Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.
    Dear Forum friends Assalam O Alakium main umeed karta hun ap sub thek hon gy. Main yee baat aony forum k new members sy kehna chatya hun k joo bhe new member yahan foprex main kaam kar rahy hain unko chaye k bilkul soch samjh k aur achy sy analysis kar he trade lgain trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa Karin warna us main loss ho sakta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

    G han forex trading men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen jab market ki movement tez hoti hey tu uss waqt aik trend k sath move karti hey tu uss waqt trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

      Je trading ma kbi jald bazi ni karni chahe warna profit b loss ma badal jata hai, trade ko small lot sy open karna chahe or phr loss wali trade ko b kuch dair sath ley kar chalna chahe, loss wali trade ko ik dam close karny sy bhot pachtawa hota hai kiu k kuch dair bad wo trade proft ma chali jati hai,
      • #4 Collapse

        Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

        G bhai jan hum sab ko chahaye k forex pakistan mein hum apni trade laganey mein kabhi jaldi na karein q k dostu agar hum jaldi jaldi apni trade laganey ki koshish karein gey tu hum phir es tarha confuse ho jayein gey aur jaldi mein hum weisey apni trade open nahi kar sakein gey jeisey hum karna chahatey hain aur hum se koi bhi thori si bhi mistake agar ho gai trade open kartey waqt tu phir bus hum ko bahut loss ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

          G bilkul trading ma hameen jaldi sa kam ni lena chahya balky pehly market k andaza lgana chahya phr tradinging ka analysis kar k trade open karne chahya. Forex tradinging open karne k bad us check b krte rehna chahya.
          • #6 Collapse

            Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

            Jab Bhi trade Karen acche knowledge ke sath Karen Jab aapko bilkul Bhi Koi confusion nahin hogi to aapki trade acchi hogi Achcha kam karne ke liye aapka experience ki jarurat hogi Jab aapke pass experience hoga to aapko balance bhi achcha mil sakega, Kyunki aap ki posting acchi ho jayegi. Jab aap ki posting ki quality improve hogi to hi aap. Achcha kam karke bonus Le sakte
            • #7 Collapse

              Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

              I agree with you.ap ny bilkul theek kaha hamen trade lagany main jaldbazi sy kam ni lena chahy.trade lagaty waqt market ki movement ko daikhen aur senior sy rehnomai ly ker aur khob soch samajh ker hi trade lagaen.jaldbazi main lagai jani wali trade proft ki bajay loss ka sabub ban sakti hay.so khob soch samajh ker trade lagaen.
              • #8 Collapse

                Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                trade lagane mein jaldbazi mat karen g haan dear trade karne mein agar hum kabhi bhi jaldi bazi nahin karte Hain toh is se humara buhat zyada faida hota hai Humen kabhi bhi jald bazi se trading nahin karni chaiye trading mein humesha Sabar see aur tahamul se aur zyada Se zyada himmat Se Kam karna chaiye kyun k trading mein in Sab ki zaroorat hoti hai is Se humara buhat zyada faida hota hai humeinn trading karte hue zayda se zayda Sabar karne se faida hota hai humein har trade Mein Sabar karne se kamyabi milti hai jab hum sabar karte Hain toh is se humein buhat zaida kamyabi milti hai forex mein Sabar karne Wala hi Kamyab hota hai jo trading Mein Sabar karta hai use kamyabi milti Hai aur Jo jaldi Karta Hai use loss hota hai buhat zaroorat hoti hai hum Mein Sabar ki is ki wajah Se hum kamyab hoty Hain aur is ki wajah Se humara loss hota hai forex Mein Jitna zyada sabar hoga utna zyada humara faida hota hai trading Mein hum sirf aur sirf Sabar karne se Kamyab hoty Hain is se humara buhat zaida faida hota hai aur jald bazi Karne se Humara buhat zyada nuqsan hota hai forex Mein jaldbazi nahin karni chahiye kyun k is se buhat zyada loss hota hai trader ka aur market ko analysis karna chaiye trading karne se pehly kyun k Analysis ki base or agar hum trading karte Hain toh is se hum acha profit milta Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                  forex trading men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen jab market ki movement tez hoti hey tu uss waqt aik trend k sath move karti hey tu uss waqt trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen kunkh agr hum trad lgany mn jaldi bazi krain to zaror hmary word sahi ni ho gy jb trade sahi nahi ho ga to saf zahir hy jb trade sahi nahi ho ga to bonus mn loss ho ga aur hmain nuksan ho ga is liye trade mn words ko sahi likain takh hm forex trade mn kamyab ho sakain aur forex hum ko acha profit dy saky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                    Agar aap trading main jald bazi Karenge to aapko loss Hoga aur aapka account bhi wash ho jaega. Isliye aapko Hamesha sabar ke sath aur confidence ke sath trading Karte Rahana chahie Taki aap ek acche trader Ban sake aur acchi trading kar sake Aur Is Tarah Se aap bahut acchi earning kar sakte hain. Isliye aapko Hamesha confidence ke sath aur Sabar Ke Sath kam Karte Rahana chahie Taki aap apni life mein Kamyab ho sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                      hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gy aur hamain jald bazi say avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary mainbi trade kar k hi hum real main bi perform karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is forum main bi trader bannay say pahly is k bary main bi trend ko use karien gay at k earn karien gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                        g bilkul trading lagany main kabhi bhe jaldbazi nahi karni cheye jub bhe kam karen or jitna bhe karen hamesha soch samjh kar he karen kabhi bhe jaldbazi k sath kam na karen ...
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                          Assalamu Alaikum friend Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge ji han friends aap bilkul theek kah rahe hain trade Lagan Mein Kabhi jaldbazi Na Karen Jo log Droid Lagane Mein jaldbazi Karte Hain vah Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain. UN Logon ke bade itminan se trade lagaen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                            Dear Forum friends Assalam O Alakium main umeed karta hun ap sub thek hon gy. Main yee baat aony forum k new members sy kehna chatya hun k joo bhe new member yahan foprex main kaam kar rahy hain unko chaye k bilkul soch samjh k aur achy sy analysis kar he trade lgain trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa Karin warna us main loss ho sakta hy.
                            Yah members mujhe samajh nahin aati ke form per Is Tarah ka kam kyon karte hain Jo Bar Bar repeat kar rahe ho members ko Is Tarah ka Kam Nahin Karna chahie theek tarike se kam karna chahie is tarike Se Achcha Kam Nahin Hoga aur bonus bhi decrease hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lgany main kabhi bhe jaldbazi naa karin.

                              yes dear humy trading karty howe kabhi bhi jaldbazi nahi karne chahiye kun ky agar hum trading mein jald bazi karen gy to humy trading mein loss he hoga kun ky jab humm jald bazi sy koi trade open karty hain to hum sy koi mistakes ho jate hy jis sy humy phir trading mein loss ho hota hy ess liye humy chahiye ky hum trading karty howe kbhi bhi jald bazi na karen aur sabar ky sath aur relax mind sy he humy trading karne chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X