Stop loss Kia ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss Kia ha
    Forex trading main stop loss kisa kehty hm r is k use kahna hota ha r is ko kidr kidr use krna faida deta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss Kia ha

    Stop loss aik trading tool hai forex market main ham apni open trade main isko use kerty hain tou ham jis point per open trade main stop loss select ker dety hain tou hamari open trade agar loss main jari hai tou same point per jab market ponch jati hai tou hamari trade close ho jati hai ky hamain just limited loss hi hota hai na ky hamara account wash ho jaey loss increase hoty hoty jo open trade main hota bhi hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss Kia ha

      stop loss trasding kerny k liuy ik bhtreen facvtoras hy jin ko follow kerna hamry liuy bhut hi zarori hy ager ham iusko use krein gy to hamin bhut fyda hopga isliuy hamin chaiy khe ham trading kerty wqat stop loss ko use kerty hwy apni trading ko safe ker lein or loss sey bhi bach jain youn ham ik kamyab traders ban sakty hein or ik doosry kl sath acja knowledge bhi share kerty rahin ..
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss Kia ha

        stop loss wo hota hy jis mein ham trading ki valus ko seterty hein means agerhamin loss honuy lgy to ziada na ho aour hamara account wash na ho yeh lgana bht zarori hy hamin chahiy keh ham iss mein achi quality ka work bhi krein aour trading jab ham rules key sath krein gy to haminbht hi acha results bhi hasil hoga,
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss Kia ha

          G ha my dear friend app na bulkul important question khaya hai Pakistan Forex forum mei stop loss AK tecneck hai jis ko hum ostamal or ky apny account ko loss ay bacha saktay hai or hum ko tread lagaty waqit hum ko apna lot size small rakna chaya or tab hi hum Acha profit hasil Kar saktay hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss Kia ha

            Friends stop loss forex treading business ka ak behtareen tool ha jisy ham forex business main istamaal hone wali command b keh sakty hain forex business main treading krty waqt stop loss command ko use kiya jata ha is command ka hamen faida ye hota ha k treading main sirf is command ki waja sy hamen loss kum or profit zyada hota ha.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss Kia ha

              Stop loss ka matlab kya hota hai ki yah Ek Aisa Kyun Hota Hai Jisko use Karke aap apne account ko save kar sakte hain. Aur aap Bigg Boss se Bach sakte hain. Aur Is Tarah Se aapka account be watch hone se Bach jata hai to aap ko chahiye kya aap stop loss Ka Chitra se use kiya karo aur apni had trade Mein Top class use Kaat Raha Karen Kyunki Jab apktop loss ka use Nahin karte ho aur Agar aapko last hota hai to Aapka account Sare ka sara wash ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss Kia ha

                Ji Bhai Forex trading mein Stop loss ka matlab hai jab ham trading kar rahe hote Hain tu ham Stop loss laga dete Hain Stop loss lagane ka maksad apni trade ko jyada nuksan se bachane ke liye ja aap jahan tak loss ko bardasht karte hain tab tak aap Star plus laga sakte hain aur apne account ko watch hone se bacha sakte hain stop wash lagane se aapki trade jyada last mein Nahin jaati aur vahin per close ho jaati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss Kia ha

                  Dear friends stop loss name say he apni definition bta raha hay jasa kay jab be new members ya senior koi be ho jis ka account mein capital kam ho or ous ko apan account wash hona ka dar hota hay loss hoan pr tu ek small lota buy ya sell laga kr jtna wo loss face kr skta hay wo quantity dal data hay stop loss mein then wo safe ho jata hay account wash hona say.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss Kia ha

                    Stop loss Ek Tu Hi Hai Jisko aap acchi Tarah Se use Karke Apne account ko save banaa sakte hain. Aur aap sev trading kar sakte hain. Aur aap bhi glass se bacha sakte hain. Aur aap apne account ko watch hone se bacha sakte hain. Isliye aapko chahie kya aap stop loss ka Jarur use Kiya Karen aur apni Har trade Mein stop loss ka acchi Tarah Se use Kiya Karen Taki aap acchi trading kar Saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss Kia ha

                      Stop loss Ek tool Hai Jab Bhi Koi market Mein order karte hain to use use Kiya Ja sakta hai hi is se yah benefit hota hai ki agar market loss Mein Jaati Hai To Jis. Per Apna stop loss Lagaya Hoga use point ko market hit Karke close ho jayegi Jyada loss Nahin Hoga iska yah benefit Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss Kia ha

                        brother stop loss ka matlab hai yeh ek button hota hai jis par likh diya jata hai k is se zaida loss na ho balke order khud hi cut ho jay jab stop loss ko hit ho jay is button par stop loss order set karnay se hum mazeed loss se bach sakte hai agar aap stop loss na use karo waisay hi trade laga kar off line ho jao phir agar aap ko boht zaida loss hote hote account wash ho gya phir pata chale ga stop loss kya hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss Kia ha

                          Ji Hamen trade Lagate hue Stop loss ka use zaroor karna chahie is se Hamen main fayda Hota Hai hi Hamen Soch samajhkar trade Lagani chahie tan ke ham Ek acchi trade Laga sake Hamen trade Lagane se pahle market ko Jarur analyse karna chahie Taki Hamen market ki moment Ka Pata Chal sake Hamen daily ka kam daily karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss Kia ha

                            dear dekahin stop loss woo hy k jab aap koi trade lgaty hain too us main aap stop loss laga dety hain too us sy yee hota hy k agr apny aik trade lgai hy aur ap off ho gaye hain market k nahi dekh rahy too jab stoip loss laga hua hoga too apki trade automatically close ho jaye ge loss hony sy pehly he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss Kia ha

                              stop loss Ham aise tool use karte hain ki Jab market ham as a tool use karte Hain chali jaaye to Ham ek limit laga dete Hain ki jahan tak Agar market hamare again chali jaaye to Ham us point Se nikal jaenge market se if se hamen Jo main phir Hota Hai vahi hota hai ki Ham chhote loss ko accept karte hain aur bade logon se Ban jaate Hain to ek acchi chij hoti Hai money management aur bahut se rules aise Hain Jo isko allow karte hain hamen ko use karna chahie Taki Ham ne kachi training kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X