Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???
    dear foeum members main apsy yee baat pochna chata hun joo mery enior members hain yahan forex main k gold par trading karna asan hy yaa mushkil new memebers kaam kar sakty hain Gold par??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

    Account bda hya to hum ko iss mya gold per tread kar saktya hya ager hum chota account per tread karya gay hum ko iss mya soch samaj kay kam karna chya ager hum mahnat karna chtya hya to hum ko iss kay liya zada say zada mahnat karya jab ap acha analysis karya gay to hum ko kamyab hona chya
    • #3 Collapse

      Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

      ahsan bi or mushkal bi kiun ka agr hum gold ka pair ka bara mai knowledge hasil nahi karta tu hamra lia gold mushkal hai or agr karta hain knowledge haisl tu gold hamra lia ahsan hai laken mai na ka bat note ki hai zayda tar traders gold ko choose karta hain kiun k is ki movement acchi hai or accha profit ya loss hota hai laken earning zayda bi data hai jub is pr learning ki jaya tu wasa tuka s ak ya do dafa earning ho gi phr loss hi loss ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

        gold per trading kerna hum jason ka kam nhi ha ya bht ziada high liquidity pair ha ager humain experience ha tu hum gold per trade ker k acha profit earn ker sakty han ager humain exp[erience nhi ha tu hum tu is se bht juldi humara count wash ho jata ha.
        • #5 Collapse

          Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

          asan bhi hota hy mushkil bhi hota hy to try krein risk kum lein gold ik mtal hy ye couyncey to hy nhaee iski trading kerny k liuy tradeing mein expert hona chaiy jahan bilkul bhi choti c bhi misytakes na ho werna apki mistakes sey apka account wash ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

            Gold pr trada karna asan hai ya moskal bohat acha swal hai forex main agr aap ka pass acha experience or acha bonas hai tu aap gold pr achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai or aap ka pass experience nahi hai tu aap ka account bonas bi Kam hai tu aap ka Lia trade karna moskal ho gi gold pr Jin ka pass acha experience or acha bonas hai un ka Lia asan hai
            • #7 Collapse

              Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

              Asslam o alikom ji has dost ager hum is forx ma kam karna chahtay hain to humaim is forex ma mhnat say kam karna ho ga to hum mahnat kay sath gold par treading karain gay to hum apni mahnat say is bousniess ma kamyab ho saktay hain ager hum bahut mahnat say gold par kam karain gay to hi hum apnay kam ma asni say kasmyab ho jain gay
              • #8 Collapse

                Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                Hanari gold my trade krna bhot zeada muahkil hota hy jb ham.apanai trade sahi trha sy ham lagatay hy to s my ham shai shai ham kamyab ho sgty hy pr us my hamri sah shai mhant hogi our uam kamyabbho sgy gy mhnat ham sahi qpni zeada kry tb hi ham kamyab ho sgy gy mjnat agr ham sai shai ham kam kry gold bhot zeada prifit deta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                  g han ham kamyab ho sakty hain agr hmara acount bra hy to bilkul kamyabi mil sakti hy agr hmara acount chota hy to gold pr tred thori risky hy choty acount loss ke wja sy wash bi ho sakta hy or is ky ly hmeen mzeed mehnat krni ho ge or apna acount ko bra krna ho g is ky ly informative or knowlegfull post krni ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                    gold par trading ap ko nahi karni chahi hai gold bahot ziada nmushkil kam hai yeah bahot barry barry account minto main wash kar diti hai agar ap ik acha or permanent profit chahty hain to ap kise or pair par traiding kar ley or traiding sey phily demo account ka istamal zaror kary jo traide lini hai phily demo par os ki progress chck kar ly
                    information for Beginners
                    Complete Forex Knowledge
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                      Gold market ko under stand krna easy nahi hai. Eas market ko under stand krney key lye ap ko market ki news ko watch krna hai. Aur jo Counytry direect Gold key sath attached hai. Ap ko en ki economy ko studies krna hai. jis key bad ap gold market par trade kr sakty ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                        Dear Pakistan Forex forum Mein trading Karna buhat easy hai magar in logon ke liye Jin k pas buhat zyada Experience ho in logon k liye Buhat easy Hain Pakistan forum forum meinn zyada hard working karna buhat zaroori hota hai jo trader is Mein Dil laga Kar kam karta Hain interest se Kam karta hai use buhat zyada kamyabi milti hai Pakistan forex forum mein bahut zyada interest se Kam karna zaroori hai aur gold per trading Karna buhat mushkil hai humein gold per trading nahin karni chaiye Jo trader gold per trade karte Hain use buhat zyada loss ho sakta hai humein kabhi bhi gold per trade Nahin karni chaiye is se buhat zyada loss ho sakta hai is k sath sath agar hum is mein interest k sath Kam Karen toh is se humara buhat zaida faida hota hai Pakistan Forex forum Mein zyada Hardworking karna zaroori hota hai jo trader Dil laga Kar mehnat karta hai use buhat zaida kamyabi milti hai aur is mein interest ke sath hi hum kamyab hoty hain magar gold per trade Nahin Karna chahiye Jo gold per trade karta hai uska account bhi wash ho sakta hai forex mein zyada se zyada mehnat aur trading Mein analysis karna buhat zaroori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                          Gold pe trading bohat he zyada mushkil hay gold pe asan nahi hay ye aik risky pair hay eski movement bohat zyada hoti hay hamesha gold se care karni chahiye eski movement bohat zyada fast hoti hay traders ko loss bhi ho sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                            Gold per kam karna itna asaan nahi hain jitna humain dikta hain humain iss main apna knowledge or experince mazeed better karna chaiye jis sy hum iss main aik bhot he achi or uniqe earning kar sagta hain humain jitni asaan gold per trading dikna ko lagti hain wasi hoti nahi hain woh humera account wash thk karwa sagti hain humain chaiye k hum iss main acha knowledge or experince k saat kam kariye joh humain iss main bhot he acha profit dilwa sagta hain or humain iss main expert trader bana sagta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold par trading karna asan hy yaa mushkil???

                              Koi bhi kam Ashok Mushkil Hota Hai Jab Ham uske liye koi mehnat nahin Karte Koi koshish Nahin Karte Agar Ham Forex trading Jaise business ke andar Gold per ho ya oil prepare Agar Ham usmein mehnat Karen usko learn karne ki koshish karen uske andar se experiencing karne ki koshish karen to hamare liye is business ke andar is there ke andar profit Hasil karna Koi masla Nahin rahega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X