thora profit b loss sa behtar ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: thora profit b loss sa behtar ha

    G han kbi b zyada profit ki lalach mn na paren zyada traders is wja sy loss krty hen plan k sat trade open kren r agr rules k teht trade ko close kr len to loss sy bcha ja skta h kch traders yeh soch k stop loss ko use ni krty k stop loss hit hojy ga r trade close ho jy gi agr stop loss na hoa to trade wapis favour mn move kr k zyada profit dy jay gi lakin aisa ni hota r trade zyada against move kr jati h to account wash ho jaty hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: thora profit b loss sa behtar ha

      Bilkul Agar aapane greed kiya hai aur aapko loss ho gaya hai to usse achcha yahi hai kya thoda Profit Le lo lekin apna loss Na Karo agar aap greed Mein loss karte ho to bahut hi galat baat hai kyunke ek aisi aadat hai jo badi mushkil se jaan chhorani Hai to Agar aapane isase dur nahin Jana to bahut hi mushkil ho, jaega aapke liye market mein kya bahut loss deti hai aur aapke liye bahut hi difficult hoga Kya market se kuchh Bhi earn kar Sako aapko greed se dur jana padega.
      • #18 Collapse

        Re: thora profit b loss sa behtar ha

        main aapki baat se ittefaq karta hun thoda profit loss se bahut jyada behtar hai agar Ham lalach karenge jyada profit lene ke chakkar mein market mein baithe rahenge to hamen loss ho sakta hai agar hamen hamari trade se kam profit bhi mein Raha hai to hamen chahie ki Ham kam profit lekar exit ho jaaye
        • #19 Collapse

          Re: thora profit b loss sa behtar ha

          g bilklul dear ap ki bat bhot he achi hy dear chye humen lot saiz kum lagany sy profit apbni trade sy kum he q na hio humen wo profit manzioor hy kum sy kum dear hamara account tu save rahy ga na risk hum lien gy na he hamara pher account wash hoga is liye dear tamam member sy main ye bat share karna chao ga k wo jo bhe jis pair par bhe trade karen tu os mainjkabhe bhe risk na lien lot saiz hamesha kum he istaml karen
          • #20 Collapse

            Re: thora profit b loss sa behtar ha

            G dear ap n bilkul thk kaha hy k kuch na milny se kuch mil jana bhtr hota hy aur kisi chez k kho jany se thora milna bhi bhtr hota hy to hum sb ko chahiya k zeada profit k chakr m aony bonus ko waste na kry balky thora profit milny pr khud ko satisfy kry aur kamyab earning kry
            • #21 Collapse

              Re: thora profit b loss sa behtar ha

              bilkul apne sahi kaha dear ziada lalach ziada ke chakar me ziada khone se accha hai ke hum loss ki bajaye thora thora profit hasil karte jayen dears forex business me jitna hosake kam risk len kuke ziada risk ziada loss ka sabab hai dears Forex me kabhi bhi lalach nahi karna chahye kam he me khush rehna chahye
              • #22 Collapse

                Re: thora profit b loss sa behtar ha

                Aslam.o.alikum all members kisy hen pak forex forex min kam krny k ley mehnat krna zarori hai or ap ko pak forex min kam profit bhe sai hai agr los ajy to ap prshan hoty ho ap ko los sy km profit mita hai to behtar hai
                • #23 Collapse

                  Re: thora profit b loss sa behtar ha

                  Forex trading main aksar log asy hota Han jinko Thora bhut profit ho Jay tu wo risky trading krna lagty Han zyda profit k chakr main r is tarha una zyda Los ho jata ha hai is Lea sub traders ki chaiya k hmesha zyda profit k chakr main na rahen bhalky kabi kabi Kam profit Pa v guzra krna chaiya r risk Ni Lena chaiya
                  • #24 Collapse

                    Re: thora profit b loss sa behtar ha

                    Agar aap ko thoda profit Hasil ho raha ho to aapko chahie kya? Aapko thoda profit accept kar lo Taki aap Kuchh Na Kuchh Hasil kar Sako aur aap kabhi bhi jaldbaji mat karo aur naahi Lal karo. Kyunki Jyada profit Hasil karne ki lalach karne se aap thoda profit bhi ja ja kar dete. Ho Aur Is Tarah Se aapko Masjid loss Ho Jata Hai Jiski vajah se aap kabhi bhi Forex Mein acchi earning nahin kar paate ho.
                    • #25 Collapse

