hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

    haan yaqeenan my mere Aziz dost aaaaAp bilkul sahih hain ke aap aik kaamyAAaaab tajir bannaaaA chahtay hain tab hamein sakht mehnat karni hogy aur har roz forex trading market ke baarey mein jannaaAa ho ga aur achHaaAa ilm haAAaAasil karnAAaa ho gaaaA aur is ilm ko forex trading market mein istemaAAaal karnaaaA ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

      Asalamualaikum dear ji Haan ap NY theek kaha Hai lekin Mery khayal Mein Mein hamein mehnat krni chaheye.. Luck per depended Nahin rehan chaheye
      • #18 Collapse

        Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

        forex mein kamyabi luck se hasil nahi hoti hamen mehnat karni chahie agar Ham forex mein acche trader banna chahte Hain to hamen chahie jyada se jyada mehnat Karen Taki achcha knowledge hasil karne ke professional trader Ban payen.
        • #19 Collapse

          Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

          humain mehnat karni chahya or yaken rakhana chahya ka kamayabi ho ge kuyn ka yaken he hamara luck ha agr yaken nahe to luck bhe sath nahe daiat islia mehnat or yaken lazmi ha kamyabi ka lia
          • #20 Collapse

            Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

            Bilkul market Mein Vahi Kamyab hai jo analysis Karke market ki movement ko understand karna Jaanta hai jo LOC per depend karte hain unhen market Mein mostly loss hi hota hai kabhi kabhi market Mein profit Ho Jaaye lekin Jyada loss hi hota hai struggle Karke Jokamyab strategies banaa lete hain vah market se profit Nikalte Hi rahte hain
            • #21 Collapse

              Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

              Dear Forex members ji han bilkul sahi hai kya Hamen mehnat Karni chahie Aur Sath Apne lack ko bhi aajmana chahie lekin zyada koshish karen ki aap mehnat Karke Iske bare mein knowledge Haasil Karen kyunke Har Waqt luck Sath Nahin Deta Lekin knowledge or experience Har Waqt aapke paas Hota Hai isliye
              • #22 Collapse

                Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                Mhanata pr hamay hamseaha k liya bharosa krna chiya lucjk bhi uota hy jitan jis ka lick ho utna hi milta hy pr hamy chaiyak ham apqni mhqnt kry ham shai skon k stah uam apna kam.kry taky hamay faida ho sgy sahi aahi kam kiankry us ki waja sy hi kuch mil sgy ga our ham kamyab ho sgy gy qcha kam.kry achi mhant knsath
                • #23 Collapse

                  Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                  G mery bhyo humy jb tak mahnt ni karay gay tu hum kasy usko luck par chor sakty hai hum apni jo ke hoi mahnt hugi usi ko luck bnaegy agr hum luck dekhty rahy tu hum ghr baethy rahy tu hum boly ka Allah pak humy day ga sab kuch ni aeaa kuch ni huta na he huskta Allah pak bhe bolta hai ka mahnt krogy tu sab kuvh mily ga aesy nahi
                  • #24 Collapse

                    Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                    Dear members Hamen mehnat Se Hi Kam Lena chahie aur Forex per mehnat Se Hi Kam karna chahie mehnat mein hi azmat hai aur jo kam mehnat se kiya Jata Hai vah Kabhi kharab Nahin Hota Hai Har time Apne luck Ke Piche Nahin Pade Rahe Lak Kabhi Kam karte hain aur Kabhi Baz okat Nahin bhi karta
                    • #25 Collapse

                      Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                      Forex trading business Jaisa risky business koi nahi hai is business mein agar Ham lakh per depend Karenge To Ham nuksan Karenge Hamen nuksan se bachne ke liye Forex trading business Mein proper planning ke sath kam karna hota hai senior members yah expert trader Hamen Yahi Kahate Hain Ki Hamen Mani management ke mutabik trading Karni chahiye.
                      • #26 Collapse

                        Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                        Hamen mehnat per depend karna chahie Kyunki Hamen acchi kamyabi mehnat Se Mil sakti hai Kismat per depend karne se nahin mil sakti isliye Jo log yah samajhte Hain Ki vah Kismat pad Band Karke Chika mein bhi Hasil kar lenge Unki soch galat hai agar Hamen acchi kamyabi Hasil karni hai To Hamen mehnat per depend Karke na sirf mehnat ko follow karna chahie balki uske sath working ko bhi follow karna chahie isase Hamen acchi kamyabi Hasil kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                          Agar hume mehnat karengey tou phir he luck bhi hamara sath deygi aisey nahe hota key hum mehnat na karey or luck humara sath dey isliye mehnat hamesha karni chahiyea or hope for the best agar mehnat karengy tou he kamyab hongey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X