mahnet kamyabe ka razz hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: mahnet kamyabe ka razz hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
    mahenet kamyabe ka razz hain ham mahnet karne ho ge pherhe hum agy bar saky gy forex aik acha business hai nhum is mai nigth mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam ark sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gyto hamy loss ho jy ga s mai market ka balm nahi htoa forex aik international buisness hain
    Koi bhi kam ho use Mein successful hone ke liye mehnat karna bahut jyada jaruri hai agar aap mehnat Karke Kam Nahin karte ho to aap Kisi bhi kam Mein successful Nahin Hota mehnat Karoge tabhi aapko success Hasil Hogi agar aap mehnat Karke kam Karte Ho Ek Do Bar lost bhi ho jata hai to tension na len aapko success Jarur mil jaega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: mahnet kamyabe ka razz hain

      Ji han bhai jaan main aapki is baat se ittefaq hun ki agar ham kamyabi chahte Hain to hamen mehnat hi karni hoti hai agar Ham mehnat karte hain tab Ham apni manzil ko pahunch jaate Hain mehnat ka sath kabhi Na choro aur mehnat se Hi ham bahut kuchh forex se Acer kar sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: mahnet kamyabe ka razz hain

        Dear sir sahi kaha ap ne k mehnat kamyabi ka raaz hay aur mehnat kabhi bhi zai nhn hoti hay allah zaror kamyab banata hay kaam karny waly ko aur us se kabhi bhi is ko nuqsan nhn hota hay allah taala bhi yahi chahta hay k log mehnat karyn aur kamyab hun allah kamyabi ka sila acha deta hay magar ap ki niyyat mukhlis ho aur sahi kaam karny ka jazba ho ....

        اب آن لائن

        Working...
        X