Moving average Vs RSI
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average Vs RSI
    Asalamu Alaikum
    moving average or RSI mai say kon sa indicator zayda behter hota hain or junior ko zayda kis ko follow karna chaia
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average Vs RSI

    dear maray khayal main tu RSI indicatore trading k liay ziada best ha ager main apna knowledge share karon tu main in main se kisi bhi indicatore ko use nhi kerti q k ya future k bary main tu koch bhi nhi bataty aur in per 100% trust bhi nhi kia ja sakta.
    • #3 Collapse

      Re: Moving average Vs RSI

      Moving average aik bahoot he acha indicator hy jis sy humain market ke situstion ka pata chalta hy is sy humain yee pata chlta hy k market pechy kia rahe hy aur kesy move kar rahe hy aur next kai step hoga market ka.
      • #4 Collapse

        Re: Moving average Vs RSI

        dear moving avrege to ham khd bhi check ker saktuy hein hamin chahiy keh rsi indicator sey ziada faida hasil krein hamin chahiy keh ham achy indicators ko use krein jo hamin trading and markeet ki updates achi trah dekh sakin aour ham achi indicator ko follow ker key profit trading kernuy mein kamiyabi hasil ker sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Moving average Vs RSI

          RSI aik acha indicator ho ga lekin main koi bhi indicator use nahi karta Hoon kyon ke is se time zaya hota hai ye fake signals buhat zeyada dete Hain aur ham ne agar in love follow karna shuru Kar Diya to Ham kameyab nahi ho sakte is liye agar Ham ne Kam karna hai to trend hi hai Jis mein agar Ham acha kaam karain ge to trend mein hi hmain faeda hai agar Ham ne trend ko follow nahin karna to ham loss karain ge
          • #6 Collapse

            Re: Moving average Vs RSI

            my dear and respected members mery khyal mein wahi use kerny chaiy jo hamry liy best hopty hein jo hamin earibg kerrny mein hamri madea kerty hein hamin apny ustaad k according trading kerni chgaiy takjhe hamin loss na ho balk fyuda ho or hamri trading hamesha prfit meoin close hio isliuy try krein khe wahi inmdicators use krein jo hamry liuy asan ho ..
            • #7 Collapse

              Re: Moving average Vs RSI

              yeah indecror hoty hai agr hamry pass balnce kam hai to ham ko chahi hai k ham hesmsha short term traiding kary or long term sey door leyai is lia ham ko chahi hai k hamsha acha anlysis kary traiding sey phil;y agar ham ik acha anlysis karty hain to ham kam bouns k sath profit hasil kar skty hain
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Moving average Vs RSI

                Khas forex trading mein hmain lesrge ka istamal kerty hain or forex trading mein jo members knowledge or experience ke sath trading kerty hain.wo.members is business mrin acah profit hsdil ker sakty hain or kamyabi hasil ker sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Moving average Vs RSI

                  Dono indicator ache he lekin un logo ke lye jin ko in ka istamal ata ho o in se fida kese leya ja sakta he.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving average Vs RSI

                    Dear friend apni strategies ke hisab hota hai donon hi best indicators hai agar understand karne aate ho to market chart per Kata Laga to lete hain lekin understand karna Nahin Aate indicators mostly best hi hote hain Agar indicator score understand karna aata ho to yah donon indicator most famous indicators Hai ka use karna chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving average Vs RSI

                      Moving average legging indicator hai jo K aapko previous candles K hihgh or low points ki calculations k mutabik result show karta hai. Hamen chahie ki Ham Forex trading mein Main moving average ke use ko sirf aur sirf confirmation ke liye use Karen aur Jaaye Koi indicator Hamen trade indication Nahin dete Kyunki yah result Hamare previous market ki closing ke mutabik show Karva Rahe Hote Hain. RSI means relative strength index indicator hai jo Hamen market Mein power ke bare mein information Deta Hai Jiski base per Ham market ko overbought oversold Kahate Hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X