Forex ek munafa bakshi kam hai hai is karobar se Ham bahut hi achcha munafa Kama sakte hain lekin hamen chahie ke yahan jyada munafa kamane ki koshish Na Karen hamara jitna account hai hamen utna hi aur usi hisab se Hi munafa Kam aana chahie agar Ham jyada munafa kamane ki koshish karenge to hamara Sara account hi loose ho jaega isliye hamen chahie ki Ham apne balance ko dekhkar hi apni trade ka target rakha Karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим