Posting ki limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting ki limit
    Forum me be 1 limit key sath kam karna acha hay, day night forum me work karna es ley possible nahi hay key daily posting ki 1 limit muqarar ki gai hay koi be member esa nahi hay jo din me 50 se zeyada post kar saky, mera opinion to ye hay key zeyada posting work ko ehmeyat nahi deni chaye, posting agar kam ki jaye aur har post ko tafseel aur informative base par work kia jaye to mery khayal me hamari esi 5 posts be fazul 50 posts ka muqabla kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting ki limit

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay hamain sirf acha kam karnay ki koshish karni chaeay aur kabi bi zayada kam karnay k chakkar main fazol kam nai karna chaheay q kah fazol kam jetna bi zayada q na ho us ka koi fainda nai hoga aur acha kam agar thora sa bi ho to us say bahut faida milta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Posting ki limit

      ap aik dfin mein 50 poss akr sakte ho aur 4 trghreads lag sakte hain aur ap ko bus ye kheyall rakhna hai ke ap thread lagai ya pos karoo wo forex se related hi honi chahiey agar aesi ho goii to hui ap ko acha bonus mile ga agar wo useless hogi to kuch nahi mile ga is liye mehnat akarain aur acha kaam karain agar ham acha kaam karain ge to hi ham kameyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Posting ki limit

        ham is man aik din main 50 poss reply karty hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karny chehey pher hi ham succesful ho sakty hain or acha profit hasil klar ky apni zarorto ko pora kar sakty hai ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty han yai online ki dunya main aik king business hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Posting ki limit

          Je ham forex main rozana 50 posts and 4 thread kar saktey hain yahi forex ki rozana ki limits ha is say Ziyada hum posting or thread nhi kar saktey is laiy hum ko chahiay k hum mehnat kar k apni threads or posting ko miyari or quality ful karain or forex forum say acha bonus hasil Karain
          • #6 Collapse

            Re: Posting ki limit

            ji haan dosto humain rotain k sath aik limet main post kerny chaheye. humain 50 post ki limet de gay hy to humain chaheye k hum apny posts ko zeyada sy zeyada imformative bnana chaheye .orpuri tafseel k sath lekhna chaheye .topic sy hat ker post na karian thori post ker lain lekin faida mand karian is humaim bhi faida ho ga or dosroon k knowlege main ezafa ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Posting ki limit

              posts ki limit main rahna hog a tab hi hum acha bonus hasil kar k hi hum suces shon gay aur hamain is k bary main bi trade karni ho gi ta k earn karien agy aur hamain is k bary main bi trade karni ho gi aur hamain i s k bary main bi trade kar k i hum suces ho sakty hain aur hamain trade ka rk hi hum perform kar k hi hum real main b i trade kar k hi hum suces shon gay
              • #8 Collapse

                Re: Posting ki limit

                Posting ki limit honi chahiy. Posting limit me reh kr krna ak achy businessman ki achi khobi hy. Daily ka target daily pora krna chahiy.
                • #9 Collapse

                  Re: Posting ki limit

                  Asslam o alikum. how are u all.
                  g bilkul posting ki limit daily ki 50 hy forex me or threads krny ki 4 hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting ki limit

                    Aapane kaha hai ki beshak kam kam ko Karen per coach informative Karen Agar informative post Karenge to hamen isase bhi achcha bonus mil sakta hai beshak aap kam post Karen ji mujhe bhi Aisa Hi lag raha hai theek kaha hai aapane kam post Karen Itni bhi kam post na Karen Ek Daal Mein Rahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting ki limit

                      hum is main aik din main aik account main 50 posts karty hain posts ke limit ko pora karna chahey hamy weekly or monthly target ko pora karna chahey agar hum new trader hain to hamy silver pair main trading karne chahey agar hum expert trader hain to hamy gold pair main trading karne chahye hamy is main kam karny ka acha bonus hasil hota hain hum is main live chat karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting ki limit

                        hum aik din mai 50 posts kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex paksitan ma legal ban cuka hain hum gar maai bath kar is mai kam kar saktyh ain is mai kam karny ky liye hamy ksie be office mai jany ke zariot nahi hte hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting ki limit

                          g han dear but achi bt ke hai ap ne keh hum pura din beshak km posts kren lkn kren quality ke r information wali r experience wali qk hamrn sirf post ke quantity ko he important ni smjhna chahye Bal keh quality bht aham hai bonus ke lye to posts ko soch kr smjh kr r plan kr ke krna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting ki limit

                            Aslam o alikoum dear aap nay bikul achi bat ke hai main y khana chahta hu kay aik trader ko jitni posts kr sakta hai kry achi trading main posts say kafi acha bonus mil sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting ki limit

                              assalam walekum pyare doston ummid karta hun aap sab khairiyat se honge is bhai ne sawal kiya hai jo ki mujhe lagta hai junior hai abhi unhone poochha hai ki Ham posting kitni kar sakte hain to main unko batana chahunga ki jo log ismein nahin hai vah log ismein 50 post karte hain jyada se jyada 50 post aur 43 Ed kar sakte hain just.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X