dear jub market over bought ki condition me hoti ha os wakt baaz dafa market ki movement bohat fast hoti ha or sath me market ki movement bohat zeyda long bhi hoti jub eurusd me market over bought ki condition me a jati ha tu market easily 400 se 600 standerd pips move kar jati ha jo aik bohat bari long movement ha
aj me ap ko is market movement kay baray me batao ga is ko kaisy pridict karay
ap Apne chart par stochastic oscillator ko apply karay stander values kay sath jub market long movement deti ha tu stochastic ki value 80 se up chali jati ha tu market over bought ki condition me a jati ha or jub tak stochastic ki value 80 se above rehay os wakt tak market over bought ki condition me rehay gi
ap apni trade ko os wakt tak hold me rakhainy jub tak stochastic ki value 80 se nichay nehi a jati ha agr market ka trend strong ho ga tu stochastic oscillator ki value 80 se nichay anay se pehle market 400 se 600 pips tak move kar jaey gi

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим