Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte hai
    Forex trading ho ya share trading is me loss har kisi ko ho jata hai experience wale traders lo b loss hota hai lakin maza us waqat ata hai or pata us waqat lagta hai ke hamre pass kitana experience hai apne loss ko recover karne ka hamare pass plan B hona chahiye agr loss ho jaye tu kaise recover karna hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

    g baai aap ke baath bilkul sahee hay is may agar profit ho jaaye tho is may koi shak nahee hah k os par buhut khushi hothe hah lekin jab loss ho jaaye our hum osko recover karthay hay tho os waqth jo khushi hothe hay wo buhut ziada hothe hqy kionka hum loss ko recover karnay say fresh ho jathay hah.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
      Forex trading ho ya share trading is me loss har kisi ko ho jata hai experience wale traders lo b loss hota hai lakin maza us waqat ata hai or pata us waqat lagta hai ke hamre pass kitana experience hai apne loss ko recover karne ka hamare pass plan B hona chahiye agr loss ho jaye tu kaise recover karna hai.
      Hamen trading Mein Jab loss hota hai to use loss ko recover karna bahut jyada difficult hota hai lekin Agar Ham loss ko recover Kar Le Tu Tu iska bahut hi Maja Aata Hai Kyunki Hamen loss ko recover karne ke liye profit Banane Se Jyada mehnat karni padati hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

        G han forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko ho jata hey lekin jab bara loss recover kar letey hen tu uss waqt khushi hoti hey kiun k forex trading men loss ko recover kar lena bhi aik kamyabi hoti hey iss liay agar kisi trade men loss ho jay tu jaldi nah karen balkay soch samaj kar small lot k sath loss ko recover karnay ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

          Mery kheyal k mutabiq forex trading main loss os waqat hota hyy jb ap bagair kisi analyse k ap trading laga dety hain jis sy sirf loss hee hosta hyy or loss ko recover krny main phr time lag jata hyy es ly zarori hy k trading ko start krny sy phly hmesha market ko analyse krain phr trading ko start krain tb ap loss sy bach sakin gyy
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

            forex main hamy loss or profit ka samana karna parta hain loss hum apne mistake ke waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko durust karna chahey hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar send karna chahey hamy repeat threads ka jawa nahe dyna chahey hamara account banned ho jay ga jab market down move kary to hamy is main ahteyat sy kam karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

              Thek kaha ap ne trading me loss ho he jata ha trading me profit aur loss dono hote ha is liye agar apko kabhi loss ho jaye to is ka samna kare aur mehnat aur himat ke sath kam karte rahe agar ap mehnat karte raho ge aur loss ka samna himat ke sath karo ge to ap apna loss zaroor recover kar lo ge lekin is ke liye apko apne andar himat paida karny pare gy
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                Beshuk loss to karobar ka hisa hota Hy. Aur Jo loss k bad chor dyty Hain to woh apna loss recover Ni kr party.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                  G bhai jan forex pakistan mein eik business hai tu es mein profit aur loss tu hota rehta hai lakin hum ko apney loss se zyada preshaan honey ki zaroorat nahi hai aur na hi zyada tanshan leney ki zaroorat hai balkeh hum ko apney us loss ko recover karney ki zaroorat hai aur aeinda k leiye bahut ehtiyaat ki zaroorat hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                    G bilkol aisa hi forex trading main acha trader wohi hota hai jo forex trading main loss ho jane ki wajha sy na ghabrae r loss ko ak achi planing k sath recover kre kiun k forex trading main loss ho jata hai loss humri apni mistake ki wajha sy hi hota hai es leye hume chae k hum forex main loss sy bilkol bhi na ghabrain bal k losss ko recover krn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                      han gee apny bilkul sahi baat ke hy k maza tab ata hy trading jab hum trading karty hain too u main loss hony par hum us sy zysda mehnat karty hain aur usko jli sy jald cover larty hain keun k jab hmara loss cover ho jata hy too humain us sy sakoon mil jata hy hum thory trnsion main sy relax ho jaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                        Trading achi tabhi hogi aur aap mahir bhi ban jao gay jab aap apnay loss pr control kar lo gay aap loss ko cover krnna seekh jao gay esliye koshish kro loss recover karnay pey bahtreen plan pe focus kro takay aap bahtreen trader bano.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                          ji han aapane sahi kaha hai ki trading main last to chalta rahata hai lekin trader vahi hota hai jo use loss ko cover karta hai aur wapas se market Mein aata hai iske liye experience Hona chahie agar aap experience hoga to hi aap logon ko recover kar sakoge otherwise aapko loss jyada ho jaega aur yah aapke liye bahut badi problem Ban jayegi isliye mehnat Karen Achcha kam Karen aur fir aap trading expert banenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                            Ji bilkul Hamen loss to bahut jyada hota rahata hai aur isliye loss ko recover karna bhi bahut Jaruri hota hai Kyunki Forex Mein loss or profit donon Forex ke parts hote hain. Isliye Ham Sab Ko Hamesha ehtiyat k sath aur sabar Ke Sath kam karna hota hai aur Hamesha Apne loss ko recover Karte Rahana Hota Hai Aur Is Tarah Se Ham bahut acche trader Ban Jaate Hain Aur Is Tarah Se Ham Apne loss ko bhi recover kar paate hain aur Hamesha taraf se bahut fayda bhi Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me loss ho jata hai maza us waqat ata hai jub hum loss ko recover karte h

                              yes dear jab humy trading mein loss hota hy to hum bht preshan hoty hain magar humy loss sy preshan nahi hona chahiye kun ky jab hum trading mein apny loss ko recover karty hain to humy trading karny mein bhut zayada maza ata hy ky aaj main ny apna itna loss ko recover kar leya hy , es liye humy chahiye ky trading karty howe hum relax rahy chahiye humy profit gain ho ya humy loss ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X