kam jitna bhi karo lekin Achcha karo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

    Thek kaha kam jitna bhi karo Lekin acha karo ap beshak thura kam karo Lekin acha kam karo ge ache kam karo ge to he apko forex me fayida hoga aur ap kamiyab ho jao ge aur agar ap sirf kam karo ge aur ache kam nahi karo ge to apko kamiyabi nahi mile gy acha kam kar aur acha kam mehnat se he mumkin ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

      Ji han dostun apne theek kaha hai kam jitna bhi karo lakin mayari kam karo forex bhut acha business hai or business ki nisbat ap jitni mayari posting karain gain utna hi munafa mily ga ap log agar sirf 50 posting karain yani k sirf limit pori karain or wo posting mayari na hun to faida ni mily ga es le ziada sy ziada faida hasil karny kay lae thora kam karain lakin wo mayari ho
      • #18 Collapse

        Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

        Dear Forex members ji han bilkul sahi hai ki Ham jo bhi kam Karen Achcha Karen Kyunki Achcha kam hi mehnat karne walon ki Nishani Hai isliye Hamen chahie ke Ham Dil lagakar Forex Mein kam Karen Taake Hamara kam Achcha Ho aur ham Forex se bonus hasil kar sake
        • #19 Collapse

          Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

          G han km jitna b kry but good or proper Treeqy sy kry jld bzi sy always loss hota hai forex pak ma daily jitna b work kry best quality ka kry jitna good work ho ga bonus b utn aachaa ho ga mehnt krny sy achi earning hasil ho ge
          • #20 Collapse

            Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

            han g hmain kaam acha karne kse matlb hona chahiye zeyada bhi karna chaiye lekin agar ap nahi kar sakte to koi bat nahi lekkin jina karo us ko suthra kario tab hi ap ko acha bonus mile ga aur ap ki tradijg bhi ap ko faeda de gi kyon e aop ke pas bonus acha a jaye ga is liye mehnat akarin aur earning karain aur agarap ne earning karni hai tio hi ham kameyab ho kte hain
            • #21 Collapse

              Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

              Ji bilkul kam jitna bhi karo lekin Achcha karo se kah rahi hai aap per itna bhi kam Kam Nahin Karna chahie kam Achcha Hona chahie aur koshish Karni chahie ki kam Jyada Bhi Ho Kyunki yah business kam Jyada Jarur mangta hai kam Jyada Hona chahie aapka
              • #22 Collapse

                Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

                g han ham jo kam bi karen hamara kam acha hona cahihye agar hamara kam acha ho ga to ham age zaror jaen ge ham agar apna kam pora ni kar sakte to ham thora bi kar lin magar acha kam ho forex ko acha kam sot karta ha hamen forex p mehnat kar ki apna kam acha karna ha tab he forex ko hamara kam pasand ae ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: kam jitna bhi karo lekin Achcha karo

                  g dear wasdy tu tamam member ko koshsh karni chye kdaily ki 50 posting limit ko har hal main pora karen chye j bhe ho jaye or agerr wo ni bhe kar sakty uj k pass itnatime ni hiota k wo daily ki 50 post ni kar sajkty tu dear main un sy ye khna chao ga k age wo 20 20 posting bhe daily ki karen ager wo he posting wo achi sy achi karenmeyare karen tu wo osi sy he bhot he acgha profit gain kar liebn gy os sy he bhot he acha profit hasil kar lien gy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X