Trading main loss hi ziada kun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss hi ziada kun hota hai
    main ne friday ko 5 se 6 trades ki hai trend ko follow kar ka ki hain lakin mujy un sab main loss hi huam aine bohat koshish ki lakin loss ko recov nahi kar saki aisa kun hota hai loss hi kun ho jata hai hai har baar trading main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai loss es ley zyada hota hai q k jub hum zyada lalch krty hain to hum ko market k halat ki khbr nahi rehti or hum ko trading main loss ho jata hai.
    • #3 Collapse

      forex trading bht zada risky hai ager ap high risk lay gay market ka trend ko follow nehi karay gay tu ap ko zada loss hota . mistake sur greed trading ka liya bht zada dangerous hai aur bht harmful hai
      :cool::cool::cool:
      • #4 Collapse

        Dear brother learning karo gay tu loss ziyda nahi ho ga agar ziyda learning karo gay tu ziyda profit ho ga our loss kam ho ga brother agar pher b loss ziyda ho raha hai tu apni strategy ko change kar lo
        • #5 Collapse

          Eisi baat nahi hay humen profit bhi hota hay acha khaasa or jo bhi loss hota hay wo khud humen humari apni hi wjah se hota hy agr hum seekh kr kam kren to kbhi bhi loss nhi hoga.
          • #6 Collapse

            Aap trend judge karne mein nakam rhi ho, isi liye aap ko loss uthana par raha hai. Aap forex ko thek se samajhne ki koshish karen.
            • #7 Collapse

              Ap mery bahi lalich ko dimagh se nikal kr mehnat kro Allaha pak kamyabi de ga loss k baad hi faida hota h
               
              • #8 Collapse

                Kia koi bai ye bta skta h k forex fouram trade nikla kaha se h
                 
                • #9 Collapse

                  koi tension lani ki baat nai some time loss ho bi jaata ha but iss ki wja yah hoti hai ka aapp ki demo account par practise kam hony ki wja sa aap ki skills abhi thori c weak ho gi aap pahlay apni skill koo improve karai then trading karain gay too aap ko zarror profit ho ga bas aap apna koi target bnay oor sirf usi target ko achieve karai
                  • #10 Collapse

                    Brother business ky b ho us mn loss aor profit dano hotay hn.us tra forex b eak oneline business ha but forex trading bhot risky business ha agr us mn aap k pass trading k lia experinces ,knowledge na ho to bhot loss hota ha lalach krnay se b loss hota ha.
                    • #11 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum mere khyal me abhi bhai jan ap ka itna zyada experience nahi howa hey is forex trading me ap kuch arsa real account me trading na karen aur demo account me practice karen.
                      • #12 Collapse

                        i think iss ki waja ye hai k hum bas jald se jald trading karna chahte hain take boht kuch hasil kar liya jae iss k liye hum taiyari nhi karte mehnat nhi karte learning nhi karte aur sochte hain k koun demo account par parctice kar k apna time waste karen balke foran hi real account me trading start kar dete hain jis ki waja se loss hojata hai.
                        • #13 Collapse

                          iski bari wjha yeh he keh many traders without demo account ke is main work kartey hain aur demo account par work na karna hi sab se bari wjha loss ki banti hey practice is the most impotant in forex trading.
                          • #14 Collapse

                            forex trading me loss honay ki waja to ye ho skti he ka ham proper planning se ni chal rahy or lalch ni karni chaey kam se start karain or market k trend per nazar honi chaey k is ka rujhan kis tarf he or ye sb tabi hoga jb hamary pas acha knowledge hoga about forex tgrading.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main jo new traders trades karty hain unhen loss mallomat ki kaami ki waja say hota hai warna aesa nahi hai kay forex tarding main loss ziyada hota hai uski waja yeh hai kay forex trading say he kuch log apna ghar bhi ]chalaty hain or unhony forex ko he apni main source of income banaya huwa hai agar forex main loss hota to wo aesa kyun karty or dusri baat yeh kay aap demo per dubara say practice karo or Friday ka din wesay bhi thora sa risky hota hai new traders kay liye.
                              AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X