Over trading b loss ka sabab banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading b loss ka sabab banti hai
    Aksr hum log over confident ho jate hai or over trading kar jate hai or loss karte hai Hume Apna trading plan Bana kar hi kam karna chahie kabi b Bina planning ke trading nahi Karni chahie acha plan ho GA tu hi acha kam kiya Ja sakta hai or profit b kiya Ja sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

    Je had sy zayada trades open ni karni chahe, kiu k ik trade b din ma kamyab ho jae to bhot hoti hai, zayada trading ma loss ka chance barh jata hai, loss k risk ko serf knowledge or experience ki madad sy he kam kiya ja sakta hai, forex bhot muskil business hai,
    • #3 Collapse

      Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

      over trading s morad hai ka hum log apna target s zyada trading karta hain jasa ka hum log apna target pora karna ka lia mahant karta hain or jub target pora ho jata hai tu hum log phr trade karta hain lalach karta hain or is ko over trading kaha jata hai or loss jub hota hai tu profit jo hum na earn kia hota hai wo bi chala jata hai phr peshtana ka alwa kuch nahi rahta hai is lia dear forex mai hum mahnat karni chaya or over trading s perhaze karni chaya ta ka hum log forex mai kamyab hon na ka nakam ho jayain
      • #4 Collapse

        Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

        Yes ji Han bilkul Sahi Kaha hai ap nay agar ap ziada over ho jao gay to ap kamyaab nai ho Sakty Hain agar ap nay kamyaab huna hai to aapko chahie is per mehnat karain aur ziada say ziada experience gain karain aur learn karain jab ap nay is Tarah say kaam.kar Lia to ap kamyaab Hain aur Kamyab hain iskay baad ap Achi Tarah say mehnat Karke kaam karain agar ap nay trading ki hai agar ap trading main over gay to ap nakaam bhi ho Sakty ho
        • #5 Collapse

          Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

          han g bilkul sdahee baat ki hy apny khe over tradong bhi loss ka sabab bnto hy yto ap over trading kernyt sy bachin istrah ap loss sey bhi easily bach jain gy loss ko kabhi bhio face na kerna ik kamyab traders ki nishani hy isliuy hamin bhi loss sey carefull rehna chaiy to hi hamnra account increase hoga or hmin best earning bhi hogi .
          • #6 Collapse

            Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

            Over trading mein account wash ho jaty hein meny kai dafa over trading ki hai 2 dafa account wash ho chuka hai jb tk hum over trading aur big lot ka use nhi chorengy tab tk hum successful trading nhi kr sakty hamai apni bad habbit ko chorna hoga phr hum kamyab ho sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

              agar hum over hho kr km kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business han hum is mai night mai be kam kari skaty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar beh kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam ary gy tpo hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah ihtoa
              • #8 Collapse

                Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                Over trading b loss ki aik bri wja ha agr hm minimum lot size sy trading kren gy r zyada trades open kren gy jesa k 0.1 ki 10 trade open kren to aik standard lot bn jay gi to yeh account k hisab sy zyada hogi to loss k chances zyada hngy risk ko manage krny ka mtlb yehi hota h kkoi b trade agr open ho to up ya down against b move kry to kr sky account wash na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                  Bahut Sare traders ko jyadatar loss our trading ki vajah se hota hai isliye traders ko chahie ki power trading na Kiya Karen bol ke Sawar Ke Sath Hai Aur Thodi Thodi karke. Hi e-trading kiya Karen Taki vah acchi trading kar sake aur accha profit Hasil Karke Kyon Ke Jab aap bahut fast kam karte hain. Aur jab aap Jyada lalach karte hain. Yani ke Jyada profit Hasil karne ki lalach Karte Hain To Is Tarah Se aap thoda profit bhi Hasil nahin kar paate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                    ji janab aapane bilkul sahi kaha ismein Jo log bahut chatting karte hain vah blouse karte hain kyunki Forex mein hamen pahle sabse pahle apni emotions ko control karna chahie agar Ham apne motion control karenge to Ham money management ko follow karenge aur trading se bhi itna aap karenge aur ham log se Bach sakte hain overtrading bhi sabse bada loss ki vajah hai isliye main chahie Kya main aur chatting nahin karni chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                      agar hum over ho kar kam kary gy to hamy losss ho jy ga forex aik legal business hain hum is mai mahnet karry gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex iak amm business ke nisbat ach abusiness hain hum gar mai bath kar is mai kama kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                        assalamu alaikum ji all member forex business mein humne jyada jaldbaji nahin karni chahie aur na hi jyada lalach amir s mein apna time table set karke Jarvis Mubarak Ho jaen to hamen is meri jaan na ki buniyad per Jana 50 posting karni chahie na usse kam aur na hi isase jyada agar Ham jyada ka lalach karenge to fir loss ho sakta hai jo hamare liye achcha nahin hai hamen loss ki taraf nahin balki kamyabi ki taraf jyada se jyada bonus hasil karne ki chahie forex business bahut achcha business hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                          Asslam o alikom ji han dost ager hum is forex ma apnay kam ko mukamal mahnat kay sath achay say acha kam karain ga to hum is ma kamyab ho saktay hain aur han humain is forex ma utna hi kam karna chahiya jitna hum ko ak din ka kam mokarar hay to hi hum is forex ma kamyab ho saktay hain ager hum is forex ma aonay kam say ziyada kam karain gay to humain is ma loss bhi ho sakta hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                            Agr ham over trading ham kry gy to us ki wja sy ham kmyqb naia hoagy gy ham sahi ahai aooanai hqm mhant kry us my ham kamyabbhi kqmyab hongy agr ham over trading ham kry gy to us ki wja sy ham kafi zeada ham nakam ho jaye gy is kam my sai hamy kam krna chiya sai trha sy hqmy faida hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading b loss ka sabab banti hai

                              g ap ny bilkul theek baat ki hai k aksr jab hm trade kr ry hoty hein r axhy profit milny ki vjja sy hm over trading karny lagty hein dosre lafzu mein ham lalach mein a jatty hein ya over confident ho jatty hein is se account wash bhi ho sakta hai so avoid it plz.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X