Different between share and currency market....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different between share and currency market....???
    I am new here
    Kya mujhe Koi Bata sakta hai ki currency market aur share market mein kya Fark hai currency market mein hamen kaise trade karni chahie aur share market mein kaise karna chahie.,???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Different between share and currency market....???

    Shares main jab ham trade kerty hain tou hamain share purchase kerna perty hain ky agar share ham low price main purchase kerty hain tou price increase hony per hamain profit hasil hota hai jabky currency pairs main forex market main trade differnet hoti hai ky hamain forex market main trade kerny ky liay investment kerna hoti hai then ham sell aur buy ki trade open ker ky profit hasil kerty hain
    • #3 Collapse

      Re: Different between share and currency market....???

      Share aur currency market mein bahut jyada Fark hota hai. Isliye aapko Insaaf Ka acchi Tarah Se knowledge or experience Hasil karna. Chahie aur acchi Tarah Se working Karni chahie Taki aap usko acchi Tarah Se samajh sake Kyunki SAS ka aur currencies ka forex market ke sath bahut hi Gehra Taluk hai. Aur iska knowledge Hasil Karke aap Forex main bahut acchi Tarah se kam kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Different between share and currency market....???

        Forex treading mein hum ko bonus ya investment say treading open krni prti hay jo kay buy ya sell mein hoti hay asa mein hum ko currency pr profit milta hay jab kay hum ko share mein be investment kr kay share purchase krna hota hein jis company kay low price mein ho tu jab stock exchange mein share ki value up ho then hun ho profit hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Different between share and currency market....???

          forex ky be shear hoty hain hamy in main kesa lyna chahey per he hum is profit hasil kar sakty hain agar hum poor hain to hamy is main full time kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar ky apne life ke zarorto ko pora kar ky apne life sy gurbat ko katam kar sakty hain yai hamare roze kamany ka aik acha zareya hain hum is main halal roze kamaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Different between share and currency market....???

            Share market main humain shares purchase karna parta hain joh market k increase hona sy humain profit da sagta hain or currency market main hum investment kar k kam karta hain or market k uper necha janye sy humain iss main loss or profit hota hain joh hum easy kam karna k saat iss market ko acha sy samj be sagta hain humain iss main kam akrna k liya acha knowledge or experince kam ata hain
            • #7 Collapse

              Re: Different between share and currency market....???

              Share market main hame kharidari karni hoti hai jis main rate barhne pe hame profit hota hai.. Or currency market main ham investment kr sakte hain.. Is main profit or loss ki bat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Different between share and currency market....???

                Share or currency dono alag alag term hain dono mai koe ase baat nahi hain jis say difference dehky jaye currency just ek product ki tahra hain jis ko buy ya sell karty hain or forex ki market mai ya real world mai stock market mai ye share wali term use karty hain k mai ny USD dollar k ya fala country ki fala company k itny share buy ya sell kiye hain in short paiso ko bhi share keh rahye hain
                • #9 Collapse

                  Re: Different between share and currency market....???

                  Currency or share differents term hay ... currency markwt mai hum investment krty hain is mai hume loss hota hay orr profit b ...jb k share market se hum home profit hota hay jb kharidaari krty hain kr or qeemat bhrhty or km karwat hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Different between share and currency market....???

                    currency market aur share market mein itna difference Nahin Hota currency market Mein Ham Ek Mulk ki currency ko sell karte hai ya buy karte hai job ke share market Mein Ham Kisi bhi friend ke share ko purchase Karte Hain lekin Jab Ham inke graphs dekhte hain to vah same Hote Hain Ham unko Dekhkar technical analysis Karke trading kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Different between share and currency market....???

                      dear friend bahut ki Fark hota hai Hamen pahle Sher ko kharidna padta hai Jab uski market Mein value Jyada hoti hai to usmein profit Hasil kar sakte hain aur uske bad market ka yah hota hai ki ismein movement ko understand Karke trading Karni hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Different between share and currency market....???

                        Currency market aur share market yard 2 different markets Hai. Share Mein Humne different companies ke share kharidne hote hain. Aur ismein profit aur nuksan ka pata nahin chalta. Lekin forex market mein bhi aapane analysis karna hota hai lekin currency ko share your purchase karna Hota Hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Different between share and currency market....???

                          Share ho ya currency pairs donon Mein Hi Hamesha liya bhai karna Hota Hai Aur donon Ka method bhi I think same hi hai lekin Mere Khyal se sabse best Hamara trading per ho sakta hai Kyunki trading Mein Hamare liye Kisi kism Ki Koi bahan Nahin Hoti Yahan per Ham bahut Achcha kam kar sakte hain aur bahut acchi earning ko Apne tarike se Hasil karne Ke Kabil ho sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X