Trading main loss hi ziada kun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    je main ap ke bat se agre karta hon kah ham ko zyda loss kun hota h. kunkah jab ham lalach main atte hain ka jab ham ko 50 ya 100 rs profit aa raha hota h to ham lalach kar jaten hain kah ab thora sa or profit mil jae to ham ardar ko cancel kar dain .lakin maket wapis chale jate h or ham apna profit loss main badal datte hain as lae hamin zyada loss hota h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      trading main inexperience hoanay ki wajah say loss hoata hay agar aap kay pass experience ho to aap ko kabbhe loss nhe ho sakt hay
      • #48 Collapse

        Dear friend forex trading main loss hota par kam lakin jb hm trading k bagar knowledge aur practice kay karen gay aur greedy ho jay gay to hamay loss k chances barh jaen gay.
        • #49 Collapse

          Forex trading to aik business he es min loss bhi hota he aur profit bhi loss ki eham wajah he k hum ehtiat se trading nahi karte hin aur na apni malomat aur information ko update rakhte hin bas trade karte hin aur nahi deikhte k market ka trend kiya he es lei to humin loss bhi hota he.
          • #50 Collapse

            Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha ap trend k sath sath us waqat news pe b nazar rakhen kn si han or kya ho raha ha market kbi b kisi b wqt trend change kar sakti ha soch samj k Kearny plz
            • #51 Collapse

              no brother i am not agree with you. we are not getting loss most of the time. majority of the time we can earn profit. we lose some time and in that time we lose our whole investment.
              • #52 Collapse

                ji friend zarori nahi k her ksi ko loss hota ho ye baat theek hy k zeyada ko loss hota hy us ke waja humri apni galtiya hain hum trading practice k bins knowledge gain kesy bina start kerty hain new trader ko loss zeyada hota hy old ki kum kyn k old trader k pass knowledge hota hy.
                • #53 Collapse

                  Nai aesa nai hay k humay trading may sirf loss hi ho humay is se boht profit bhi hota hay loss hum us sorat may karty hay jab humay market ki sahe samjh na ho ya hum lalach karty hay
                  • #54 Collapse

                    Loss ki darj zail wujoohat ho sakti hain.
                    1. New trader jo baghair kisi tajurba ke real trading shuru kar deta hai.
                    2. Jo investment kam kartay hain lekin raton raat ameer bannay ke lalach main high lot size ki trades ooen kartay hain.
                    3. Jo blind trading kartay hain yani baghair technical ya fundamental analysis kie trades kartay hain.
                    4. Jo trading kartay hoay apnay jazbaat par qaboo nahi paa saktay aur lalach ya khof ke emotions ko apnay ooper havi kar dete hain.
                    5. Jo stop loss aur take profit nahi lagatay.
                    6. Jo muktalif experts ke jaizay study nahi kartay.
                    • #55 Collapse

                      loss tab zyada hota ha jab experience aur skills na hon forex me success ke liye ye hai aapko forex ki puri tarah se learning krni hogi uske baad hi aapko domo account use krna hota hai or jb demo account ka experience ho jaye to fir aapko real account me aane ki aapko zarurt nhi hai aapko uske baad agr koi bonus account ke pta hai to aapko bonus account ke sath jana chye
                      • #56 Collapse

                        Bhai ap jb trade lagya kren tu us wkt Tp r SL ki ak value set kr lea kren jis ki range ap apni marzi se set kr skty hain km range set kren tu loss km ho ga r zeada range set kren gy tu loss zeada ho ga
                        • #57 Collapse

                          bhai jan apko is mein zada greed nahi karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein zada loss is lye hota hain k ap is mein zada trade open karte hain apko is mein sirf aur sirf aik hi trade open karni chahye tab ja kra ap is mein earn kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            forex trading main loss karwanay ki sub say bari waja ap khud hain because hum log apni greed per control nai kartay aur zaida say zaida profit earn karnay ki koshish kartay hain jiski waja say hum is market main loss karwa bhaithaty hain aur baad main issi market ko bura bhala keh kar chor daiatay hain jo kai galat baat hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X