Forex main money management sab se zyada zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main money management sab se zyada zaroori hai
    Money Management ka bagher Forex Trading main Profit kamanay ka socha bhi nahin ja sakta ye Isqadar zaroori hai k is k bagher aap ka Account kuch hi dono main Wash ho sakta hai. Yaad rakhain aap ko Apnay total Account Balance ka sirf 2 Percent hi Trading main lagana hai Ya phir zyada se zyada 5 Percent. Is se zyada ki agar Trading karain gay to ye aap k Balance k liye be had Khatarnak saabit ho ga is liye sab se pehlay Money Management ka Khayal rakhain. Forex main baaqi cheezain is k baad aati hain Money Management sab se pehlay number per hai or is k bagher aap chahay duniya ka koi bhi Indicator use kar lain aap loss se nahin bach sakain gay agar aap ne Money Management ko Nazar Andaaz kiya to Trading main aap kabhi kamyaab nahin ho saktay. Ye Forex ki sab se bari Strategy hai yaqeen karain Money Management se bari koi Strategy nahin hai Forex main.
     
    Last edited by ; 10-02-2020, 09:43 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

    g han ap ke bat bilkul theek hy hamen mony manegment bnani chay jis sy hamra faida ho ga agr ham ak asol ky mutaabiq ni chlen gy to hmara acount wash ho jay ga or ham kch bi ni kr saken gy isi ly zrori hy ky hamen mony menegment krni cahy
    • #3 Collapse

      Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

      Bilkul Money Management hi Forex main kamyabi ki zamanat hai maine bohat se traders dekhay hain jin k paas aik se aik strategy mojood thi lekin unhon ne sirf money management ko nazar andaaz kiya jis ki waja se un ka account wash hua main to ye kehta hoon k indicators bhi achay hain lekin aap indicators k bagher bhi kamyaab ho saktay hain agar aap ne money managent k saath trading ki kyun k aap k account ki hifazat ka sirf or sirf yehi tareeka hai
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

        hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik leegal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hojyga forex aik international or unique business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

          Pakistan Forex mein jo log money management karte hain vah Hamesha Kamyab hote hain isliye koshish Karenge Pakistan Forex Mein money management last bhi Karen Jo log ismein money management karte hain vah acchi earning withdrawal bhi kara lete hain aur apni investment bhi rakhte hain lekin agar aap sari investment withdrawal kara Lenge to aap trading nahin kar Payenge isliye koshish karen ki aap apni maniki management Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

            Money management ka matlab forex market main yeh hota hai ky ham jo amount forex market main trading ky liay investment kerty hain tou same money per ham trade bhi open kerain aur hamain loss kam ho jabky hamain trading main acha profit bhi hota rehy jis ky liay hamain money management ko learn kerna perta hai aur forex market main her terha sy secure trade kerna hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

              hamain money ko amnge kar k hi hum suces shon gay aur is forum main achi money hasl karny k liye expeirnce hasil karna ho ga ta k earn karien gay aur hamain market main kam karny k boht say faiday hoty hain but hamain is k bary main planing kar k kam karna ho ga tab hi hum real main bi trade karine ay aur hamain is forum main bi trade kar ksayt hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                ASSALAM O ALIKUM g bilkul pak forex main money management bhot zeada zarori hoti hai isky bina hum kabhi bhe trade nahi kar sakty hain na he kamiyab ho sakty hain ...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                  hamy marklet ko achy sy samaj kar money management kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyba ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar is main mehant sy kam karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                    Yes my dear ye baat bahut bahut zarori hoti hai keh hum ko apni money management ko behtar krna chahiye jis sy hamari mehnat zaya nhi hogi. agr ap pura month mehnat krein aur apko kuch bonus bhi mil jaye aur ap trade lagain to apko loss ho jaye ya money management na hony ki wja sy ap ka account wash ho jaye to apki sari mehnat zail ho jati hai esi liye money manage krna sab sy ahim ho ta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                      jee Bilkul humain iss main money management k ahmiyaat ko acha sy samjna ho ga humain iss main zada sy zada time forex business ko dana ho ga tabhi hum iss kabil ban sagta hain k iss main aik acha trader ban sakiye achi mehnaat he humain iss business main aik acha profit dilwati hain achi learning k saat humain chaiye k hum iss main learning kariye or mehnaat kariye thky hum iss main agye bar sakiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                        hamy money manegment kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kam saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day maai be kam kar sakty han hum is mai agar bagr learning ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahai htoa forex pakistan mai legal business ban cukahain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                          g dear ap ne achi posts ke Hai keh hamen trading konsoch kr r strategy bna kr krna chahye r trade open krne se pehle forex forum ke account men majood balance ko kbhi bhi ni bholna chahye r us ke mutabiq he lot size use krna cahye r loss se bachne ke lye analysis krne ke koshesh krna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                            hamy money maangement kar ky kam karna h ga pher he hum pasis kama skay gy forex aik acha business hain hum is maai bagr pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maai apny boss ap he hoty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main money management sab se zyada zaroori hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Wiseguy پيغام ديکھيے
                              Money Management ka bagher Forex Trading main Profit kamanay ka socha bhi nahin ja sakta ye Isqadar zaroori hai k is k bagher aap ka Account kuch hi dono main Wash ho sakta hai. Yaad rakhain aap ko Apnay total Account Balance ka sirf 2 Percent hi Trading main lagana hai Ya phir zyada se zyada 5 Percent. Is se zyada ki agar Trading karain gay to ye aap k Balance k liye be had Khatarnak saabit ho ga is liye sab se pehlay Money Management ka Khayal rakhain. Forex main baaqi cheezain is k baad aati hain Money Management sab se pehlay number per hai or is k bagher aap chahay duniya ka koi bhi Indicator use kar lain aap loss se nahin bach sakain gay agar aap ne Money Management ko Nazar Andaaz kiya to Trading main aap kabhi kamyaab nahin ho saktay. Ye Forex ki sab se bari Strategy hai yaqeen karain Money Management se bari koi Strategy nahin hai Forex main.
                              Acche aur successful trading karne ke liye money management karna bahut jyada Jaruri hota hai agar aap money management Karke Kam Nahin karte ho to aap e-trading acchi Nahin Hoti isliye Jab Bhi kam karo to money management Karke kam karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X