Margin minus main ho to trade loss main hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin minus main ho to trade loss main hai
    A.o.a g han forex members jab hamari trade main margin minus main chalta hai to is ka matleb hai k hamari trade ziyada loss main chal rahi hai to us time aware ho jana chahye ha us time trade ko close ker k tbory loss per apna account safe bhi rakh sakty hain werna ager markete ne ziyada move kiya to account wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

    GM bhai aapki baat bilkul theek hai Jab Bhi aapki trade mines mein chal rahi Hoti Hai per Jo free margin hota hai vah Kafi Jyada mines Mein show ho raha hota hai iska matlab hota hai ki aapka margin level bahut kam hai aur kisi bhi time aapki trade stop out ho sakti hai matlab auto per close ho sakti hai to aapko chahie ki Margin Call se bachne ke liye Chhoti lot size use Karen tabhi aap sirf profit is earned kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

      han g bhai ager hmari trade open hoty hy to is sy hmain free margin ko daikhna chahiay q kh ager hmara free margin minis main a jata hy to is sy hmari trade nuqsan main chali jati hy is sy hmary trade ko khatra hota hy hmain ager apny account ko wash hony sy bachana hy to hmain trade close ker dani chahiay werna account ko hedge ker lana chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

        Margin ko dekh k ye malom ho jata hai k trade loss mein hai ya profit mein agr trade loss mein ho tu margin negative ho jata hai agr trade mein profit ho rha ho tu margin positive ho jata hai traders koshish krein trade mein profit ho jis se unka margin plus mein hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

          G han jab hamara margin minus main hota hay to us wakt trade bahut zayada loss main chal rahi hoti hay aur us wakt trade ko close kar dain to gay to bahut zayada loss ho jaay ga aur usay recover karna bahut mushkel ho jaay ga esleay main yahi kahon ga kah trade ko chalnay dain aur us k profit main anay ka wait karain.
          • #6 Collapse

            Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

            G friend bilkul zahiri bt ha ager hamara margin minis main ha to hamari tread loss main ha or ager hamara margin positive yanu plus main ha to hamari treade profit main ha or jo treade soch samajh kr news or candels ko ainalysis kr k lagai jati ha wo treade kbhi b loss ni dy gi hamesha us treade sy profit mily ga or jo treade bina sochy samjhy lagai jati ha to wo hamesha loss deti ha.
            • #7 Collapse

              Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

              hamy trade lagany ky har rules ko follow karna chahey hamy aik time main aik he trade open karne chahey agar hum aik time main aik sy zeyada trade open kar dy gy yai hum galt trade laga sy gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi qasur nahe hota loss ky zemadar hum kud he hoty hai forex aik asa business jo hamy learning ky sat earning be dyta hain
              • #8 Collapse

                Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

                ji han Jab Ham acchi trade Nahin Karenge to Hamari trade laws Mein Hi close Hogi Hamen chahie ki Ham apni trading d ko FIR karne ki koshish karen Jab Ham Apne trade ko acchi Tarah analysis Karke open Karenge To Ham Achcha profit kar Sakenge Forex trading business Ek Achcha aur profitable business hai Ham is business Mein Apna future banaa sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

                  bilkul dear friend aisa hi hai koshish Karni chahie ki marksheet net trendline ko dekhna chahie ki kis. Per market Ja sakti hai agar market ke reverse aane ke chance hai to market Mein Apni entry Lagi Rahane De Agar Nahin Hai to close kar ke dwara apni entry Le leni chahie Jyada loss sy bach Jana chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Margin minus main ho to trade loss main hai

                    India Forex member definite baat hai ki Jab aapka margin - Mein ja raha hai to iska matlab hai ki aapki trade laws Mein ja rahi hai isliye Dar apni trade ko last Mein Jaane Se Bachana chahte hain aur apne account ko manage karna chahte hain to money management of risk management ko follow karte hue change. Per trade open Karen Taki aapka account be safe Rahe aur aap acchi trading se Chhapra Fir Bhi Hasil kar sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X