kal market k halat kia ho sakty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kal market k halat kia ho sakty hain ?
    ASSALAM O ALAIKUM guys halat wesy to sub k he bary kaharb chal rahy haain :1f611:
    magar seniors members sa request hai k wo yeh bata dain k kal forex trading main market k kia halat ho sakty hain market negative move kare ge ya positive ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

    hamay maarket ke movement ko samaj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbta acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho j y ga is marrket ka balm nai htoa hum is mai part time be kam kar skaty hain hum is mai fiull time be kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

      Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul sahi Baat Kiya Hai kal Monday hi Hamen market ko dekh kar kam karna hoga Agar Ham Pak Forex Mein kam karna chahte Hamen Jyada mehnat Karni Hogi
      • #4 Collapse

        Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

        hamy market ke present movement ko dakh kar kam karna chahey is ke movement up or down hote he rahte hain jab market down move kary to hamy is main bohat he ahteyat sy kam karna chahey hum din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain hamy aik time main aik he pair yai currency main trading karne chahey euro usd aik famous currency hain
        • #5 Collapse

          Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

          dears market k halat us market main currency ki ovement daikh k us ka technical analysis kar k hi kuch samjah ja sakta hay jab bhi apni currency invest karyn to ap is main analysis achay se kar lain k baad main koi preshani na ho is main liqudity aur funda mental analysis krna bhi bahut zarori hota hay jab ham yeah sb made nazar rakh k kam kryn to acha hay...
          • #6 Collapse

            Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

            My best friend kal monday hai or forex ki market open hone hai halat ko mad nazar rakhta hoya market k rate up ho ga kyu k frist day ho sub logu na trade shro krni hai jis ki waja se up hona ki umeed hai 3 bj k bad market me kuch kami waqa ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

              Market Monday Wale Din slow move Karti Hai Monday Wale Din market ki movement Itni fast Nahin Hoti Agar Ham scalping karna chahte hain To Ham kar sakte hain Kyunki Jab market slow Ho To Ham short term trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Har kisam ki strategy per kam karne ki koshish Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                Market k ander ais waqt abhi koi khas change nahi hybjsiki waja se bhtbziad akam krna huta hy hemn is k inder lakin hemn is se bhtbziada seekhna bhi prta hy jiski waja se hem bhtbzIda work kr k apna kam mukamal kr k bonus hasil krty hen aur bhtbziad akam krne ka silla hasil krty hen
                • #9 Collapse

                  Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                  dear friend market ki opening Ho Jaaye FIR hi market ki situation ko understand KiyaMaruti ko mukmmal to Koi Nahin samajh sakta Apne Apne analyses hi hote hain members ko chahie ki Jab market open ho Apne Apne analysing share Karen market ki moment ko Samjha Ja sake
                  • #10 Collapse

                    Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                    market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main trade karien gay aur market main confidence say hi trade karni ho gi aur market main is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is forum main bi expeirence hasil kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum perform karsin gay
                    • #11 Collapse

                      Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                      dear overall market ki pridiction is tarah nehi ki ja sakti ha bus yeh dekha ja sakta ha analysis se. market ka behaviour kaisa ho ho sakta ha Monday ko jub market weekend kay bad open hoti ha tu mostly market ki movement discipline kay sath hoti ha market aik dam se fast move nehi karti ha agr market me gaps na aey mostly money ko jub market ki fast movement bhi ati ha tu market slowly slowly every hours average pips kay sath hi move karti ha agr koi fundamental analysis ki reason na ho ap market ki current movement ko hi analysis karke halat ka pata chala sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                        market main kam ka rk hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum suces shon gay aur hamain is k bary main kam karein gay tab hi hum real main bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is forum main bi planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k earn ho
                        • #13 Collapse

                          Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                          market main changes ati hi rhti hain so hamain is k bary main bi kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is k bary mainbi emtoion ko kabo main rakh k hi hum cahi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum bi trade karien agy ta k loss km ho sakty hain ta k earn ho
                          • #14 Collapse

                            Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            ASSALAM O ALAIKUM guys halat wesy to sub k he bary kaharb chal rahy haain :1f611:
                            magar seniors members sa request hai k wo yeh bata dain k kal forex trading main market k kia halat ho sakty hain market negative move kare ge ya positive ?
                            Market parson ko open Hogi aur Market to agar aap Dekhen to vah continuously downside per hi ja rahi hai bahut Sare currency pairs Agar Dekhen to vah down ja rahe hain aur Jyada major currency pairs down ki site per ja rahe hain Euro bahut hi jyada week ho raha hai aur is ki value day by day decrease hoti ja rahi hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kal market k halat kia ho sakty hain ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                              ASSALAM O ALAIKUM guys halat wesy to sub k he bary kaharb chal rahy haain :1f611:
                              magar seniors members sa request hai k wo yeh bata dain k kal forex trading main market k kia halat ho sakty hain market negative move kare ge ya positive ?
                              Market game next movement Kya Hogi Agar aapko yah understand karna hai to aapko yah dekhna Hoga Ki aap kis Karan Se Pyar ya commodity Mein kam karna chahte hain aur FIR aapko US currency Baya commodity calculated hundred percent knowledge Hona chahie tabhi aap Achcha kam kar Sakoge aur trading Karke acche results Hasil kar Sakoge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X