Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy
    Respected members kbi ehsa be hota a k Hum stop loss ni lgaty to loss me Humari trade chali jati a loss barta ja rha hota a to ehsi soort me trade ko close kr dena behter a ya k wait Kary k may be markeet ke movement reverse o aur humara loss recover o gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

    Dekhain dear woo apki trde py depend karta hy k apkmi trade kesi lagi hue hy aur uska lots size kia hy agr too lot size kam hy topo humain close nahi karni chaye keun k agr market thory time k liay jati hy hmary againt too us sy humain profit bhe hoo sakta hy anay waly wakt main.
    • #3 Collapse

      Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

      Je zayada loss ho giya hai to phr acct wash karwa dena chahe kiu k wash acct py next month zayada bonus melta hai, forum ma but sath posting b jari rakhni chahe, posting karyn gy to he next time achy profit ki umeed ho saky gi, posting chorny sy phr bonus ni melta
      • #4 Collapse

        Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ko recover karna mushkil hota hey iss liay agar kisi trade men bara ho jay tu phir trade close nah karen balkay wait karen ho sakta hey loss khud ba khud recover ho jay ya wohi trade loss se nilkl kar profit men aa jay
        • #5 Collapse

          Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

          Agar aap trade close karenge loss Mein kaisa isliye galat hoga ki aapane emotions Mein kam kiya hai agar aapane emotions Mein kam karna hai to Jahan per aapke liye bahut bada loss hoga isliye sabse pahle aapane stop loss to take profit ko use karna hai. Aur jab aap itna kam karenge to fir aap Achcha kam kar sakenge money management bahut important hoti hai agar aap usko use karenge to aapko loss nahin hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

            is forum main bi planing kar k hi hum run karine gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum real main bi trnd ko use kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain greed ko avoid ka rk hi hum real main bi trade k ar k hi hum real main bi trade kar k hi hum perform kar k hi hum sucess hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

              Agar aap apni trading Mein stop loss or take profit ka use Karen Tu Is Tarah Se aap bahut acchi trading kar sakte hain. Aur Is Tarah aap loss se bhi bacha sakte hain. Kyunki Jyada loss unhi Logon Ko hota hai jo stop loss or take profit ka use Nahin karte hain aur Is Tarah Se bahut Sare log overtrading kar Jaate Hain Jiski vajah se Unka account bhi wash ho jata hai to aapko Hamesha Apne trading Mein stop loss Ho take profit ka use karte Rahana chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                loss ki condition Mein Kiya karna chahiye Loss ki condition Mein Hamen sabar karna chahiye kyun k Jab Ham Sabar Karte Hain to is se hamara fayda hota hai Forex trading Mein Hamen loss Mein trade close nahin karna chahiye Humen pahle Sabar karna chahiye uske bad market ki analysis karna chahiye aur agar wahan analysis hamare against Hai to Hamen trading close kar deni chahyie kyun k woh profit Ham recover kar sakte hain lekin account wash Ham kabhi bhi recover nahin kar sakte isliye Hamen Sabar aur analysis se kam Lena chahiye Sabar aur analysis Karne Wale trader hamesha Kamyab hote hain analysis Karne se Hamen market ki knowledge jaati hai aur yah hamare liye bahut zyada zaruri Hota Hai trading Mein Jitna zyada analysis Karenge usse utna zyada fayda Hoga Hamen money management ke hisab se lot size lagani chahiye kyun k money management Se Zyada loss Nahin Hota aur uske bad trading karte hue Hamen stop loss or take profit bhi set karna chahiye kyun k is se bhi Hamen hamara loss manage Hoga aur is se zyada loss Nahin Hoga Forex trading zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain Forex trading Mein hamesha hardworking karne se hi kamyabi Milegi Hamen money management Ka khayal rakhte hue kam karna chahiye zyada Se zyada loss Na Ho is se bahut zyada benefit hota hai agar humne stop-loss pahle Se Hi laga Len phir zyada loss nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                  bhai ager ap ka balence bht kam hy or ap ko apny account ky wash hony ka khatar hy to ap ko chahiay kh account ko wash hony sy bachany kaliay ap trade close ker dain werna ap wait karin is sy ap ko acha profit bhi mil sakta hy lakin ap lalich na karin q kh is sy account bhi wash ho sakta hy wait kerna behter hy us surat main jub ap ka free margin musbat rahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                    forex aik oline business hain hamy market ky up or down ko dekh kar is main sahi waqt kam wait kar ky is mai trade lagani chahey pher hi ham kamyba ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apny friends ko be invite kar sakty hai yai aik wasee business hain yai usa or china jesy bary bary mumalik main tezi sy famous business hban cuka hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                      Dear jab humy trading mein zayada loss ho jaye to humy chahiye ky hum trades ko close na kary balkeh trades ko chalny he den kun ky market ki movemnet up down hote rehte hy jis ki wajah sy humary wo loss wali trades bhi kabhi profit mein aa sakte hy ess liye humy chahiye ky hum kabhi bhi apne trades ko loss mein close na karen balekh chalny dyn thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                        forex aik online o kabe be badn an hony wala acha busines hhain hum is mai 24 ganty maai s kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bagr learning ky kam kary gy too hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik legal bysiness hain hum is mai agar laalachi ban ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                          Trade krny sy phly hmy apni equity ko dekhna chaye agr ap k pas a hi equity ha to ap trade ka zyada deer wait kr skty hain wesy hmy sl zroor lgana chaye is sy ap ka capital n seaf rhta ha or ap ko zyada wait b nhi krna phrta
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                            jab hum galt trade laga daty hain to hamy loss he hota hain jab hamare trade loss main ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy market ky up or down ko watch kar ky investment be karne chahey per he hum is main acha profit hasil kar sakty hain agar hum poor hain or hum is main investment nahe kar sakty to hamy is main full time kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss zhaida ke soort me wait Karna chiey ya trade close kr dy

                              ziada loss ki sorat main humain trade ko close nhi kerna chahiay q k yahi trade dobara profit main ajy gi hun ager bari lot se trade lagi ha tu isy humain jitna juldi ho saky close ker lain achahiay ager hum asa nhi kerty tu is se humara count khatum ho sakta ha is liay ziada loss se kum loss bhter ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X