Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting delete hone ki Kia waja hoti he???
    Janab Mera yah UN Tamam senior member se sawal hai jo is bare mein knowledge rakhte Hain ke aajkal Ham sab ki bahut si posting delete ho rahi Hain iski kya vajah ho sakti hai Tamam senior members rahnumai farmain Taki Ham uss per Amal karte hue kam Karen hamari aur hmari posting delete na ho saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

    Posts delete hony ki different reasons hein jb aap repeated thread pe post krty hein tu apki post us thread k sath delete ho jati hai aisy threads jo forex se related na hon aur aap un pe post krein tu woh bhi delete hoty hein bonus se related discussion nhi krni chahiye agr ehtiyat se posting krengy tu posts kam delete hoti hein.
    • #3 Collapse

      Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

      dear mere khyal men iski bht wajohat hi skti Hain jese keh posting krte hoe hum us men mistakes kr hate Hain has ke waja se woh posten ghair miyari ho jati Hain ya hum repeat threads pe posts krte Hain ya forex ke elava topic pe posts krte Hain wagaira in se posts delete ho jati Hain
      • #4 Collapse

        Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

        posting delete hony ki sab se bari waja ye hai ky ap log apny pas se wrong posting krty ho ... jo thread me pocha gya hota hai ap us ka jawab nhi dety . ya aap copy paste kam krty ho to is wja se wo post delete ho jati hai . aur us ka bonus bhi nhi milta.
        First LEARN Then You Can Remove The "L"
        • #5 Collapse

          Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

          jab hum repeat threads ka replay karty hain to hamare posts deleted ho jate hain hamy market main kam karny ky har aik rules ko follow karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain market 24 ganty open rahte hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy he bonus dyta hain yai aik online business hain
          • #6 Collapse

            Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

            Salam all forex member han g ap ki baat bilkul tk ha post dlet hny ki sb sy bare vja ya hti h k hm fazol posts type karty hy forex k related ya thread ka jvb ni daty to post dlet hti h repeat thread ya fazol thread py post share karny sy hamare post dlet ho jati ha hmy ase threads r posts share karni chahiy js my hm experience share kar skay r baki members ka b faidaa ho
            • #7 Collapse

              Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

              Aslam o alikum kasy hh ap sb log umeed karta hu ab sab khariyt say hungy tu ab bat krta hu point ki tu aksar posts ku delet hujti aksar post es leye del hujti hai ku ka kafi log same posts kartt rehtt hai logo ki mahnt kk chora lety hy wo khud mahnt ni karty apna mind istamal ni karty esi leye yai posts delete hujti haiii
              • #8 Collapse

                Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                Posts delete hony ki ye waja Hoti hai k ham is main Achi quality ki posts Nahin karty Hain Forex main Jo log Achi quality ki posts Nahin karty Hain Tu unki he posts delete Hoti hai AUR Jo log ghair mayari threads karty Hain Tu un Py Jo ham posts karty Hain Tu in threads k SA h hamari posts bhi delete ho jati hain
                • #9 Collapse

                  Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                  assalamualaikum jal member hamari posting isliye delete hoti hai Kya ek Hi post ko bar bar pareshan karte rehte Hain isliye hamari posting delete Ho jaati hai hamen ek post ko ek hi bar send karna chahie bar bar ek hi post ko send nahin karna chahie isliye tumhari posting delete Ho jaati hai forest business bahut achcha business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                    Post wo he delete ho jati hain jo copy kr k ham krty hain wesy hm to apny opinion dety hain apna experience shear krty hain hmari to ak tk koi pist delete nhi hoi apny khud thread bnany hain k I koi delete nhi howy copy waly thread na bhja kary
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                      Aapane bilkul sahi kaha hai posting delete hone Ki Sabse Badi vajah Hamari e knowledge mein Kami hai agar Ham Apne knowledge ko increase Karke Apne experience ko game Karke trading posting Karenge To Hamen loss kabhi bhi nahin Hoga aur ismein ham acchi earning kar jaenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                        is forum main fzool posts delete ho jati hain so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karine gay aur hamain is forum main kisi bi wqt trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum perform karien gay aur hamain is forum main bi anlasye kar k hi hum achi earning kar k hi hum perform karien gay ta k loss km ho sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                          Ap ka sawal bohat acha hai baaz okat hamari post delete ho jati hain is ki aham wajah ye hai k aksar jin sawal k jawabat hum dete hain wo forex mai diye gaye sawal k mutabik nhi hoty aksar speeling ki bhi bohat zyada mistake ho jati hain jis ki wajah sy hamari post delete hony ka khatra hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                            forex mai jab hum mistake karr dety hain to hamara koi be boss nahi hain hum is mai agar bagr learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa fore aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam karr sakt hain yai aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting delete hone ki Kia waja hoti he???

                              Assalamu alaikum ji e dear aapane theek kaha hai jab ham Koi post copy karte hain yah beimani likhate Hain tu delete Ho jaati hai jiski hamen dobara mehnat karni padati hai isiliye hamen chahie ke ham acchi se acchi post Karen jiska fayda hamare junior ko bhi ho aur vah apna Kam achcha karke aur post forex form ke mota likhi ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X