                      Re: thora profit b loss sa behtar ha

                      market ki movement Ko Mukammal Idea Kisi Ko Nahin Hota Kisi bhi time market loss Mein Ja sakti hai 72 yahi hai ki proper plan Banakar market se thoda profit nikal Diya Jaaye aur apne order ko close kar diya Jaaye kabhi bhi market mein jyada profit ki Lal Lage Na Karen market mein problem hi Banegi Thoda Thoda proper plan se profit nikalenge easily nikal Sakenge
                      • #26 Collapse

                        Re: thora profit b loss sa behtar ha

                        jee han thora profit is best loss say jab tak humara pass lulach greedy jase chez hay then hum kabi be kamyab nhi ho skta business mein is lyia hum ko loss say safe hona ka lyia treading mein khud ko greedy say door rakhna ho ga hum ko chyia kay hum thora thora profit pr he tread close krain asa mein hum successful raha gay.
                        • #27 Collapse

                          Re: thora profit b loss sa behtar ha

                          Thora profit loss se behtar hai ji han dear Forex trading mein agar hamare paas thora profit ajaaye to woh thora profit zyada loss se bahut bara hota hai isliye Hamen use thore profit Mein adjust hone ki koshish karni chahiye kyun k zyada ki lalach Mein aksar loss hota hai isliye zyada ki lalach nahin karni chahiye Jab Ham zyada ki lalach Karte Hain to is se bahut zyada nuksan hota hai trader hamesha zyada hard working karega to wah Kamyab hoga Forex trading Mein hardworking karne wala trader hi Kamyab Hota Hai har member ko forex mein zyada Se zyada mehnat karni chahiye kyun k Jab Ham forex Mein mehnat Karenge to is se Hamen bahut zyada kamyabi milegi Forex forum Mein hardworking Karne Wale member Ko kamyabi milti Hai Forex Mein hamesha kam profit Mein adjust hone ki koshish karni chahiye kyun k is hi wajah se Ham Kamyab hote hain Forex Mein mehnat karne se Hamen bahut zyada success milti Hai har member ko Forex mein zyada Se zyada mehnat karni chahiye mehnat karne wala member hi Forex Mein kamyabi Hasil kar leta hai jo zyada mehnat karta hai use bahut zyada kamyabi milti hai kamyabi ke liye mehnat karna bahut zaruri hota hai kyun k Bina mehnat ke kamyabi kabhi nahin milti
                          • #28 Collapse

                            Re: thora profit b loss sa behtar ha

                            Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai Hamen thoda profit Dekhkar Jyada loss se bachne ke liye Aisa Pyar karna chahiye jisse Hamari acchi grape honi chahie aur aur maximum profit ki taraf Nahin dekhna chahie aur lalach nahin karna chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: thora profit b loss sa behtar ha

                              G bilkol aisa hi forex trading main hume humsha soch samjh k trading krni chae r achi planing k sath krni chae forex trading main kabhi bhi bari lot size ka use nahi krna chae forex trading main humsha hume choti lot size ka use krna chae ta k hum forex main save trading krne main kamyab rahen forex trading main agr hum choti lot sy trade open krn gy tu us main hume profit chae kam ho ga mgr loss bhi nahi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: thora profit b loss sa behtar ha

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                                friends hmain forex trading ma ziada earning ki lalach nhi karni chaiay aur agr thora profit b hasil ho jay to usay accept karna chaiay q k wo loss sa bht behtar ha, hmain apni trade open karnay sa pehlay achay anaylisis karnay chaian aur market ki moment ko daik kar hamesha small lot k sath trade karain ta k hmain loss k chances km hon
                                Ji Bhai aap bilkul theek kah rahe hain Agar Hamen thoda sa profit Mil Jata Hai To Hamen usmein hi khush ho jana chahie Jyada ki lalach karne wala hi Hamesha nuksan ka Samna karta hai isliye Jyada ke bare mein nahin sochana chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X