Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?
    all expert hazraat sy guzarish hai keh ye bata kr hamari rehnumai farmain keh humStop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain? koi khaas jaga hai page hai ya koi aur method hota hai ye cheezen seekhny ky liye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

    dear brother forex trading karty howy jessy tp lagaty ho yani take profit set karty ho usi tarha stop loss ko bhi set karo ye tool bohat acha hay jiss say ziada loss nahi hota aur aap ka account wash hony say bach sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

      Dear take orofit aur stop loss indicators humy btaty hy k kis trh se hanari trade ja rhi hy mtkb trade loss m ja rhi hy ya profit m aur as indicators k zariya hum aoni trade open ya close kr sakty hy yeh indicators himy loss se buchaty hy
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

        ap Fibbonacci use karo ge to ap klo buhat hia che se acndaza ho jaye ga ke pa ne talkke profit aur stop loss kahan lagana hai i is liye mehnat hai aur is pe kaam karna asan nahi ap ko is kuch practice karni pre gi agra ap mehnat karo ge is to ap ko buhat hiacha profitho ga stop loss ap ko ye bata de ga si liye acha kaamkaro aur mehnat se karo
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

          normally take profit aur stop loss ko identify karne ke liye ham market ka analysis karte hain aur usmein check karte Hain ky market mein sport kis jagah per hai aur registance kis jagah par hai jab ham buy ki trade Lete Hain to usmein ham ne dekhna hai ki niche iski support kahan per a rahi hai us sport ke niche aap apna stop-loss set karenge aur upar dekhenge ki iski regsistance kahan per a rahi hai to use resistance ke niche aap apna take profit set karenge.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

            Stop loss aur take profit traders apni trade mein use krty hein tah k jb market in mein se kisi ko hit kry tu trade automatically close ho jaye stop loss aur take profit market ka analysis kr k set krty hein ye tukky pe set nhi krty ye dono tools calculation kr k set krty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

              hamy knowledge or experience hasil kar ky kam karna chahey hamy market main trade lagany sy pahly is main take profit or or stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account or balance ko wash hony sy bachta hain hamy is ko ignore nahe karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main online kam karty hain or dollar kamaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                hamy sl k use karna ho ga pher hamy trading karne he pher he hum paisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganyt mai sy kese b wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahai htoa forex pasitan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                  dear stop loss or take profit tools yeh hotay hain kay ap jub ap trade open kartay hain tu ap in ka is liey use kartay hain kay ap ko kitna profit ho ga or kitna loss ap ka loss or profit limited ho jata ha jub ap stop loss ka use kartay hain tu is se Murad ha agr ap ne apni trade me 5$ ka risk lia ha tu 5$ ka hi loss ho ga or os par profit Apne take profit kay hisab se select kar sakte hain jitna ap ne karna ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                    Dear friends bilkul sahi hai trade kharte Waqt aapko tools mein se t p aur stop loss ka istemal Karna chahie Jo aapke liye bahut fayde mand sabat ho sakta hai trading mein main aap apna target set Karke TP Laga dae Kyunki market Jab Upar Jayegi aur aapki Ki Lagai Hui trade tk pahunche gi to Khud BA Khud Close ho jayegi. Jisse a aapko fayda hoga or aapka account Wash hone se. baccha Jayega
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                      Nahi dear stop loss aur take profit ko sekhnay ka koi khas tareka nai hay bal kah jab ap ko koi bi trade open karnay lagtay hain to lot size select k sath sath stop loss aur take profit ka option hota hay jis par click kar k ap stop loss aur take profit set kar saktay hain aur yah hamesha support aur resistance k mutabik set keay jatay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                        use of trading tools stop loss or take profit ki value janne k liye humein pehly technical analysis ki zarurat hoti Hai Jab hum kisi currency per order lene se pahle agar Ham trading mein us currency k bare mein analysis kar Len toh is se unka buhat zyada faida yeh hota hai k humein us trade ka stop loss or take profit mil jata hai humein apni har trade Mein is ka use zyada Se zyada karna chahiye kyun k Jab Ham ismein analysis karte Hain toh is wajah se hamara bahut zyada fayda hota hai humein trading karne se pehly learning karne k sath sath Market ki bhi knowledge Hasil karni hogi aur is mein sab se pehly technical analysis or fundamental analysis ata hai is liye humein technical analysis Karne Ka pora tarika Ana chaiye is se humein buhat zaida knowledge Hasil hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                          Forex trading main stop loss or take profit ak buut ACha r faida mand option ha Jo hmri trading main kafi help krta ha ya 2no e hmy loss SA bachty Han or profit ki tarf la k jaty Han is Lea in options k bary main Janna bhut zaruri ha or in k bary main sekhna k Lea hmy yk kisi forex teacher ya posts r thread SA is k bary main knowledge hasil kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                            dear stop loss or tp lagaeny kilye ak acha knowledge or expirence ka hona bhot he zaroor hota hy ager acha expuirence or knowledge ap ko hoga tu he pher ap is main mehnat sy kam ar k ios sy bhot he achi kamiyabi is sy gain kar sakty han bhot he achi earning is sy gain kar sakty han apny account ko save rakh sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss and take profit tools kesy jaan sakty hain?

                              Stop loss aur take orofit dnoo he bhit acahaji aur useful toolss haii agarr hum in ko apply krtai haiin to hmaraii liyee tradingg bhot asaan ho jatee haiii agaar take profit lgain gyy too hmaare profit wale trade profit mein he closee hogee aurr loss walee trade hmain ziadaa loss nhee de gee isliye inko lzmi use krnaa chaiyaii taa k hmain asane ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X