Loss hone ki wajah??????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone ki wajah??????????
    Assalam Walekum my dear seniors and juniors kaise hain aap ? Ummid Karte Hain ki aap sab khairiyat se Honge Pakistan Forex mein main aap sabse Mera yah Sawal hai ki Pakistan Forex mein Aane Wala Har member Yahi Sawal karta hai ki loss Kyon Hota Hai to my dear senior se yah request hai ki vah Apne Apne a knowledge ko share Karen aur Aane Wale Har new members ko yah guideline Den Ki vah Apne loss Se Kaise Ban sakte hain aur loss Aane Ki vajah Kya Hay+????????:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone ki wajah??????????

    Haan jii dear apkii baat sahii haii liss hony kii wajgaa humaarii apni hii kmziriyaan aur khudgarzii haii jiss sy humain bhot hii baraa loas ho jaataa haii aur humaraa account tak wash hony tak phanch jataa haii jiss sy humain bhot hii nuksaan hotaa hai humaraa kaam achii aur sahi tareeqy sy nh hoo piee gaa aur uss sy humarii achii earning hogii
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone ki wajah??????????

      Jald bazi aur knowledge aur experience ka na hona
      hi forex me loss ka sub sy bars subbab Hy. Koshes krin treading krny men jald bazi na krin aur saber sy Kam krin to loss Ni hoga
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone ki wajah??????????

        G friends forex treading business main loss hony ki waja hamary ander knowledge or experience ki kami ha to sirf or sirf forex treading ko time dene or mehnat krny sy poori ho sakti ha ager forex business main ham dat k mehnat karen to bht acha profit gain kr sakty hain or hamen loss b ni ho ga.loss hony ki ak waja ye b ha k ham serious ho kr trading ni krty or isi waja sy hamen kbhi kbhi bhari loss ka samna b krna perta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone ki wajah??????????

          Pakistan forex forum me bhe loss hota hai loss hone ki wajah ya hai k jo trading krta waqat damag ko hazar hona chya or market ki velue ko samjna ho ga or signal bhe strong hona chya agr ya chz ap k pass nhe han to bager tajrba se trading krna se loss ki waja banti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone ki wajah??????????

            Loss hone Ki Sabse Badi wajah Hamari apni Ghalti hoti hai agar Ham apni Ghalti ko set kar le To Hamara loss Nahin hoga aur Agar ham jaldbazi Karenge Aur lalach Mein Aakar trade mein entry le lenge Hamari trade loss Mein Ja sakti hai isliye Hamesha mind ko refresh Karke kam Karen kabhi bhi jaldbazi Na Karen
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone ki wajah??????????

              jab hum mistake kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain hamara account baed ho jat ahain is mai market ka balm nah ihtoa forex aik acha business hain hum is mai bager pasaio k yaccount bana kar be kam ark sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasl nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone ki wajah??????????

                forex trading main loss ki sab sy zeyda wajha yahi hoti hai k hum forex main bahut C mistake krte hn jis ki wajha sy hume loss hota hai hum aksar forex main bahut jaldbzi main a k trade open kr dete hn jis ki wajha sy hume loss ho jata hai agr forex main hum ny loss sy bachna hai tu hume forex main apni mistake ko control krna ho ga agr hum ny forex main apni mistake ko control kr lea tu hum loss sy bach skte hn
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone ki wajah??????????

                  hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main trade kar k hi hum real main bi trade karien gay aur hamain is forum ain bi trade kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum real main bi trade karine gay aur mistakaes ko avoid kar k hi hum market main kam kar k hi hum sucess hon gay aur hamain faida ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone ki wajah??????????

                    ASSALAM O ALIKUM
                    loss hony ki waja jub hamen knowledge nahi hota hai or hamen analysis bhe nahi karna ata or hamen trade ka bhe nahi pata hota or sub sa bari waja is main lalach karna or zeada gain karny k chakr main loss kar dena ...hamen hamesha sabar k sath he kam karna cheye us main he hum kamiyab hoty hain or acha earn karty hain ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone ki wajah??????????

                      ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main acha or mayari kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main din main be kam kar sakty hain or ham is main raat main be kam kar sakty hain yai aik asa business han jis main kam karny ky liye hamy khey jana nahi parta
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone ki wajah??????????

                        My dear loss hony ki wja ye hai keh os bandy ny jald bazi mein a kr bina knowledge ky start kr diya aur agr os ky pass trade ki basics ks ilm hai to phir zaror os ny puri tarah analyse nhi kiya aur bina forex forum ko dekhy parkhy chalang laga di jis sy osy loss hona he tha. esi liye agr loss sy bachna chahty ho to pehly seekho aur phir experiene ky sath aagy qadam badhao.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hone ki wajah??????????

                          Jab humary pas achi knowledge nahe hotie humary pas experience nahe hota or hum analysis bhi nahe kartey tab humein loss hota hai isliye experience knowledge or market analysis bohot important hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hone ki wajah??????????

                            Jab proper achay analysis nahi hongay tab yakeenan loss he hoga aap ko hum mehnat nae kartey ur kamyabe ke umeed laga k bath jatey hen t ye bat bilkul galat he k hum mehnat be na karean ur kamyabe ke umeed be laga lean dear forex mn mehnat se kam karean ur kamyabe hasal karean ta k hum ko khushe hasal ho,,.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hone ki wajah??????????

                              assalam o alaikum all dears forex me loss hony ki sub say bri wajah yeh hy ky is me humeen soch samjh kr trading krni chahyaii agr hum gkti say trade kryngy to hum loss ho sakty hn jb hum bilkul loss hogy to humara acount bhi wash ho sakta hy isy hu.ara koi faida nh hota blky nuksan hota hy isliay humen loss say bchny ky liay soch samjh kr trading krni chahyaii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X