Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

    trade main loss ki bahut c wajohat han jo sab sa bari waja ha woh ye ha ka trade kar bary main knowledge or exprince ka na hona is waja sa hameesha loss hota ha or dosri waja ha jaldbazi or lalic ham log trading karty hovy bahut zeyada jald bazi karty han time sa phely trade le lety han or time sa phely he close kar dety han is waja sa bhe ham loss main rehty han jaldi or susti na karen mehnat sa kam karen acha profit mily ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

      dear mera jahan tak k khyala hy k trading main jo humen loss hota hy os ki waja jald bazi bher ho sakti hy or is k sath he lalch be dea jab humlalch kart han zeryada profiot k chaker main zeyada trade main risk liy bethy han tu is waja syu pher humen trae mainloss bhe ho jata hy or jald bazi ki waja bhe hjoti hy is liye dear un sy door rahy age achi kamiyabi hasil karn achaty han tu
      • #18 Collapse

        Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

        Hi belkul dost ke bat Tek ha trading me loss ki waja Susti ha Jo log active ho kar Kam nai karte wo nakam ho jate ha .is lye friend dil laga kar kam kre inshallah ache earning hasil ho ge. Thanks
        • #19 Collapse

          Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

          trading main loss ki waja kabhi kabhar juldbaze aur kabhi kabhar humari susti bhi hoti ha humain chahaiy k hum market ko sahi se daikhty hoay humain trade open kerny ya close kerny ka decision laina ho ga isi se hi profit earn ker sakty han.
          • #20 Collapse

            Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

            Trading mein loss hmaaiin jldbazii kee wjh se hotaa hai agarr hm jld bazii krtaii haiin jiskee wjh se hum sahe syy decisions nhee laii ptai hain isse wjh se jb bhe tradingg krtaii hain uss waqt hmaiin chaiyaii k humara mind calm rhaii aurr dsre kisey bhe qism ke distubance naa hoo agarr aisaa hogaa too hum sahe syy kam nhe krr pyaiin gy
            • #21 Collapse

              Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

              bahut hi achy bat sahre ki hy apny , hamein trade main loss ki waja hy juld bazi hy aur pher lalach ni karny chaye jis sy pehr hamein is mn ik achy earning hosakty hy ager ham is mn mehnat karrien aur pher himat ky sath work kairen jis sy pehr hamein is mn kafi ziada fiada hsoatka hy aur pher hamein is mn ik achy earing hosakty hy
              • #22 Collapse

                Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

                G dear members itna to humain pata hy k loss humre gulti ki waja sy hota hy per jaldbazi main bhut zayada mestaks hoti hain jis ki waja sy humain bhut zayada loss koty hain humain agr forex main kamyabi hasil krni hy to humain forex main achi mehnat sy mayre or achi quality ka kam krna ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

                  Trade me loss ki yea dono he vaja ho sakti hain jo loss jald bazi sy kam kartey hain ya jo log susti kartey hain dono ko he loss ho sakta hai isliye na he susti karni chahiye or na he jald bazi karni chahiyea kabhi bhi kam karney me.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

                    loss ki wajah trading mein loss ki wajah lalach hai aur is k sath sath jald bazi hai humein Jald bazi nahin karni chaiye jab hum trading mein jald bazi buhat zyada karte Hain toh is wajah se humara buhat zaida nuqsan hota hai humein trading mein Zyada se zyada mehnat karni chaiye agar hum is mein buhat zyada mehnat Karte Hain aur Bina lalach se kam Karte Hain toh is wajah se humara buhat zaida nuqsan hota hai aur jald bazi se Bilkul bhi Kam nahin Karna chaiye trader ko har wQt Hardworking karni chaiye trader is Mein zyada Se zyada mehnat Karne Se Kamyab hota hai forex Mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale ko hi Kamyabi milti hai Jo buhat Zyada mehnat karta hai use buhat zyada kamyabi milti hai forex mein hum sirf aur sirf mehnat Karne Se Kamyab hote hain trader Ko is mein kabhi bhi jald bazi nahin karni chaiye is se buhat zaida nuqsan hota hai forex Mein buhat zaida kamyabi milti hai jis ki wajah Se hum kamyab hoty Hain aur Market ko analysis karna chahiye kyun k Jab Ham ismein bahut zyada analysis Karte Hain toh hum apni har trade se profit Le sakty Hain aur kamyab ho sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade m loss ki wjah .. Jald bazi ya susti..??

                      Forex AC first market ke andar loss ki bahut sari reasons hoti hai isliye Hamen yah sochana ke Kis vajah Se loss hota hai bahut Mushkil ho jata hai maximum losses Hamari jaldbaji ki vajah se hote hain aur bahut Sare losses Hamare analysis Ke Beta na hone ki vajah se hote hain isliye Hamen koshish Karni chahie ki is risky business ke andar jaldbaji ko bhi divide Karen aur Soch samajhkar decision lene ki koshish karen Hamesha lazy na ho Banke active rahakar kam karne ki koshish karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X