over bought condition me trend kub tak up move karta rehta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: over bought condition me trend kub tak up move karta rehta ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
    dear jub market over bought ki condition me hoti ha os wakt baaz dafa market ki movement bohat fast hoti ha or sath me market ki movement bohat zeyda long bhi hoti jub eurusd me market over bought ki condition me a jati ha tu market easily 400 se 600 standerd pips move kar jati ha jo aik bohat bari long movement ha
    aj me ap ko is market movement kay baray me batao ga is ko kaisy pridict karay
    ap Apne chart par stochastic oscillator ko apply karay stander values kay sath jub market long movement deti ha tu stochastic ki value 80 se up chali jati ha tu market over bought ki condition me a jati ha or jub tak stochastic ki value 80 se above rehay os wakt tak market over bought ki condition me rehay gi
    ap apni trade ko os wakt tak hold me rakhainy jub tak stochastic ki value 80 se nichay nehi a jati ha agr market ka trend strong ho ga tu stochastic oscillator ki value 80 se nichay anay se pehle market 400 se 600 pips tak move kar jaey gi
    Bahut Sare traders trading karte hue yah mistake Karte Hain Ki overbought condition mein Main jaldi se trade open karne ke trike karte hain traders ko Aisa nahin karna chahie aur unko Intezar Karna chahie jab tak market Rand change Na Ho trading Nahin Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: over bought condition me trend kub tak up move karta rehta ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      dear jub market over bought ki condition me hoti ha os wakt baaz dafa market ki movement bohat fast hoti ha or sath me market ki movement bohat zeyda long bhi hoti jub eurusd me market over bought ki condition me a jati ha tu market easily 400 se 600 standerd pips move kar jati ha jo aik bohat bari long movement ha
      aj me ap ko is market movement kay baray me batao ga is ko kaisy pridict karay
      ap Apne chart par stochastic oscillator ko apply karay stander values kay sath jub market long movement deti ha tu stochastic ki value 80 se up chali jati ha tu market over bought ki condition me a jati ha or jub tak stochastic ki value 80 se above rehay os wakt tak market over bought ki condition me rehay gi
      ap apni trade ko os wakt tak hold me rakhainy jub tak stochastic ki value 80 se nichay nehi a jati ha agr market ka trend strong ho ga tu stochastic oscillator ki value 80 se nichay anay se pehle market 400 se 600 pips tak move kar jaey gi




      Asslam o alaikum dear forex member Jab market overbought condition Mein move karta hai to uski movement bahut hi risky ban jata hai yah Ek Taraf resistance suport Banane Ke Chakkar Mein move karta hai aur agar bullish mein agar isne resistance to achieve Kar Bhi liya to FIR against reverse back hota hai bearish side mn support ko lene ke liye....
      Visit My Profile

      اب آن لائن

      Working...
      X