news ka analysis kis tarha hota hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

    forex main news ka bahut ahim krdar hota hai kiun k agr news sy forex market k trend ka andaza ho jata hai k market ny up jana hai ya down es leye forex trading main hume news sy touch rahna chae kiun k forex news py amal kr k hum forex main kafi acha profit earn kr skte hn forex news ko check krne kelye bahut C website hn jen main investing .com forex factory bahut mashor website hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

      Dear Sir iss kay liya zarori hay kay aap pahlay investing.com may say callender par jawo quen kay ya aik achi website hay forex kay liya phir iss kay baad aap nay ya daykhna hay kay news kon si currency pear par hay or high impact wali news kahan par hane ab aap nay pervison news check karni hane kay high impact news jab aayi thi to jiss currency par thi us par iss ka kiya asar howa tha.
      • #18 Collapse

        Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

        forex market main new ky analysis karna bohut he mushkil hota hai mager news ky analysis ap ky aik chez apply karny say thek ho reh sakty hain ager forex main ap ka technical strong hai tu ap ki news bhi ap ki favour main ayy ge es lea forex business main ap ko success hony key lea apne tecnical analysis ko acha bnaana ho ga tu ap news main bhi achi trade pick akr sakty hain.
        • #19 Collapse

          Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

          g news forex forum mein trading r market ki movement mein bahut help karti hein ,news k analysis se hmein ye pata chalta hai k currency r gold vageera ki movement kesi ja rai hai ,,ye analysis hmein axhy profit k lye bhut help karta hai..
          • #20 Collapse

            Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

            dear member ham news ko analyse nahi kerty balky news ko dekh ker ham markete ka analyse kerty hain pairs kab r kis direction main move ker sakty hain news k liye ham forex factory ki news ko bhi read ker sakty hain is main pairs ki previous r next move k bary main bataya jata hai per news fake bhi ho sakti hain is liye hamy news ko bhi careful ho ker follow kerna hota hai r news ko read kerny k liye bhi forex ka knowledge hona boht zarori hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: news ka analysis kis tarha hota hai??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
              Dsar seniors member forex trading business may news ka analysis karna bohat zarOri hai ap please apne new members ko news k analysis k bare may batain kay news analysis kis tarha hota hai jis say learning or skills improve hun shukriya??
              Agar aapane news ke analyses karna hai to aapko Jis country ke related news per analysis kar rahe hain uski economy ka Jarur Pata Hona chahie Jab aapko Kisi country ke economy Ka Pata hoga tabhi aap use country ke currency per acche analyses kar Sakoge
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X