Use easiy language

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use easiy language
    Ap jb b post kary ap ki language easy ho keo ka asan like hoe bat sb member samaj laty agr ap ki post mushkil ho gi to ho sakta kuch log isay samaj lay magr bhot say asy ho gy to is ko samaj ni sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Use easiy language

    Aapane Sahi kaha hai Hamen easy language use Karni chahie Ham Pakistan Forex form per job posting Karte Hain To Hamen chahie ki Ham Aasan Alfaz Mein posting Karen tar Ke Sab Ko hasane ke sath samajh mein a sake yah form bahut hi Achcha hai Ham Yahan posting Karke bonus Hasil kar sakte hain aur bonus point trading Karke profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Use easiy language

      Kuch forum members forum main posting kerty huey bhi aur specially threads kerty huey bahot tough language use kerty hain jo bahot sary members ko samajh hi nehi ati ky is per kis terha sy reply kerna hai tou agar ham thread banaty huey easy language use kerty hain tou hamain bahot zyada replies bhi milty hain aur aesi threads ko her koi pasand bhi kerta hai
      • #4 Collapse

        Re: Use easiy language

        bahi easy hi language gai urdu mushkal nahi hai har insan urdu mai massage karta gai is ko samjhna bi bohot ahsan hai is lia dear forex forum pr urdu hi use karain laken kabi kabi kuch word asa hota hain ka hum log tohri english use karta hain ta ka aram matlab samaj ah jaya wo bi regular word na ka mushkal word is lia dear forex forum pr ahsan hai posts or thread karna or fida bi hota hai or hona bi chaya kiun ka asan language hai
        • #5 Collapse

          Re: Use easiy language

          Dear thk kaha hy ap ny hm apni languge ko achy sy kry koi bi post kry sub members ko samj ani chay kh kia lekha hy hy aur kia nai ku kh jab hum koi bi post krty hy to hmin us ka pata hona chay kh kia lekha hy aur kon si zabn hy ya na ho hmin bi tarka phrny ka na ayta ho yo fazol hy asi post phr koi thankx nai dy ga agr samj na ai post
          • #6 Collapse

            Re: Use easiy language

            Dear forum member Hamen chahie ki ham. Forex trading car knowledge aur Hamara Apna experience dusre forum members ke sath easy aur understandable language mein share Karen. ISI Tarah Se Ham Forex trading ka knowledge Jyada Se Jyada separate kar sakte hain aur aap apna Khud Ke Liye is platform se novel ikattha kar sakte hain aur successful Rah sakte hain aur dusre bhi ISI Tarah Forex trading knowledge se benefit Hasil Karke Jyada Se Jyada earning kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Use easiy language

              Asslam o alaikum dear members hmen apny culture k lehaz sa her chez ko made nazar rakh k he bat kerni chaya jo hmary her respected member ko smjh aa jae chahe ap Urdu use kren ya koi b or words so hmen apny doston sa b aisi language use kerni chaya jis sa sb ko parkhny mn or smjhny mn asani ho or aisa bolen jis sa sb k ilm mn izafa ho jis sa sb dost ziada mehnat kren or acha reward hasil kren.
              • #8 Collapse

                Re: Use easiy language

                G bilkul aapnebilkul theek kha kuch log ase posts r threds karte hn jo unko khud b samjh main nahi atti. Forex forum ek knowledge gain karne k platform hai hameen chahya k ham forex forum ma wo language use karen jo sab aram sa samjh paen.
                • #9 Collapse

                  Re: Use easiy language

                  bhai ny kaha hai keh aasaan zuban ko istemaal kren mgr khud english ky alfaaz ka istemaal kr diya? bhai esi trah sab dost aur members apni apni hand prectice par he jawabaat ko tehreer krty hain to jo style bhi istemal kro mgr alfaaz ko es trah arange kro keh har ek ko baat asani ky saath samjh ajaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Use easiy language

                    Belkul sahe kaha Hy AP ny language hamehsa easy use kren jahan ap forum me kam krty hen wahan AP ko ye Lazmi samjh AA jani chye is leay ap ko es me kam krny Kay leay sab sy basic rules forum Kay yahi hen Kay Kam hamsha mehnt sy kren aur asa kren Jo San ko samjh a saky
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: Use easiy language

                      Dear friend g han ap theek kah rahy hain k forex ku bahur to easy language hy hamain forex forum main acha kam krna chahay hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chhay q k mahnat main azmat hy hamain dil laga k kam krna chahay aur acha kam krna chahay
                      • #12 Collapse

                        Re: Use easiy language

                        G bhai jan apko bat sai hy apne sai kaha hy k hemn jitna hu sky easy langauge he istamal krni chahye q k easy lanaguage istamal krne k bad he hm dosro ko bhi apni bat samjha sken gy aur dosre bhi hmari bat ko easily smjh sken gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Use easiy language

                          G han dear friend ap ny sahi kaha hum jab bhi thread ya pots Karen tu hum asan lafzon mn krni chahiye sada Urdu mn Thread create krni chahiye taky har Mamber ko asani sy samjh a saky Pak Forex forum mn forex ky related knowledge aur achi information share krni chahiye asi thread create krni chahiye jis sy dosary Mamber ko guidance mil saky wo forex trading ky related information gain kr saken aur thread Karny ka asal maqsad new member ki guida kran hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Use easiy language

                            G haa dosto hame asaan zubaan Urdu me hi baat karni chahiey taa keh hame forex mushkill bhi na lagaey aor hamare dost forex se acha profit bhi earn Kar sake aor unhe asaani ke saath har baat samajh bhi aa sake gi .
                            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Use easiy language

                              Hamen Chaheay ky Forex main easily wording use Karen is main hamara he faida hota hai agar ham Forex main easily Wording use karty Hain Tu is main all members ko read Kar k main.faida hota hai is main hamen bhi Acha response milta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X