jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se niche ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se niche ho
    dear kuch traders jub money management o follow kartay huey risk calculate karke trading kartay hain tu wo waha par phir stop loss ka bhi use kartay hain first time knowledge na honay ki waja se wo wrong stop loss area zone select kartay hain jis ko market hit kar ke reverse ho jati ha or traders ko faida nehi hota ha
    ap jub bhi apni trade me stop loss ko use karay tu wo rules kay mutabik hona chahiey jaisa kay ap ka stop loss previous support or resistance se nichay hona chahiey kyuke market kafi time previous point ko test karti ha or agr ap ka stop loss waha par ho ga tu wo hit ho jaey ga
    or ap ko market kay reverse honay se jo profit hasil hona hota ha wo ap opertunity miss kar detay hain is liey market ki movement ki condition ko dekhtay huey stop loss area zone select kare takay wo hit na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

    G dear ap n bht hi achi aur informative thred post ki hy k humy chahiya k apna atop loss ka undicator pichly risisrmtance se low rakhy agr hum aesa nhn kry gy to jb market as ko trend ko find kry gy to as se stop loss low na hony ki waja se agr market ka trend reverse hova to humy as ka benefit nhn ho ga
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

      G ager hum iss say nichya sl lagya gay to iss say hum ko bohat zada fida ho sakta hya ager hum iss mya suber say kam karya gay to iss say hum ko loss na honya kya chance bad jay gay ager market hmarya aganst bhi ay to ya support or resistence ko tach kar kay wapes cali jay ga,
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

        hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy hamy stop loss ko kabe be ignore nah karrna chahe hamy analysis ko use kar ky kama karna ho ga per he hum pasia kama skay gy forex paksitan mai legal ban cuak hain hum is mai bager pasi ky account bana ka rbe kam kair sakty hain hum is mai apny boss pa he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

          exactly aapane bahut hi achcha share kiya hai, aur ummid hai ki Sab isase benefit uthaenge ab basically har kisi ki strategy thodi different ho sakti hai ismein koi doubt nahin Hai Lekin overall Agar stop loss lagane ka formula kisi ne Lena ho rahe formula hai ki aap last swing ke upar rakhte Hain stop loss aur Agar thoda sa safe rahana chahte ho to second last swing ke upar second swing ke upar aapane rakhna hota hai stop loss
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

