss is part for busines is liy hm ko apni himat barkrar rakni chahiy

            اب آن لائن

            Working...
            X