Trading With Stop Lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear trade with stop loss boht hi zroori hy, ager ham apni trade stop loss k bghair put kerain gy to is ka yeh hi matlab ho ga k hm aik trade k leay apny pory account ka risk ly rhy hain, aur esi soorat main pora account b wash ho skta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bhai forex experts hamesha yeh kehte hain ke ap ko trading hamesha stop loss laga ke hi karni chahiye kyun ke experts bhi trading ke doran stop loss zaroor use karte hain kyun ke market ka koi bharosa nahi hota hia yeh kabhi bhi ap ke opposite ja sakti hai is liye ap ko hamesha stop loss use karna chahiye is se ap bare loss se bach jayen ge.
      • #48 Collapse

        Forex trading mein stop loss aik ehm option hy forex trading jab bhi hum trading Karen tu hum ko cahaiye k apni trade ko open karty howy stop loss ko zaroor lagen is k use se hum ko ye faida ho ga k agr hum ko loss ho ga tu kam ho ga aur hum buht ziyada loss se Bach sakty han
        • #49 Collapse

          forex trading ke market mai agar app risk and reward ke ratio ke sath kaam nahi kerte hai tu app ko loss ho sakta hai market mai.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai stop loss and take profit ka use kerhe.
          • #50 Collapse

            bro stop loss aik acha option hai hum iss option ko use kar k loss se bach sakte hain successful trader stop loss zaror use karte hain tab hi wo zada loss nahi karte jitna loss wo afford kar sakte hain wahan stop loss laga dete hain.
            • #51 Collapse

              Forex trading mein aik stop loss ehm option hy stop loss k use se forex trading mein buht ziada loss se bach sakty han aur stop loss k bageer koi trade open nhi karni cahaiye aur stop loss ko jo forex trading mein new trader han un ko stop loss ka lazmi use Karna cahaiye
              • #52 Collapse

                G forex trading mein stop loss buht ziada ehm hy forex trading business mein jab bhi trade open karni ho stop loss laga kar trade open karen is se ye ho ga forex trading mein agr loss hwa tu ap buht ziada loss se bach sakty han aur ap ka account wash nhi ho ga
                • #53 Collapse

                  Stop loss aik buhat zabardast strategy hy aur is key use sey aap big loss sey bach jatey hain aur trading safe rehti hy. Stop loss ko aik khas order pr lagaya jata hy aur yeh aap ki equity par depend karta hy. Stop loss ko aap trading key doran kam ya ziada bhi kar saktey hain. New traders ko yeh strategy zaroor use krni chaheye.
                  • #54 Collapse

                    Agar aap ney big loss sey bachna hy to stop loss ka use zaroor krain. Stop loss sey aap big loss sey bach jatey hain aur jab aap ka stop loss ka order aata hy to lots automatically close ho jati hain. Is ka yeh bhi faida hota hy keh aap ko PC key samney bethney ki zaroorat nahi hoti aur aap asani sey dosry kamon ko time dey saktey hain.
                    • #55 Collapse

                      stop loss ka use saving account ha aap stop loss ko use kro gay to is sai aap kuch faiday hongay un main sai sb sai bra faida ye hoga kay aap ko forex trading main loss nhi hoga aap ko jb bhi loss honay lgay ga aap ki trade auto khtam hojayeg aur barray loss se bach jao gay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        forex main trader ki nakami ki sab say bari waja un ki trading without stop loss hoti hay. wo us trade ko positive kerna chahtay hain jo loss main ho jati hay aur kai kai din wait kertay hain aur end per hota loss hi hay us ka bar aks ager wo loss wali trade ko close ker kay new trade laga len aur apna loss accept ker len to is say fida bhi ho ga aur trading bhi sahi ho gi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X