Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie
    trading karte hue aksar Ham emotionally trading karte hain jiski vajah se ham har manth apne account ko vash kar dete hain aur ham ek acchi amount bhi bonus ko collect nahin kar paate Hain iski badi vajah yahi hai ki Ham apne balon se jyada ki trade open kar lete hain aur jab bhi hamari Koi trade hamare against jaati hai to fir Ham use loss ko recover nahin kar paate hain aur result yah nikalta hai ki Ham apna hole account hi wash kar dete Hain hamen chahie ke hamen aisi trading nahin karni chahie aur hamen always hi apne capital balance ko dekhte hue hi koi trade active karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

    Jitna bakqnqce ho us hesab sy hi hamaya pani trade oo krn achoya bannay Eada risk naia lyna chiya hamaya chiya k ham sahi apana ham kam.kiamkry us ki waj ys ham.kamyab hoty hyjitna bui acha ham kam kry gy us ka utnanhi zeada hamy faida hota hy ham agy barh sggtty hy our shi achi ham apni trading kr sgty 6y
    • #3 Collapse

      Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

      Apna balance say zayida risk kabi nahi Lana chaiy Aap ki baat bilkul theek hai forex main hum ko apna account bonas Ka matabik risk Lana chaiy hum jitna zayida risk latay hai hum ko atna zayida nakaami hoti hai forex main kamyabi ka Lia Kam risk Lana chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

        Bonus trading mein hamary pas itna capital nhi hota is liye hamein apny balance se ziada risk nhi lena chahiye jb loss increase hota hai tu hamary pas hedging k liye balance nhi hota jis se hum apny loss ko cover kr sakein small lot se achi aur secure trading ki ja sakti hai apny balance ko khtry mein nhi dalna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

          dear friens ap na bahot achhi bat ki ha k forwx teading mn hmen apnay account ballance k hisab sa risk lena chayay agr apka account ballance achha ho to sp risk ly kr achha profit hasil kr sktay hn agr account ballance sa ziada risk len gay to account bhi wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

            hamy market ke movement ko dakh kar apna balance invest karna chahey per he hum is main acha profit hasil kar sakty hain agar hum poor hain or hum is main investment nahe kar sakty to hamy is main full time kam karna chahey per he hum is main achy dollar kama sakty hain hum aik din main 10 dollar kama sakty hain hum dollar ko apny mulik ke currency main change karwaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

              G han bhai ap ki bat thek hay hamain hamesha apnay balance ko dekh kar hi risk lena chaheay aur us k mutabik hi lot size use karna chaheay aur kabi bi account say balance say zayada riks nai lena chaheay wrna trade loss main jaay to loss etna ho jaay ga kah baki bach janay walay thoray balance say us ko recover nai keya ja sakay ga.
              • #8 Collapse

                Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                G haan Hamen form Mein kaam karte hue apne account balance Se zyada risk nahin Lena chahie Agar Ham apne account balance se zyada risk lenge Aur zyada trading Karenge to hamara account wash ho jaega isiliye Hamen soch samajhkar kadam uthana chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                  Je han dears friends hum ko apney bonus say Ziyada rizk nhi lyna chahie q k agar hum ko loss ho gaya to hum ko forex main bohat mushkilaat ka samna karna pharey ga or hum ko apney loss ko recover karney k lsiy bhe bohat ziyada wakt lag jay ga or hamara business loss main chala jay ga is lsiy hum ko kisi bhe kisam ka risk nhi uthana chahiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                    bahut hi achy bat share ki hy apny, hamein chaye ky ham apny account balace sy ziada kabhi bhi risk nhe lena chaye ager ham apny account balance sy ziada riks hamaien bahut hi ziada loss dy satka hy so hamein is mn mehnat karny chaye ky ham ham mehnat kairen aur pher acount balance jitna hamien hi risk lena chaye jis sy pehr profit hosakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                      trading karte hue aksar Ham emotionally trading karte hain jiski vajah se ham har manth apne account ko vash kar dete hain aur ham ek acchi amount bhi bonus ko collect nahin kar paate Hain iski badi vajah yahi hai ki Ham apne balon se jyada ki trade open kar lete hain aur jab bhi hamari Koi trade hamare against jaati hai to fir Ham use loss ko recover nahin kar paate hain aur result yah nikalta hai ki Ham apna hole account hi wash kar dete Hain hamen chahie ke hamen aisi trading nahin karni chahie aur hamen always hi apne capital balance ko dekhte hue hi koi trade active karni chahie
                      Hamare Kuchh bhai Aise Bhi Hote Hain Jo ki Apne account balance Se Jyada risk Le lete hain aur indirectly Hota aaya hai kya count Wars ho jata hai bahut jyada loss face Karne Ko Milta Hai koshish karen Kabhi Aisa na hone De Aisa nahin karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                        Good idea apkay bat sahi h apnay blence say zyada kbhi bhi risk nhi lena chahye q kay is main loss a sakta h hamain khob zyada say zyada mehnat karni chahye ta kay hmari mehnat la phal milna chahye is say phelay kay hamara bussiness loss main chala jaye hmain apnay blence kay mutabiq bussiness main interest lena chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                          risk ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi planing kar k hi hum real main bi trade karien gay aur hamain is k bary main bi trade karein gay aur hamain apny experience hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum suces shon gay aur hamain is k bary main bi anlays ekar k hi hum achi trade kar k hi hum suces shon gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                            G bilkol aisa hi forex trading main hume apne strong capital account ka ghalt istamal nahi krna chae kiun k jab hum forex main ye dekhte hn k humre pas kafi bra account hai tu hum lalach main a jate hn r bahut bri lots laga lete hn jis ki wajha sy hume bahut zeyda loss ho jata hai ya humra sara account hi wash ho jata hai es leye hume chae k hum forex main bahut soch samjh kr trading krn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne balance se zyada risk kabhi nahin Lena chahie

                              g ap ny bilkul theek baat ki hai k hmein jb bhi trade open karni ho to hmein sb se pehly apny acount ki amount check krein ,phir market ki movement ko axhy sy analyse krein agr vo apki trade k lye axhi ho to trade open krein ap axha profit hasssil krein gy..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X