kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

    Is platform per Ham 50 post ke alava before new Threads open kar sakte hain lekin Hamen chahie ke Ham friend Vahi open Karen jismein Ham dusre Logon ke liye information, knowledge, experience share kar Saken jisse unko bhi benefit Hasil ho sake. Forex trading 1 samander hai hai jismein Hamen Apne knowledge ke mutabik hi profit Milta Hai ful Sahab Hamen Jaenge Ham is Mandir Mein se apne knowledge ko Majid enhance Karen aur aur Khud Ko Ek professional aur successful trader banane ke liye Jyada Se Jyada hard work Karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

      اصل پيغام ارسال کردہ از: toobaainee پيغام ديکھيے
      kiya ham forex men 50 post ki elawh post kar sakty han y ne agar ham zeyada post karen ge to hamare account ko koi masla ho sakta ha
      Forum per 50 post karna allow Hai Ham form per 50 post Jyada nahin kar sakte hain agar aap Auron par 50 post kar lete ho to aapko message aa jata hai aur aap Uske bad post kar hi Nahin Sakta isliye Jab aapki 50 post Ho Jaate Hain To Uske bad aap ki limit Puri Ho Jaati Hai Aur agar aap Chaho Bhi To fir bhi post nahin kar sakte
      • #18 Collapse

        Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

        Nahin dear 50 posting ke alava aur kuchh bhi nahin Koi post nahin kar sakte Agar Ham 50% Dada posting Karte Hain To Hamen error a Jata Hai To Agar Ham Tere Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham counting Karke Apna target pura Karen
        • #19 Collapse

          Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

          han bhai 50 posts sy ziyada kerny sy account ko khatra ho jata hy ager aik do bar ho gya to koi bat nh lakin her bar hmain limit cross nh kerni chahiay aik to 1440 mint ka limit a jata hy dosra hmara account bhi banned ho sakta hy or han hmain 4 thread bhi is 50 posts ky sath hi shamil ki gai hn is liay us ko lga na bnain
          • #20 Collapse

            Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

            Brother Pak Forum ki janib say only 50 posts and 4 thread ki authorization hay agar es lye ap es tadad say barh kar nai kar saktay hen. bahar hal jo bhi post karen informative ho jis say juniors ko faida ho aur wo es say kuch knowledge hasil kar kay forex men kamyab hon.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: kiya ham forex men agar 50 post ki elawh bi post kar sakte han

              bhai jaan yahan tak main janta hon ke hum eik din mein sirf 50 posten hi kar sakte hain or isse ziada nehi kar sakte hain or nahi hoti hain or mere kheal se isse humare accounte ko bhiu koi masla nehi ho sakta hai lekin humen ehteyat karni chahey

              اب آن لائن

              Working...
              X