            Stop loss or take profit ka use karna bahut Jaruri hota hai isliye aapko daily basis per apni Har trade mein. Stop loss profit ka use karte Rahana chahie apni life ko hi pata hai jo acchi Tarah Se Apne account ke mutabik StarPlus hai aur use karta hai. Isiliye aapko bhi stop loss order net profit ka acchi Tarah Se use karna chahie Taki aap apni trading ko saaf Bana sake aur acchi trading kar sake.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay jab bi koi trade open karnay lagain to sell ki trade main stop loss ko resistance say thora opar rakhna chaheay aur buy ki trade main stop loss ko support say thora nechay rakhna chaheay q kah es tarah jab tak break out na ho us wakt stop loss hit nai hota.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                hamy support or resistance main soch samj kar kam karna chahey hamy trade lagany sy pahly stop loss ko lagana ho ga yai hamary account ka safe grade hain agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hain hamy apne learning ko best bana kar market main enter hony ka risk lyna chahey per he hum successful ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                  Support level ya resistance level ke upar to Ham rakh sakte hain lekin iske sath aapko confirmation candlestick pattern per karni padegi Agar aapko Koi doji Mili hai aapko Koi hammer inverted hammer shooting star Agar aisi koi bhi candle aapko najar I hai uske upar aap apna stop loss rakh sakte hain yah bahut hi acchi entry hoti hai aur aapko bahut hi safe entry milati hai. Ismein aapka stop plus bahut kam hota hai aur take profit bahut achcha ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                    stop loss or support and resistance level g haan dear stop loss Se humara buhat zaida faida hota hai humein apni har trade Mein stop loss lagana chahiye jab hum apni trade mein stop loss ka use karte Hain toh is waja se hum Kamyab ho sakty Hain forex mein zyada Se zyada mehnat karne k sath sath humein technical analysis karne ka method Ana chaiye technical analysis se humein support aur resistance level Ka Pata chalta hai yeh humari trade k liye Buhat zyada matter Karta hai humein technical analysis karne ka way of method Ana chaiye yeh humari trading mein major important thing hai humein is k bare mein sari information Ka Pata Hona chaiye is se humara buhat zaida faida hota hai Forex mein humein market ki knowledge Hasil Karte hue kam karna chahiye market ki knowledge humare liye buhat zaroori hai jab hum market ki knowledge Hasil Karte hue Learning Karte Hain toh is wajah se humara buhat zaida faida hota hai forex trading Mein humesha zyada Se zyada mehnat karna buhat zaroori hai is mein hum technical analysis ki help se trading Mein support or resistance level Ka Pata hota hai yeh humari trading mein buhat zaroori hota hai is se hum Kamyab ho sakty Hain humein is mein zyada Se zyada mehnat karni chaiye aur market ki Learning karni chaiye is se Humara buhat Zaida Faida hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                      G brother ap ne sahi kaha stop loss ka use kerty huy bhi hamy support r ressistance ka khas khayal rakhna parta hai aget ham sell ki trade open kerty hain to stop loss ko Ressistance se thora uper rakha jay r jab ham buy ki trade open kerty hain to sl lo support k level se nichy rakha jay r markete previous ressistance r support k level ko test kerti hai hamy stop loss ka use bhi boht soch samjh ker kerna hota hai so that hamari trade loss main bhi na jay
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                        dear kuch traders jub money management o follow kartay huey risk calculate karke trading kartay hain tu wo waha par phir stop loss ka bhi use kartay hain first time knowledge na honay ki waja se wo wrong stop loss area zone select kartay hain jis ko market hit kar ke reverse ho jati ha or traders ko faida nehi hota ha
                        ap jub bhi apni trade me stop loss ko use karay tu wo rules kay mutabik hona chahiey jaisa kay ap ka stop loss previous support or resistance se nichay hona chahiey kyuke market kafi time previous point ko test karti ha or agr ap ka stop loss waha par ho ga tu wo hit ho jaey ga
                        or ap ko market kay reverse honay se jo profit hasil hona hota ha wo ap opertunity miss kar detay hain is liey market ki movement ki condition ko dekhtay huey stop loss area zone select kare takay wo hit na ho
                        Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Hamen apni Har EK trade Mein stop loss aur take profit ka Jarur use karna chahie Kyunki Agar Ham Inko use Karenge tab. Hi Hamara account market ki critical movement se Bach sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                          Stop loss ka istmal karna hum ko time ke sat he ae ga ku ke jab bhe hum kam karen to he hum ko apne trading ko behter bananana hoga.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                            dear friends stop loss copy Jo use karte hain proper plan se karna chahie Itna kam stop lovers Peene wala Gaya JK market thoda awaaz mein Jaaye aur hit Karya Karke market mostly reverse mein job kar FIR hi hi Apne. Per dwara Apne. Per Aati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: stop loss area zone find karte hain wo previous support resistance se nich

                              Dear member Apne bahut hi acchi baat ki hai ki Hamen trade lete Waqt stop loss level ko Jarur use karna chahie Kyunki stopless level ke jariye se Ham Apna account stop-out hone se bacha sakte hain. Support and resistance levels bahut hi helpful Hote Hain Jab Ham short term and long term trading kar rahe Hote Hain To Hamen chahie ki Jab Bhi Ham Apne stopless level take profit level Ki Baat karen to hamesha support and resistance level ko observe Karen aur unke mutabik thoda sa reserve area rakhne ke bad hi level ko maintain Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X