Y Patience is very important
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Y Patience is very important
    patience is very important factor in the Forex trading business, we have to be patient for our orders, if your orders are losing wait for them because they may switch to profits, but we also have to be careful because too much patience gonna be harmful.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes patience ki bht zada importance hai ager ap wait karay gy tu ya ap over trade ,aur mistakes sa bachti hai aur ap eaily apni trade ko wins kar sakty . hr trader ko patience sa trade krni chye
    :cool::cool::cool:
    • #3 Collapse

      asalam o alaikum friendz patinec eis lie bhi bahut importance hai k ap is k zarie forex mein reh k profit na sahih lekin loss ki limit kam rakh sakte ho aur ye apk lie acha system hai.
      • #4 Collapse

        patience tu zarori hoga kio ky forex aik acha business hai aur forex mein aap online trading kar saktay hain aur forex sab ky liye hai yeh bohat achi oppournity hai ky hum is par trading kar saktay hain aur forex students ky liye bohat acha business hai aur forex womens sab ky liye best hai.
        • #5 Collapse

          forex mei naap online tradi nkar sakty hian or forex sab kay liye ha i ye bohot ach ioppourtunity hai kyunkay humissper trading kar skt hain or forex students kayliye bohot acha kam hai or wo iss say pasie bh kama sakty hain.
          • #6 Collapse

            Yes dear the patience is very necessary for trader because if you are not patience then you may not take a good decision for entering into the market, so always control on your emotions and feelings during the trading otherwise you can face the failure.
            • #7 Collapse

              jee brother aap ki baat darust iss lia k forex trading ka dooran patience ki bery zaroorat hoty ha kio jub humary koi trade loss main chuly jaty ha tu us waqat hum ko patience ki zaroorat hoty ha ta ka hum ki trade profit ki tarif convert ho sakay lakin aapny hadood ka mutabiq .....
              • #8 Collapse

                Assalm u alikum friend, jee haan pateince issi liye important hota hai trading me kabhi kabhi hum apni trade ko loss k dar se jaldi close ker jaaty hain jab k humein uss trade se ziada profit bhi ho sakta hota hai iss liye humein trading me humein patience se hi kaam lena chahiye.
                • #9 Collapse

                  Forex trading aik boht acha business ha but agar practice k seekh kr kia jaey to . yaha per is forum per hume boht achay achey expert b mill jaey gay jo forex trading ka kafi experiecne rakhte ha. ap un se b advice le skte ha
                  • #10 Collapse

                    is biness ko sabr sy kia jata hai ye aik risky kaam hai is mein bahut ziyada loss bhi ho sakta hai is liye zra samjh kr kran ho ga ye aik acha buiness hai is ko bhautr sy loog kr rahy hain ye aik acha buines hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien bohat se traders apne emotions ko control nahi kar paate aur unko iski wajah se hi is mien loss hojaata ahi apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karen aur tareeqe se tradiong karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X