Kya gold Ek currency hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya gold Ek currency hai?
    Dear Forex senior members Mera Sawal yah hai hai ki gold kya hai? Koi currency hai Hi Mujhe Iske bare mein. Main information den Taki mein Iske bare mein. knowledge Hasil kar Sakun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya gold Ek currency hai?

    Goll currincy nahi hya ya ake maetal hya ager iss per tread karya to hum ko issmay badya capital say treading karni ho gi iss kay bag hi hum kamyabhi gain kar saktya hya iss liya hum ko zada say zada mahnat karni chya
    • #3 Collapse

      Re: Kya gold Ek currency hai?

      nh bhai gold aik metal hy yani dahat hy yh currency nh hy currency us ko kehty hn jo kh kisi mult ky rupy hoty hn lakin gold to kisi ka rupaya nh hy yh aik dahat hy or her mulk min pai jati hy or bhir yh aik risky pair hy is main kam balence sy trade bilkul bhi open na karin
      • #4 Collapse

        Re: Kya gold Ek currency hai?

        Nhi brother gold aik metal hey aur single pair hey iss men trading thori c mushkil hey kiun k forex trading men gold ki movement sub se fast hoti hey aur sub se ziyada gold pe hi trading hoti hey iss liay acha bonus aur acha experience hasil karen aur phir gold pe trading karen tu zaroor achi earning hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Kya gold Ek currency hai?

          gold ik curncy mein inculde hy lekin khud ik curency nahee hy ye ik metal hy ham jis per tradong kerty hein or isko risky pairs bhi kaha jata hy isliuy hamin chaiy khe ham ismein care full hoker trading krein takhe hamin loss ko face na kerna pry ga istrah hamin rozana work kerty hwu market ko bhi anylasing kerny k sath sath unki candle sticks pastrren sab ko samhna chaiy phir hamry liuy trading kerna asan ho jaiy gaaa ....
          • #6 Collapse

            Re: Kya gold Ek currency hai?

            dear member gold curencey nhi hy yeh metal pair mein count hota hy lekin gold bht hi acha pair hy jis sey ham kam time mein acha profit hasil kerty hein iss liy hamin chahiy keh ham iss mein trade open kerty huy markeet key trend ko lazmi follow krein aour smal lot key sath trading krein mexpert trader iss sey ziada acha profit hasil ker sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Kya gold Ek currency hai?

              Forex forum member Gold ak metal hai currency nai hai gold par be trading Kar sakaty hain is ka lay be currency ke zurarth hai ka kis currency main AP gold buy Kar Ray hain or kis main sell Kar Ray Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kya gold Ek currency hai?

                Dear brother gold curency nhn hy baljy gold metal hy aur as ki teading curency ki trading se mukhtalif hoti hy to humy gold p trading krty waqt metal ki trading k rules ko follow krna chahiya ku k metal aur curency k rules mukhtalif hoty hy
                • #9 Collapse

                  Re: Kya gold Ek currency hai?

                  gold aik acha pair hain hum is main kam karty hain or pasia kamaty hain hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain hamy month ky start main kam or time ke planing kar lyne chahey yai aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya gold Ek currency hai?

                    Assalamu alaikum je all member forex business mein kis wala hai gold currency hai kya. Nahin ji gold Koi currency nahin hai balki ek metal hai jo bahut hi mahangi chij hai yah forex market mein is pay trading ki jaati hai. Gold per trading karne se bahut se logon ko fayda hota hai aur forex business ek bahut achcha business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya gold Ek currency hai?

                      G nhe gold currency kesy hoskty hy gold to kuch ik pair hy mager currecny pair nhe hy so hamien is mn chaye ky ham mehnat kairen aur pher himat ky sath work karien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakt ahy aur pher ham ik achy eanring bhi kar sakty hn so hamei mehant karny chaye aur pher himat ky sath work karna chayes
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya gold Ek currency hai?

                        Dear gold kese bhi country ki koi currency nahi hy , gold aik metal ki type hy , ya kese bhi mulik ki currency nahi hy , gold aik mehnga metal hy , , aur gold ki movement market mein bht zayada fast hote hy kun ky har mulik gold ko chahta hy thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya gold Ek currency hai?

                          Nahi Gold currancy nahi hy but ya form of currancy hy forex market may. Iss pay trade kerny kay liy zarori hy kah app kay pass proper knowledge or experience ho. Ager bagir market ko samjhy trade keriny gay to nuksan uthainy kay chances zaida hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya gold Ek currency hai?

                            Nahi Gold aik aisa pair Hy Jiss per Good profit asaani sy hasil hota hy hamein chahhye ham Gold ka pair per Trading Bhot achi karrin Tu hi Kamyaab ho jaye gay Hamein chahhye pak Forex trading business First acha Bonus achi Trah say Ekatha karein Phir Asaani sy acha sa Profite pal pak Forex trading business men Trade laga kar hasil kia jaa sakta hy pak forex trading business Bhot ZydA acha business hy yahan Acha pair Gold Hi Hy Gold per Trad laga kar Good profit asaani sy hasil hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya gold Ek currency hai?

                              Dear brother Gold aik mattel ha jo kafi costly ha es pe agar ap trading karna chaity hain to ap ko account ka capital strong hona chaiye jaisa ka k ap ko pta ha gold pe trading kar k hum acha profit bana sakty laykin agar hum ne koi galat trade open kar di to humy loss bhi bara e ho ga so kahyaal se kaam karna chaiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X